% ISB File: Kranti_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil me.n dard saa ... muhabbat ye nahii.n to kyaa hai}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

huu.n dil me.n dard saa jagaa hai
kaa.NTaa saa kahii.n lagaa hai
muhabbat ye nahii.n to kyaa hai o ho ho
aa haa haa haa
dil me.n dard saa \threedots

zaraa saa jo duur ga_e to dau.De dau.De paas tumhaare aa_e
yaad tumhaarii haay hamaarii jaan hii naa le jaa_e
chhup jaa_o tum merii in baaho.n me.n
marake bhii naa ham bichha.De in raaho.n me.n
vaadaa hamane bhii kiyaa hai
vaadaa tumane bhii kiyaa hai
muhabbat ye nahii.n to \threedots

naa ye ham jaane naa tum jaane ik duuje ke ham diivaane
likh diye pyaar ne aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n dil ke afasaane
jab mile hai.n ham mile hai.n a.njaano.n se
ab mile.nge ham lekin diivaano.n se
ham tum me.n jo silasilaa hai saaraa shahar jaanataa hai
muhabbat ye nahii.n to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haayo rabbaa haayo rabbaa kuchh ho gayaa}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Sonu Nigam, Kavita Subramaniam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

haayo rabbaa haayo rabbaa
haayo rabbaa haayo rabbaa kuchh ho gayaa
haayo rabbaa haayo rabbaa kuchh kho gayaa
merii taubaa ab kyaa hogaa
jaan bhii na chalii jaa_e dil to gayaa
haayo rabbaa \threedots

dil se chalaa ye dil ko gayaa ye pyaar kaa hasii.n raastaa
haa.n ye to zaraa socho magar aa_ii nahii.n usakii khabar
is raste se jo gayaa
haayo rabbaa \threedots

aa.Nkho.n se mai.n tujhe chuum luu.n
aa bin piye zaraa jhuum luu.n
haay aane lagii mujhako sharam dekhe ko_ii meraa sanam
kaisaa besharam ho gayaa
haayo rabbaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq jaaduu ishq Tonaa ... naa jaane kahaa.N dil ye meraa}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Amit Kumar, Sunidhi Chauhan}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ishq jaaduu ishq Tonaa ishq chaa.Ndii ishq sonaa
naa jaane kahaa.N dil ye meraa kho gayaa
dekhaa jo tujhe ishq mujhe ho gayaa
jaan\-e\-man is umar me.n hai zaruurii ishq honaa ishq honaa
ishq jaaduu \threedots

in aa.Nkho.n kaa afasaanaa mai.n ban baiThaa diivaanaa
tuune o jaan\-e\-jaanaa.n kyaa kiyaa
ishq ha.Nsanaa ishq ronaa 
ishq jaaduu \threedots

honaa honaa honaa honaa
ishq honaa
khushbuu sii mahakii mahakii sholo.n sii dahakii dahakii
mai.n to huu.N bahakii bahakii hai nashaa
ishq paanaa ishq khonaa 
ishq jaaduu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ja.ng ho yaa pyaar ... ek to tiin chaar}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ja.ng ho yaa pyaar kar gayaa jo pahalaa vaar
vo jiit gayaa jiit gayaa jiit gayaa mere yaar

ek to tiin chaar bijalii chamakii jamunaa paar
dosto.n kii mahafil me.n dushmano.n kaa kaam kyaa
dushmano.n kii mahafil me.n dosto.n kaa kaam kyaa
aapakaa hai naam kyaa boli_e sarakaar
ek to tiin chaar \threedots

huu.N yaa mujhako diivaanaa banaa
yaa meraa diivaanaa ban jaa
shamaa.n ban jaa paravaanaa ban jaa
tiir ban jaa yaa nishaanaa ban jaa
aa mere aa mere aa mere diladaar
ek to tiin chaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa dil tuu vaapas mo.D de ... mainuu.n pyaar nahii.n karanaa}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Shaan, Sunidhi Chauhan}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

meraa dil tuu vaapas mo.D de
haT meraa pichchhaa chho.D de
mainuu.n pyaar nahii.n karanaa nahii.n karanaa nahii.n karanaa
meraa dil tuu \threedots

likhe jo khat maine tere naam kabhii vo de jaa sanam
lagii hai dil me.n jo tasviir terii vo le jaa sanam
mai.n tujhe bhuul jaa_uu.N tuu mujhe bhuul jaanaa
na mujhe yaad karanaa na mujhe yaad aanaa
achchhaa na hogaa varanaa
na hogaa varanaa na na na na na naa

nahii.n karanaa nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n karanaa
na sochanaa kabhii ke tere piichhe piichhe mai.n aane lagaa
ye gayaa ye gayaa le mai.n chalaa gayaa mai.n jaane lagaa
nigaaho.n ko churaa ke yuu.N baaho.n ko chhu.Daa ke
tuu jaa to rahaa hai magar ghar jaa ke aahe.n na yaar bharanaa
aahe.n na bharanaa
nahii.n karanaa nahii.n nahii.n nahii.n karanaa
meraa dil tuu \threedots

nahii.n karanaa karanaa nahii.n
nahii.n karanaa
achchhaa nahii.n karanaa
nahii.n karanaa

mai.n chalii jaa_uu.Ngii to nahii.n aa_uu.Ngii bulaa le mujhe
mai.n ruuTh jaa_uu.Ngii to ruuTh jaa_uu.Ngii manaa le mujhe
mai.n tujhako manaa_uu.N nahii.n hai ye zaruurii
magar kyaa karuu.n mai.n hai tho.Dii majabuurii
tere saath jiinaa maranaa hai jiinaa maranaa
haa.N haa.N haa.N hai jiinaa maranaa
ab tuu ye kahanaa chho.D de
meraa dil tuu vaapas mo.D de
ab tuu ye kahanaa chho.D de
mainuu.n pyaar nahii.n karanaa
meraa dil tuu \threedots
nahii.n kahanaa nahii.n kahanaa
nahii.n kahanaa
nahii.n karanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
%stat{vsrk1205, 1.00, 25/12/2002}%
\stitle{oy naukar sarakaarii tainuu.n dil de ke mai.n haarii}%
\film{Kranti}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Ameesha Patel}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

oy 
oy naukar sarakaarii tainuu.n dil de ke mai.n haarii
aise pyaar se achchhaa thaa mar jaa.ndii mai.n ka.nvaarii
oy 
oy naukar sarakaarii \threedots

merii jaan se o bedardii tujhe pyaarii apanii vardii
maaluum agar ye hotaa mai.n pyaar kade naa karadii
tujhako hai.n kaam hazaaro.n kab aa_egii merii baarii
oy naukar sarakaarii \threedots

haay mai.n Tha.nDii aahe.n bharatii huu.N
mai.n kaa.NTo.n pe chalatii huu.N
raato.n me.n jaagatii huu.N
mai.n barasaato.n me.n jalatii huu.N
jal jal ke pyaar me.n tere mai.n ban ga_ii ik chi.ngaarii
oy naukar sarakaarii \threedots

ye priit hai merii jhuuThii bas apanii yaarii TuuTii
mai.n pyaar pyaar karatii huu.N tuu bole ##duty duty##
harajaa_ii kahegii tujhako duniyaa ye duniyaa saarii
oy naukar sarakaarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
