% ISB File: KoraaKaagaz_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa}%
\film{Kora Kaagaz}%
\year{1974}%
\starring{Chetan Anand, Jaya Bhaduri}%
\singer{Kishore}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Transliterator: Venkatasubramanian KG (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Venkatasubramanian KG (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa
jo likhaa thaa
jo likhaa thaa aa.Nsuo.n ke sa.ng bah gayaa
meraa jiivan \threedots

(ik havaa kaa jho.nkaa aayaa) \- (2)
TuuTaa Daalii se phuul \- (2)
naa pavan kii naa chaman kii
kisakii hai ye bhuul \- (2)
kho gaI \- (2) khushabuu havaa me.n kuchh na rah gayaa
meraa jiivan \threedots

(u.Date pa.nchhii kaa Thikaanaa) \- (2)
meraa na koii jahaa.N \- (2)
naa Dagar hai naa khabar hai
jaanaa hai mujhako kahaa.N \- (2)
ban ke sapanaa  \- (2) hamasafar kaa saath rah gayaa
meraa jiivan \threedots

dukh ke andar sukh kii jyotii
dukh hii sukh kaa GYaan \- (2)
dard sah ke janm letaa
har koii inasaan \- (2)
vo sukhii hai \- (2) jo khushii se dard sah gayaa
meraa jiivan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil kyuu.N}%
\film{Koraa Kaagaz}%
\year{1974}%
\starring{Chetan Anand, Jaya Bhaduri}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil kyuu.N
meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil
dil pe kyaa pa.D ga_ii mushkil uu.N huu.N
are raat bhii suunii suunii laage
aur din bhii suunaa suunaa laage
ko_ii ye to bataa de mujhe wo to nahii.n ho gayaa
mujhe wo to nahii.n ho gayaa
meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil ho o o o

o
baiThe baiThe man muskaaye \-2
mai.n na jaanuu.N wo kyuu.N yaad aaye \-2
kisase baate.n karatii huu.N mai.n
are kisase baate.n karatii huu.N mai.n
chupake chupake ha.Nsatii huu.N
ko_ii ye to bataa de mujhe wo to nahii.n ho gayaa
mujhe wo to nahii.n ho gayaa
meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil ho o o o

o
dil me.n kyaa hai likh nahii.n paa_uu.N \-2
Kat likhuu.N to use kaise pahu.Nchaa_uu.N \-2
paas bhii usake jaa na sakuu.N mai.n
are paas bhii usake jaa na sakuu.N mai.n
duur bhii usase rah na sakuu.N
ko_ii ye to bataa de mujhe wo to nahii.n ho gayaa
mujhe wo to nahii.n ho gayaa

meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil uu.N huu.N
meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil
dil pe kyaa pa.D ga_ii mushkil uu.N huu.N
are raat bhii suunii suunii laage
aur din bhii suunaa suunaa laage
ko_ii ye to bataa de mujhe wo to nahii.n ho gayaa
mujhe wo to nahii.n ho gayaa
meraa pa.Dhane me.n nahii.n laage dil kyuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruuThe\-ruuThe piyaa manaa_uu.N kaise}%
\film{Koraa Kaagaz}%
\year{1974}%
\starring{Chetan Anand, Jaya Bhaduri}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11237 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ruuThe\-ruuThe piyaa manaa_uu.N kaise \-2
aaj na jaane baat hu_ii kyaa kyo.n ruuThe mujhase
jab tak vo na bole.n mujhase mai.n samajhuu.N kaise
ruuThe\-ruuThe piyaa \threedots

vo baiThe hai.n kuchh aise shaadii me.n dulhan jaise
kyaa ban ke dulhaa mai.n jaa_uu.N aur unakii maa.Ng sajaa_uu.N
lambii dulhan Thiganaa duulhaa \-2
jo.Dii jame.n kaise
ruuThe\-ruuThe piyaa \threedots

kyaa mujhase hasii.n hai.n qitaabe.n piyaa jinako pyaar se thaame
mai.n nain milaanaa chaahuu.N par nain milaa naa paa_uu.N
sautan chashmaa biich me.n aa_e \-2
nain mile.n kaise
ruuThe\-ruuThe piyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
