% ISB File: LaatSaheb_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai chaa.Nd zaraa chhup jaa ai vaqt zaraa ruk jaa}%
\film{Laat Saheb}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan, Rajendra Nath}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11059 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	ai chaa.Nd zaraa chhup jaa ai vaqt zaraa ruk jaa
	ik baat hai ho.nTho.n pe kah luu.N to qaraar aa_e
	ik bojh to haT jaa_e
ra \:	ai chaa.Nd zaraa chhup jaa ai vaqt zaraa ruk jaa
	ruK unakaa idhar ko hai ab kyuu.N na bahaar aa_e
	duniyaa na badal jaa_e
	ai chaa.Nd zaraa chhup \threedots

aa \:	sab Kvaab saa lagataa hai is raat me.n jaaduu hai
	Kaamosh nazaaro.n kii har saa.Ns me.n jaaduu hai
	ham hai.n ki ba.Ndhe se hai.n dil hai ki u.Daa jaa_e
	ik baat hai ho.nTho.n \threedots

ra \:	mai.n pyaar kii baazii me.n dil haaraa to kyaa haaraa \-2
	pahaluu me.n mere duniyaa baa.Nho.n me.n jahaa.N saaraa
	kyaa degaa muqaddar ab ham maa.Ng ke pachhataa_e
aa \:	ai chaa.Nd zaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil le ga_ii le ga_ii ek chulabulii chulabulii naazanii.n}%
\film{Laat Saheb}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan, Rajendra Nath}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11061 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dil le ga_ii le ga_ii ek chulabulii chulabulii naazanii.n
mukha.Daa hai aisaa us jaalam kaa
husn bharaa hai saare aalam kaa
dil le ga_ii \threedots

usake kaajal binaa nain kaale aur kaajal lagaa_e to kyaa ho
usake haatho.n me.n surKii chaman kii aur me.nhadii lagaa le to kyaa ho
dil le ga_ii \threedots

jitanaa Gussaa kare vo hasiinaa aur nikhare hai usakii javaanii
ra.ng aataa hai gore badan par jaise chaa.Ndii pe sone kaa paanii
dil le ga_ii \threedots

kitanii naazuk hai vo chhu_ii\-mu_ii apane aa.Nchal me.n Kud dab rahii hai
ek champaa sii madahosh Daalii apane phuulo.n se Kud jhuk rahii hai
dil le ga_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane meraa dil kise Dhuu.NDh rahaa hai}%
\film{Laat Saheb}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan, Rajendra Nath}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11058 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaane meraa dil kise Dhuu.NDh rahaa hai in harii\-bharii vaadiyo.n me.n
kabhii na kabhii to Takaraa_egaa dil dil se inhii.n aabaadiyo.n me.n
jaane meraa dil \threedots

ye kisakii lagan ma.nzil\-ma.nzil har roz mujhe le jaatii hai
ye kisakii tamannaa siine me.n jo aas ke diip jalaatii hai \-2
o jaane meraa dil \threedots

jharano.n me.n nahaatii jalapariyaa.N kyo.n jaane mujhe lalachaatii hai.n
ja.ngal kii ka.Nvaarii kaliyaa.N bhii ha.Ns\-ha.Ns ke qayaamat Dhaatii hai.n
o jaane meraa dil \threedots

jab dekhe binaa madahosh huu.N mai.n dekhuu.Ngaa use to kyaa hogaa
kyaa nuur bharii suurat hogii kyaa pyaar bharaa jalavaa hogaa \-2
o jaane meraa dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge}%
\film{Laat Saheb}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan, Rajendra Nath}%
\singer{Rafi, Chorus}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ra:	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge \-4
	kuchh le ke jaaye.nge
	ho kuchh de ke jaaye.nge
	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge \-2

	( ye melaa do gha.Dii kaa do dino.n kii hai bahaar
	samay kii bahatii dhaar kahatii jaatii hai pukaar ) \-2
	pukaar haay haay haay\-haay
	mahamaan kab ruke hai.n kaise roke jaaye.nge \-2
	kuchh le ke jaaye.nge
	ho kuchh de ke jaaye.nge
	sawere waali gaa.Dii sawere waali
ko:	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge \-2

ra:	( milo to milo pyaar se bolo to miiThii baat
	hamaare ba.De bhaag huii tumase mulaakaat ) \-2
	mulaakaat haay haay haay
	milegaa kuchh to dil jo yahaa.N kho ke jaaye.nge
	kuchh le ke jaaye.nge
	ho kuchh de ke jaaye.nge
	sawere waali gaa.Dii haa.N sawere waali hoy\-hoy
ko:	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge \-2

ra:	( nishaanii koii pyaar kii to chho.D jaaye.nge
	kahaanii koii pyaar kii to jo.D jaaye.nge ) \-2
	to jo.D jaaye.nge haay haay
	bane.nge kisii ke kisii ke ho ke jaaye.nge
	kuchh le ke jaaye.nge
	ho kuchh de ke jaaye.nge
	sawere waali gaa.Dii sawere waali
ko:	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge \-2
	kuchh le ke jaaye.nge
	kuchh de ke jaaye.nge
	sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge
	ho sawere waali gaa.Dii se chale jaaye.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tan me.n agni man me.n chubhan ... o rabbaa Kair}%
\film{Laat Saheb}%
\year{1967}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan, Rajendra Nath}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11060 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	tan me.n agni man me.n chubhan
	kaa.Np uThaa meraa bhiigaa badan
	o rabbaa Kair Kair Kair o rabbaa Kair
ra \:	ujalaa mukh jaise darpan
	kaalii laT jaise naagan
	o rabbaa Kair Kair Kair o rabbaa Kair

aa \:	ko_ii lahar jab tan ko chhuu le \-2
	biich bha.Nvar merii kaayaa jhuule
	baan jigar par maare pavan
	thaam ke dil rah jaa_uu.N sajan
	o rabbaa Kair \threedots

ra \:	phuul se nikharii terii javaanii \-2
	sholaa ban gayaa ThaNDaa paanii \-2
	chaa.Nd se utarii cha.ndr kiraN
	kaun bujhaa_e man kii tapan
	o rabbaa Kair \threedots

aa \:	soch naa tuu baa.Nho.n me.n le\-le
	ishq vahii jo aag se khele
	aaj hu_aa do dil kaa milan
	aaj milaa dharatii se gagan
	o rabbaa Kair \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
