% ISB File: KyaaDilNeKahaa_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

a:	kyaa dil ne kahaa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa
	
	palake.n jhukii hai.n saa.Nse.n rukii hai.n ko_ii hame.n pukaare
	a.njaanii raahe.n thaame hai.n baa.Nhe.n ham hii nahii.n hamaare
	o yaaraa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa \-2
	
u:	milate bichha.Date yuu.N chalate chalate ham ho ga_e tumhaare
	kaisaa asar hai ham beKabar hai.n badale hai.n ye sitaare
	o yaaraa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa \-2
	
a:	huu.n 
	( tanhaa tanhaa jiite the
u:	haa
a:	Kud se baate.n karate the
u:	haa
a:	tumasaa ko_ii mil jaa_egaa
u:	haa
a:	dil pe likhate rahate the
u:	haa ) \-2
a:	dil pe ye likhate rahate the
u:	nazare.n churaanaa laage suhaanaa baalii umar hai jaanaa.N
	o yaaraa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa
a:	jo dil ne kahaa wo mai.nne sunaa

ko:	om premaa_y namaH \-4
	
u:	o
	( mai.n to bha.Nvaraa huu.N ##sorry##
a:	haa
u:	kaliyo.n kii karataa chorii
a:	haa
u:	baa.Ndhe kyuu.N priit kii Dorii
a:	haa
u:	rahane de tho.Dii duurii
a:	haa ) \-2
u:	rahane de tho.Dii sii duurii 
a:	are terii tuu jaane mai.nne.n hai.n baa.Ndhe saato.n janam ke dhaage
	o yaaraa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa
u:	jo dil ne kahaa wo mai.nne sunaa

a:	palake.n jhukii hai.n saa.Nse.n rukii hai.n ko_ii hame.n pukaare
u:	a.njaanii raahe.n thaame hai.n baa.Nhe.n ko_ii nahii.n hamaare
a:	o yaaraa
	kyaa dil ne kahaa kyaa tumane sunaa
u:	jo dil ne kahaa wo mai.nne sunaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nikammaa kiyaa is dil ne}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Shaan, Sanjivani, Chorus/ Shaan, Sanjivani, Jaspindar Narula}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

nikammaa kiyaa is dil ne is dil ne kiyaa hai nikammaa
aashiqii chaahataa hai zi.ndagii ujaa.Dataa hai
roke ruke naa kabhii ye kisii kii kahaa.N maanataa hai
##o yeah##

yaado.n me.n khoyaa rahataa hai vaado.n me.n Duubaa rahataa hai
mushqile.n paidaa karataa hai ba.Daa badanaam karataa hai
nikammaa kiyaa is dil ne \threedots

##I love your eyes, I love your name##
##I love your smile, I love your face##
magar kyaa kare.n bahut ##problem## hai yaar

dha.Dakane.n karatii hai.n kaisaa hallaa
kyaa kahe.n tumase ham khullam khullaa
duuriyaa.N nazadiikiyaa.N bhii gum ho jaatii hai.n
sab kuchh miTaataa hai
nikammaa kiyaa is dil ne \threedots

##I love your lips, I love your hair##
##I love your legs, I love your cheeks##
##but forget it##

Kaam Kaah aa.Nkh me.n aa.Nsuu laa_e
aur kabhii chaahate.n bhii barasaa_e
jiine ko haraam kar de maranaa sikhaataa hai ye
qayaamat laataa hai
nikammaa kiyaa is dil ne \threedots

##I love your touch, I love your voice##
##I love your smile, I love your heart##
##oh yeah##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saajaN saajaN mai.n karuu.N ... piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam, Damayanti Bardal}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saajaN saajaN mai.n karuu.N saajaN hai us paar
kaisii nadiyaa priit kii jo Duub gayaa so paar
saa pa ni saa saa pa ni

piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa
saa pa ni saa saa pa ni
piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa
chaahaa mujhe maa.ngaa tujhe chhuu ke tujhe ek baar
paayaa to saayaa thaa teraa ab nahii.n aitabaar
saa pa ni saa saa pa ni
piyaa pyaar \threedots

mai.n shaayar nahii.n phir bhii sochuu.n yuu.N hii
tuu ne diye hai.n jo aa.Nsuu hai.n vahii shaayarii
pahale pyaar kaa vaadaa hai
tum bin jiivan aadhaa hai
aa_egaa chal ke tuu Kud hii sun ke merii pukaar
saa pa ni saa saa pa ni
piyaa pyaar \threedots

tuu ne chaahii zamii.n meraa hai aasamaa.n
baa.Ndhegii kaise tuu mujh ko mai.n to paagal havaa
ta.Dape yaad me.n meraa man ye kaisaa teraa ba.ndhan
Kvaabo.n se jaaguu.N to phir se nii.nd kaa intazaar
saa pa ni saa saa pa ni
chaahaa tujhe \threedots

priyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa
saa pa ni saa saa pa ni

piyaa laa laa laa laa laa laa laa laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajanaa tere pyaar me.n ham paradesii ho ga_e}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o baabul o maa_iyaa o bhaiyaa o sakhiyaa.N
o sakhiyaa.N
aa.Ngan galiyaa.N chaubaaraa
chho.D chalii bachapan saaraa
terii sonaparii kis or chalii
kis or chalii

sajanaa tere
haa_y
sajanaa tere pyaar me.n ham paradesii ho ga_e re
ho ga_e re ho ga_e re ho ga_e re

he sajanii tujh ko dekh ke kitane ka.nvaare mar ga_e re
mar ga_e re mar ga_e re mar ga_e re
sajanaa tere \threedots

ghar kii miTTii dil kii chiTThii roke teraa daaman
me.nhadii haldii bi.ndiyaa kaajal badale teraa jiivan
o sajan tuu le gayaa man

aa.Nkho.n se kah do aa.Nkho.n kii sun le
aayaa hai mauqaa saathii chun le
mai.n tujhe kyaa kahuu.N
Kud ko bhii kyaa kahuu.N
palake.n ye chhalake.n haa_y kyaa karuu.N
sajanaa tere \threedots

o sajan tuu le gayaa man
o merii gu.Diyaa pahanegii chuu.Diyaa.N
ham ko lagegii suunii suunii duniyaa
haa.N yahii sa.nyog hai pyaar bhii ik jog hai
jaane tuu jaanuu.n mai.n ko_ii kyaa kare
sajanaa tere \threedots

chhaap tilak sab chhiin lii mose nainaa milaa ke re

kyaa dil ne kahaa kyaa tum ne sunaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taazaa taazaa bahakaa bahakaa maamalaa zabaradast}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Shaan, Alka Yagnik}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ek la.Dakii beqaraar hai
ruuThe baar baar hai
jhuuThaa gussaa sachchaa pyaar hai
ab aage kyaa kahuu.N
aaj somavaar hai
##Come on## ishaa

hu_aa ye kyaa kyaa kyaa ai ishaa
kahuu.N mai.n kyaa kyaa kyaa ai ishaa

taazaa taazaa bahakaa bahakaa maamalaa zabaradast
terii adaa_e.n hai.n mast
chal chale.nge chaa.Ndanii me.n chho.D de nazaakat
terii adaa_e.n hai.n mast
taazaa taazaa \threedots

yaarii terii yaarii pyaarii hai mujhe
par haT ke mai.n huu.N la.Dakii
kabhii chhuunaa naa mujhe
uupar se hai naa naa a.ndar se hai haa.N
saayaa huu.N mai.n saayaa tuu jaa_egii kahaa.N
aajuu baajuu aataa hai kyuu.N ye nahii.n sharaafat
are mere iraade hai.n saKt
taazaa taazaa \threedots

mastii kaa hai mauqaa aa jaa paas me.n
kis ne tujh ko rokaa garamii hai saa.Ns me.n
solah mai.n tuu satrah ##simple## baat hai
are duniyaa kyaa kahegii teraa cha.nchal saath hai
aa.Nkhe.n miiche aa jaa piichhe pyaar hai zaruurat
achchhaa
o terii adaa_e.n hai.n mast
taazaa taazaa \threedots

lalla lallaa
##it's must##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zi.ndagii ye dillagii hai}%
\film{Kyaa Dil Ne Kahaa}%
\year{2002}%
\starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}%
\singer{Shaan}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Shanjay Chhail}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##Life what's life##
zi.ndagii ri baa baa ri baa re re re zi.ndagii zi.ndagii
zi.ndagii ye dillagii hai zi.ndagii ye aavaaragii hai
zi.ndagii ye dillagii hai zi.ndagii aavaaragii hai
us ko jiyuu.Ngaa mai.n apanii tarah mai.n apanii tarah

chaahat ke raste me.n hai.n Katare ba.De ba.De ba.De ba.De
mere ishaaro.n par to ma.nzil mu.De ju.De u.De u.De
merii adaa hai judaa ko_ii samajhe naa
##that's the way I am##
zi.ndagii diivaanagii hai zi.ndagii ravaanagii hai
us ko jiyuu.Ngaa \threedots

aage kyaa hogaa mai.nne socha nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n
is pal jo achchhaa lage vo hii sahii sahii sahii sahii
dhu_aa.N dhu_aa.N saa hai ye dil me.n a.njaanaa
##boy o boy##
zi.ndagii hairaanagii hai zi.ndagii naaraazagii hai
us ko jiyuu.Ngaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
