% ISB File: Laajwanti_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{cha.ndaa re chhupe rahanaa soye merii mainaa}%
\film{Lajwanti}%
\year{1958}%
\starring{Nargis, Balraj Sahni}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Comments: SDB Series

\printtitle
#indian

chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re
chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re

phuul chamelii dhiire mahako jho.nkaa na lag jaae
phuul chamelii dhiire mahako jho.nkaa na lag jaae
naazuk Daalii kajaraa vaalii sapane me.n muskaae
leke merii ni.ndiyaa re
chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re

haath kahii.n hai paa.Nv kahii.n laage pyaarii pyaarii
haath kahii.n hai paa.Nv kahii.n laage pyaarii pyaarii
mamataa gaae pavan jhulaae jhuule raaj kumaarii
leke merii ni.ndiyaa re
chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re

chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re
chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa, soye merii mainaa, leke merii ni.ndiyaa re

chaa.Nd  bataade maa.N kii mamataa chain na kaise paae
chaa.Nd  bataade maa.N kii mamataa chain na kaise paae
sundar mukha.Daa dil kaa tuka.Daa duur hai mujhase haae
leke merii ni.ndiyaa re

chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa soye merii mainaa leke merii ni.ndiyaa re
chandaa re chandaa re
chhupe rahanaa soye merii mainaa leke merii ni.ndiyaa re
leke merii ni.ndiyaa re
leke merii ni.ndiyaa re
leke merii ni.ndiyaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaa mere man gaa}%
\film{Lajwanti}%
\year{1958}%
\starring{Nargis, Balraj Sahni}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Transliterator: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/01/1996

\printtitle
#indian

gaa mere man gaa \threedots gaa mere man gaa
tuu gaa mere man gaa \threedots gaa mere man gaa
(yuu.N hii bitaae jaa din zi.ndagii ke) \- 2
gaa mere man gaa \threedots gaa mere man gaa

hmm, terii TuuTii huii biinaa 
kahe tujhako hai jiinaa 
jiivan ko nibhaa
hmm, chaahe bhar bhar aae 
chaahe dukh barasaaye
tere naino.n kii ghaTaa
tuu nain mat chhalakaa\threedots
gaa mere man gaa \threedots

ye hai.n duniyaa ke mele
tujhe phiranaa akele
sah sahake sitam
hmm, nafarat kaa diivaanaa 
nahii.n samajhaa zamaanaa 
teraa dukh teraa Gam
khaa Thes aur muskaa\threedots 
gaa mere man gaa \threedots

hmm, har suu hai a.ndheraa phir kaun hai teraa
jo mai.n kahuu.N zaraa sun
hmm, merii kho ga_ii paayal merii giit hai ghaayal 
merii zakhamii hai dhun
phir bhii tuu jhuume jaa\threedots
gaa mere man gaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koii aayaa dha.Dakan kahatii hai}%
\film{Lajwanti}%
\year{1958}%
\starring{Nargis, Balraj Sahni}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

koii aayaa dha.Dakan kahatii hai/-3
dhiire se palako.n kii ye giratii uThatii chilaman kahatii hai
dhiire se
dhiire se palako.n kii ye giratii uThatii chilaman kahatii hai
koii aayaa dha.Dakan kahatii hai

hone lagii kisii aahaT kii phulakaariyaa.N
paravaane banake u.Dii dil kii chingaariyaa.N
jhuum gayaa jhilamilataa jiyaa
koii aayaa
koii aayaa dha.Dakan kahatii hai   \threedots

chaa.Nd ha.Nsaa leke darpaN mere saamane
ghabaraake mai.n laT ulajhii lagii thaamane
chhe.D gayii mujhe cha.nchal havaa
koii aayaa
koii aayaa dha.Dakan kahatii hai   \threedots

aa hii gayaa miiThii miiThii sii uljhan liye
kho hii gayii mai.n to sharamaatii chitavan liye
gore badan se pasiinaa bahaa
koii aayaa
koii aayaa dha.Dakan kahatii hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh din pahale ... ek ha.ns kaa jo.Daa}%
\film{Laajwanti}%
\year{1958}%
\starring{Nargis, Balraj Sahni}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Devendra Sharma
% Date: 13 Feb 2003

\printtitle
#indian

kuchh din pahale ek taal me.n kamal ku.nj ke a.ndar
rahataa thaa, ek ha.ns kaa jo.Daa ek ha.ns kaa jo.Daa

( roz roz roz bhor hote hii jab khil jaate kamal
duur duur duur motii chugane ko ha.ns ghar se jaataa nikal ) \-2
sa.ndhyaa hotii,
sa.ndhyaa hotii ghar ko aataa jhuum jhuum ke
kuchh din pahale\threedots

( jab jab jab Dhal jaataa thaa din taare jaate the khil
so jaate hil\-mil ke vo dono.n jaise laharo.n ke dil ) \-2
cha.ndaa ha.Nsataa,
cha.ndaa ha.Nsataa dono.n kaa mukh chuum chuum ke
kuchh din pahale\threedots

( thii unakii ek nanhii sii beTii chhoTii sii ha.nsanii
dono.n ke nayano.n kii vo jyotii ghar kii raushanii )\-2
mamataa gaatii, mamataa gaatii aur muskaatii jhuum jhuum ke
kuchh din pahale\threedots

kuchh din pahale ek taal me.n kamal kunj ke a.ndar
kaun thaa?
ek ha.ns kaa jo.Daa, ek ha.ns kaa jo.Daa

( phir ek din aisaa tuufaan aayaa chalii aisii havaa
bechaare ha.nsaa u.D gae re hoke sabase judaa )\-2
saagar\-saagar, saagar\-saagar
saagar\-saagar rote hai.n ab ghuum ghuum ke
ghuum ghuum ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
