% ISB File: Krorepati_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai aasamaa.N ke raahii ... haay saavan ban ga_e nain}%
\film{Krorepati}%
\year{1961}%
\starring{Kishor Kumar, Shashikala, Kumkum, K N Singh}%
\singer{Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], April 15, 2003

\printtitle
#indian

ai aasamaa.N ke raahii tuu hii gavaah rahanaa
thamataa nahii.n hai kabase in aa.Nsu_o.n kaa bahanaa
teraa agar guzar ho is desh kii taraf se
ko_ii ta.Dap rahaa hai itanaa hii unase kahanaa

haay saavan ban ga_e nain
saavan ban ga_e nain piyaa bin
saavan ban ga_e nain

suunaa\-suunaa ghar hai balam bin suune hai.n din\-rain
ho puuchho na jii ke bain
saavan ban ga_e \threedots

nain hamaare ga.ngaa\-jamanaa
baadal se ye haragiz kam naa
mushqil hai a.Nsuvan kaa thamanaa
kaTatii nahii.n mose birahaa kii rain
saavan ban ga_e \threedots

dil ke chhaale phuuT ga_e hai.n
pyaar ke taare TuuT ga_e hai.n
chor mere man luuT ga_e hai.n
milataa nahii.n mujh abhaagan ko chain
saavan ban ga_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaabul kii mai.n naar ... husn kii tuu gulanaar}%
\film{Krorepati}%
\year{1961}%
\starring{Kishor Kumar, Shashikala, Kumkum, K N Singh}%
\singer{Kishore, Geeta}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [GEETANJALI], Kaustubh C Pingle, May 28, 2005
% Itranslator;  V S Rawat

\printtitle
#indian

gii:	kaabul kii mai.n naar, merii aa.Nkhe.n rasiilii kaTaar \-2
	zaraa aa.Nkh se aa.Nkh milaa le piyaa mausam mazedaar
	zaraa aa.Nkh se aa.Nkh milaa le vallaah ho vallaah ho vallaah
	mausam mazedaar
ki:	he he he he hii brrrrrrr
	husn kii tuu gulanaar yahaa.N aashiq tere hazaar \-2
	par aayaa hai ba.Dii duur se ye pyaar kaa biimaar
	va_i aayaa hai ba.Dii duur se yaa Kush ho yaa Kush ho yaa Kush
	pyaar kaa biimaar

	hai\-hai
	hai\-hai hai\-hai he hii hii

gii:	( pilaa de nigaaho.n ke jaam, aur le le ye dil kaa badaam
ki:	in ho.nTho.n pe subah shaam, rahataa hai teraa hii naam ) \-2
gii:	kahatii hai mast bahaar, merii ulajhii laT ko sa.Nwaar \-2
	mohe pyaar ke ra.ng me.n ra.ng de piyaa mausam mazedaar
	mohe pyaar ke ra.ng me.n ra.ng vallaah
ki:	hai
gii:	ho vallaah
ki:	hai
gii:	ho vallaah mausam mazedaar
ki:	hai hai hai husn kii tuu gulanaar yahaa.N aashiq tere hazaar
	par aayaa hai ba.Dii duur se ye pyaar kaa biimaar
	va_i aayaa hai ba.Dii duur se yaa Kush ho yaa Kush ho yaa Kush
	pyaar kaa biimaar

gii:	( bhuure ra.ngiile nawaab meraa hai kaisaa shabaab
ki:	are kahataa hai dil kaa rabaab duniyaa ba.Dii hai Karaab ) \-2
gii:	ruup ke lobhii hazaar vallaah kaise karuu.N aitabaar
gii:	roop ke lobhii hazaar
ki:	hai-hai-hai
gii:	vallaah kaise
ki:	hai-hai-hai
gii:	karuu.N aitabaar
ki:	hai-hai-hai
gii:	mujhe apane dil me.n
ki:	hai
gii:	chhupaa
ki:	hai
goo:	le piyaa mausam
ki:	hai
gii:	mazedaar
	mujhe apane dil me.n chhupaa le vallaah o vallaah o vallaah
	mausam mazedaar
ki:	husn kii tuu gulanaar yahaa.N aashiq tere hazaar \-2
	par aayaa hai ba.Dii duur se ye pyaar kaa biimaar
	va_i aayaa hai ba.Dii duur se yaa Kush ho yaa Kush ho yaa Kush
	pyaar kaa biimaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o saajanaa na puuchh mujhase pyaar kyaa hai}%
\film{Krorepati}%
\year{1961}%
\starring{Kishor Kumar, Shashikala, Kumkum, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], April 02, 2003

\printtitle
#indian

o saajanaa na puuchh mujhase pyaar kyaa hai
kitaabe.n dil me.n pa.Dh ke dekh le
ki ( pyaar kyaa hai ) \-2

taaro.n se raat ko jab dil kii baat ho
jaan lo ki jiyaa kho gayaa
ki dillagii me.n dil kisii kaa ho gayaa
o saajanaa na puuchh \threedots

sapano.n me.n har gha.Dii aate jo ajanabii
jaan lo ki ab to nii.nd bhii ga_ii
ki apanii raat bhii paraa_ii
o saajanaa na puuchh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
