% ISB File: Laavaa_1985.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jiine de ye duniyaa chaahe maar Daale}%
\film{Laavaa}%
\year{1985}%
\starring{Rajiv Kapoor, Raj Babbar, Dimple Kapadia}%
\singer{Asha/ Asha, Manmohan Singh}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 17 Nov 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

% Asha solo version

jiine de ye duniyaa chaahe maar Daale
log ham niraale pyaar karane vaale

kaaGaz pe kuchh ho likhaa to miTaa duu.N
saudaa kiyaa ho to qiimat chukaa duu.N
dekhaa ho sapanaa to sapanaa bhulaa duu.N
kaise bhulaa duu.N tumhe.n yaad aane vaale
log ham niraale pyaar karane vaale \threedots

gajaraa khulaa thaa kajaraa bahaa thaa
kal raat mujhako tuu yaad aa rahaa thaa
aa.Nkho.n me.n bas jaa mai.nne kahaa thaa
ye kab kahaa thaa ke nii.nde.n churaa le
log ham niraale pyaar karane vaale \threedots

% Asha - Manmohan Singh duet version

jiine de ye duniyaa chaahe maar Daale
log ham niraale pyaar karane vaale

aa: ho.nTho.n pe vaade aa.Nkho.n me.n qasame.n
bhuulii hame.n saarii duniyaa kii rasame.n
kuchh bhii rahaa naa ab apane bas me.n
dil jaan sab kuchh hai tere hawaale
log ham niraale pyaar karane vaale \threedots

ma: vo beqaraarii hai mushkil hai jiinaa
ban jaa tuu kaalii ghaTaa o hasiinaa
aa jaa_e saavan kaa rim jhim mahiinaa
bikharaa de zulfo.n ke baadal ye kaale
log ham niraale pyaar karane vaale \threedots

ma: diipak pata.ngaa jalate rahe.nge
girate rahe.nge sa.Nbhalate rahe.nge
aa: ham dil kii raaho.n pe chalate rahe.nge
pa.D jaa_e chaahe paa.Nvo.n me.n chhaale
log ham niraale pyaar karane vaale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh log mohabbat kar ke ho jaate hai.n barabaad}%
\film{Laavaa}%
\year{1985}%
\starring{Asha Parekh, Dimple Kapadia, Raj Babbar, Rajiv Kapur, Kulbhushan Kharbanda}%
\singer{Kishor}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10781 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

kuchh log mohabbat karake ho jaate hai.n barabaad
kuchh log mohabbat karake kar dete hai.n barabaad
kis naam se yaad kare.nge ham tujhako aaj ke baad

is khudagarzii ko dekar ik majabuurii kaa naam
ulfat ke naam ko tuune kar Daalaa hai badanaam
uupar se bhole pa.nchhii tum andar se saiyyaad
kuchh log mohabbat \threedots

ik roz kahaa thaa tumane hamako apanaa mahabuub
mahabuub badalane kaa ye a.ndaaz bahut hai Kuub
is baat pe ham Kush ho kar dete hai.n mubaarakabaad
kuchh log mohabbat \threedots

chup rahe zubaan\-e\-kha.nzar chhupataa nahii.n ye ilzaam
letaa hai lahuu kaa qataraa\-qataraa qaatil kaa naam
kyaa chain se jiine degii tumako merii fariyaad
kuchh log mohabbat \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
