% ISB File: KuchhKuchhHotaaHai_1998.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{koii mil gayaa}%
\film{Kuchh Kuchh Hota Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh Khan, Kajol, Rani Muherjee?}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

koii mil gayaa, koii mil gayaa
mujhako kyaa huaa hai, kyo.n mai.n kho gayaa huu.N
paagal thaa mai.n pahale, yaa ab ho gayaa huu.N
bahakii hai.n nigaahe.n aur bikhare hai.n baal
tuune banaayaa hai kyaa apanaa ye haal
koii mil gayaa, meraa dil gayaa
kyaa bataa_uu.N yaaro.n, mai.n to hil gayaa
koii mil gayaa, mil hii gayaa, mil gayaa

jaane kyaa ho gayaa hai mujhe
diivaanaa log kahane lage
ye diivanagii hai kyaa
hame.n bhii to ho pataa
tumako kyaa ho gayaa
are, kal tak mujhako sab hosh thaa
dil me.n khushiyo.n kaa josh thaa
phir ye bechainii hai kyo.n
phir ye betaabii hai kyo.n
kyaa koii kho gayaa
koii mil gayaa   \threedots

baadal banakar kaun aa gayaa
kaun hai jo dil pe yuu.N chhaa gayaa
chaahuu.N ki bataa_uu.N me.n
phir bhii kah na paa_uu.N ma.n
naam usakaa hai kyaa
o naam na lo par kuchh to kaho
halkaa saa koii ishaaraa to do
merii aa.Nkho.n me.n hai vo
merii saa.Nso.n me.n hai vo
aur kahuu.N tumase kyaa
koii mil gayaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{la.Dakii ba.Dii anjaanii hai}%
\film{Kuchh Kuchh Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh, Kajol, Rani Mukherji, Salman, Farida, Anupam}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##whistling##
ko:	oh oho
ku:	he e ye he he
a:	la la la
ku:	la.Dakii ba.Dii anjaanii hai
	sapanaa hai sach hai kahaanii hai
	dekho ye pagalii bilkul naa badalii ye to vahii diivaanii hai
ko:	ho o o
a:	la.Dakaa ba.Daa anjaanaa hai
	sapanaa hai sach hai fasaanaa hai
	haa.N haa.N ye pagalaa bilkul naa badalaa ye to vahii diivaanaa hai
ko:	ho o o
	
a:	paas rah ke bhii thii duurii
	jaane kaisii thii majabuurii
	vaqt vo bhii ajiib thaa
	jab tuu mere qariib thaa
ku:	kho ga_ii ye kis jahaa.N me.n mai.n yahaa.n huu.N dekh to zaraa
ko:	ho o o
	
ko:	o o o
ku:	hu.n
	bhii.D me.n bhii thii tanhaa_ii
	yaad har pal terii aa_ii
	roke ko_ii mujhe zaraa
	bhar na aaye ye dil meraa
a:	bahake\-bahake mere kadam hai.n aise me.n tuu sa.mbhaal to zaraa
ko:	ho o o

ku:	la.Dakii ba.Dii anjaanii hai
	sapanaa hai sach hai kahaanii hai
a:	haa.N haa.N ye pagalaa bilkul naa badalaa ye to vahii diivaanaa hai
ko:	ho o o
	
a:	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
ku:	jaage naa sotaa hai
a:	( kuchh kuchh hotaa hai
ku:	kuchh kuchh hotaa hai ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere ghar aayaa mai.n aayaa tujhako lene}%
\film{Kuchh Kuchh Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh, Kajol, Rani Mukherji, Salman, Farida, Anupam}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Kavita Subramaniam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kab se aa_e hai.n tere duulhe raajaa
ab der na kar jaldii aajaa

tere ghar aayaa mai.n aayaa tujhako lene
dil ke badale me.n dil kaa nazaraanaa dene
merii har dha.Dakan kyaa bole hai sun sun sun
saajan jii ghar aa_e saajan jii ghar aa_e
dulhan kyuu.n sharamaa_e saajan jii ghar aa_e

ai dil chalegaa ab naa ko_ii bahaanaa
gorii ko hogaa ab saajan ke ghar jaanaa
maathe kii bi.ndiyaa kyaa bole hai sun sun sun
saajan jii ghar aa_e \threedots

diivaane kii chaal me.n pha.ns ga_ii mai.n is jaal me.n
ai sakhiyo.n kaise bolo bolo
mujhape to ai dilarubaa terii sakhiyaa.n bhii fidaa
ye bole.ngii kyaa puuchho puuchho
jaa re jaa jhuuThe taariife.n kyuu.n luuTe
teraa mastaanaa kyaa bole hai sun sun sun
saajan jii ghar aa_e \threedots

naa samajhe naadaan hai ye meraa ehasaan hai
chaahaa jo isako kah do kah do
chhe.Do mujhako jaan ke badale me.n ehasaan ke
de diyaa dil isako kah do kah do
tuu ye naa jaane dil TuuTe bhii diivaane
teraa diivaanaa kyaa bole hai sun sun sun
saajan jii ghar aa_e \threedots

me.nhadii laake gahane paake
haay ro ke tuu sabako rulaa ke
savere chalii jaa_egii tuu ba.Daa yaad aa_egii
tuu jaa_egii tuu ba.Daa yaad aa_egii
tuu ba.Daa yaad aa_egii yaad aa_egii
tere ghar aayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhe yaad naa merii aa_ii kisii se ab kyaa kahanaa}%
\film{Kuchh Kuchh Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh, Kajol, Rani Mukherji, Salman, Farida, Anupam}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Manpreet Akhtar}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

rabbaa mere ishq kisii ko aisaa naa ta.Dapaa_e
dil kii baat rahe is dil me.n ho.nTho.n tak naa aa_e

tujhe yaad naa merii aa_ii kisii se ab kyaa kahanaa
dil royaa ki a.nkh bhar aa_ii kisii se ab kyaa kahanaa

tujhe har khushii de dii labo.n pe ha.Nsii de dii
zulfo.n kii ghaTaa laharaa_ii paigaam vafaa kaa laa_ii
tuune achchhii priit nibhaa_ii 
kisii se ab kyaa kahanaa \threedots

wo chaa.Nd mere ghar aa.ngan ab to aa_egaa
tere suune is aa.Nchal ko vo bhar jaa_egaa
terii karadii god bharaa_ii
kisii se ab kyaa kahanaa \threedots

khataa ho ga_ii mujhase kahaa kuchh nahii.n tumase
iqaraar jo tum kar paate to duur kabhii naa jaate
ko_ii samajhe naa piir paraa_ii
kisii se ab kyaa kahanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum paas aaye, yuu.N muskuraaye ... kuchh kuchh hotaa hai}%
\film{Kuchh Kuchh Hota Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh, Kajol, Rani Mukherji, Salman, Farida, Anupam}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Karla30
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

a:	aa.a
ku:	tum paas aaye, yuu.N muskuraaye \-2
	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
	tum paas aaye, yuu.N muskuraaye
	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
	ab to meraa dil, jaage na sotaa hai 
	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai \-2

a:	tum paas aaye, yuu.N muskuraaye
	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
	ab to meraa dil, jaage na sotaa hai 
	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai \-2
	
ku:	na jaane kaisaa ehasaas hai
	bujhatii nahii.n hai kyaa pyaas hai
a:	kyaa nashaa is pyaar kaa mujhape sanam chhaane lagaa
ku:	koii na jaane kyo.n chain khotaa hai
	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai
a:	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai

	he e
ku:	hu.n
a:	aa.a
do:	aa.a
a:	kyaa ra.ng laayii merii duaa
	ye ishq jaane kaise hu_aa
	bechainiyo.n me.n chain na jaane kyo.n aane lagaa
ku:	tanahaa_ii me.n dil, yaade.n sa.njotaa hai
	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai
a:	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai

ku:	tum paas aaye, yuu.N muskuraaye
	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
a:	tum paas aaye, yuu.N muskuraaye
	tumane na jaane kyaa sapane dikhaaye
ku:	ab to meraa dil, jaage na sotaa hai 
	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai
a:	kyaa karuu.N haay, kuchh kuchh hotaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye la.Dakaa hai diivaanaa hai diivaanaa}%
\film{Kuchh Kuchh Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Shahrukh, Kajol, Rani Mukherji, Salman, Farida, Anupam}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye kaisaa la.Dakaa hai tu tu tu ru
ye kaisii la.Dakii hai tu tu tu ru
isakaa mai.n kyaa karuu.n
isakaa mai.n kyaa karuu.n
ye la.Dataa hai haa.N haa.N
aka.Datii hai he he
jhaga.Dataa hai biga.Datii hai
diivaanaa hai diivaanii hai
##But he is your best friend. Yeah.##
##But she is your best friend. Yeah.##

haay haay re haay ye la.Dakaa
haay haay re haay ye he
karataa naadaaniyaa.N kyuu.N puuchho to haay yo
kabhii ye hamase la.Dataa hai kabhii jhaga.Dataa hai
ko_ii paas isake naa aanaa
ye la.Dakaa hai diivaanaa hai diivaanaa

haay haay re haay ye la.Dakii
haay haay re haay
karatii naadaaniyaa.N kyuu.N puuchho to haay
kabhii ye hamase la.Datii hai kabhii aka.Datii hai
karo duur se chhe.Dakhaanii
ye la.Dakii hai diivaanii hai diivaanii

isakii baate.n yahii jaane ko_ii bhii to jaane naa
aisii vaisii kaisii hai ye ko_ii pahachaane naa
to bhaago o yaaro.n kar naa de shaitaanii
ye la.Dakii hai diivaanii \threedots

aate jaate chhe.De hamako ke maane naa ye kahanaa
dekho dekho paagal hai ye haa.N bachake zaraa rahanaa
ye aisaa hai phir bhii apanaa isako maanaa
ye la.Dakaa hai diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
