% ISB File: Kraantiveer_1994.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jay ambe jagadambe maa.N}%
\film{Kraantiveer}%
\year{1994}%
\starring{Nana Patekar, Dimple Kapadia, Bindu, Dainny}%
\singer{Praffull Dave, Sapna Awasthi, Sudesh Bhosle, Chorus}%
\music{Anand-Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Credits: Animesh Kumar

\printtitle
#indian

jay ambe jagadambe maa.N
tere dam se hai duniyaa
terii mahimaa ko_ii na jaane
tujhase kaun bachaa hai yahaa.N

dR^iShTi dayaa kii jisape Daale tuu usakaa uddhaar kare
jan kalyaaNii bhav saagar se sabakaa be.Daa paar kare
khaalii jholii bharane waalii kisako de de kab kitanaa

a.Ndhere me.n ban ke ujaalaa  bhaTake jano.n ko raah dikhaaye
maiyaa kar sa.nto.n kii rakshaa shaitaano.n ko aaj miTaa
zaalim ko aisii sazaa de rah naa jaaye ko_ii nishaa.N

he maa.N raanii devii bhawaanii, jyot jalaane aayaa huu.N
jotaa.n waalii maataa kaalii tujhako manaane aayaa huu.N

he mehar vaiShNav durgaa chaNDii bas tere guN gaa_uu.Ngaa
baras baras mai.n in charaNo.n me.n shraddhaa phuul cha.Dhaa_uu.Ngaa
he ruk jaayegaa dar pe tere gar tuufaan bhii aayegaa
mere sar pe haath hai teraa mujhako kaun miTaayegaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
