% ISB File: Ladki_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aurat naa ho to zi.ndagii hai kau.Dii kaam kii}%
\film{Ladki}%
\year{1953}%
\starring{Kishore, Bharat Bhushan, Vyjayantimala}%
\singer{Kishore, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11927 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aurat naa ho to zi.ndagii hai
kyaa hai
kau.Dii kaam kii
ai dil kiye jaa puujaa tuu aurat ke naam kii \-2

aurat hai jis kaa naam wo dil kaa qaraar hai
aurat ke dam se zindagii baaG\-o\-bahaar hai \-2

aa
duniyaa andherii raat hai
vaah\-vaah vaah\-vaah
aurat charaaG hai
ai
aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baaG hai \-2

Daran\-Daran\-Dang

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baaT chalat na_ii chunarii ra.Ng Daarii}%
\film{Ladki}%
\year{1953}% 
\starring{}%
\singer{Geeta}%
\music{R Sudarshanam, Dhani Ram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Surajit A. Bose
% Transliterator: Surajit A. Bose
% Date: September 6, 2002
% Comments: GEETanjali series. Based on a bandish by Kunwar Shyam 
%  (Goswami Lalji Maharaj, d. c.1911). Raag Bhairavi

\printtitle
#indian

baaT chalat na_ii chunarii ra.Ng Daarii \-2
he .a .a aiso hai bedardii banawaarii
baaT chalat

aiso hai niDar he rii bR^ij kaa gvaalaa
biich Dagar chherat matavaalaa
he more raam, he more raam, he more raam
araj na maane morii, deve re deve gaarii \-2
ho .a .a aiso hai bedardii banawaarii
baaT chalat

karat ThaTholii he rii nand kaa chhoraa \-2
dekh akelii raamaa Daalat Doraa
laaj kii maarii mar jaauu.N
kaisii ye khelii holii, mai.n to kachhu naa bolii
haay re bhigoyii cholii
nii saa ga ma pa dha nii saa re ga re saa nii dha
pa dha pa nii dha pa ma pa ma dha pa ma ga re saa
baaT chalat na_ii chunarii ra.Ng Daarii \threedots

pa, pa dha pa dha ma pa ga ma pa 
ma pa dha, ga ma dha nii saa, 
re saa re nii saa dha nii, saa nii saa dha nii pa dha
nii dha nii pa dha ma pa ga ma re ga sa
nii saa ga ma pa dha nii dha saa, dha nii dha saa, 
dha nii dha saa, dha nii dha saa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{inasaan jo rotaa hai to rotaa hii rahegaa}%
\film{Ladki}%
\year{1953}%
\starring{Kishore, Bharat Bhushan, Vyjayantimala}%
\singer{Krishna Goyal}%
\music{R Sudarshanam-Dhani Ram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

inasaan jo rotaa hai to rotaa hii rahegaa
bhagawaan to aakaash pe sotaa hii rahegaa \-2
sotaa hii rahegaa
inasaan jo rotaa hai to rotaa hii rahegaa
bhagawaan to aakaash pe sotaa hii rahegaa
sotaa hii rahegaa

chhoTe bhii ba.De bhii sabhii bhagawaan ke beTe \-2
phir kisane banaaye hai.n ye laqadiir ke heTe \-2
sejo pe kahii.n
sejo pe kahii.n phuul kahii.n paa.Nv me.n kaa.NTe
bhagawaan ne kis riit se i.nsaan hai.n baa.NTe
i.nsaan hai.n baa.NTe

duniyaa me.n ye anyaay to rotaa hii rahegaa \-2
bhagawaan to aakaash pe sotaa hii rahegaa
sotaa hii rahegaa
inasaan jo rotaa hai to rotaa hii rahegaa
bhagawaan to aakaash pe sotaa hii rahegaa
sotaa hii rahegaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajanaa aajaa daras dikhaa jaa}%
\film{Ladki}%
\year{1953}%
\starring{Kishore, Bharat Bhushan, Vyjayantimala}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

la:	aa.a
ko:	aa.a
	( sajanaa aajaa daras dikhaa jaa
	tujhe phir yaad kiyaa mere piyaa aajaa ) \-2
ko:	duniyaa ke mele, ham hai.n akele
	tere bin Dole jiyaa re piyaa aajaa

la:	jaa bhii ai ThaNDii hawaa le ke to aa pii kaa pataa
ko:	pii kaa pataa pii kaa pataa
la:	usase kahanaa ai sanam achchhe balam lauT bhii aa
ko:	pii kaa pataa pii kaa pataa
la:	dil meraa roye aa.Nkh na soye \-2
	kaisaa ye dukha.Daa diyaa mere piyaa aajaa
ko:	kaisaa ye dukha.Daa diyaa mere piyaa aajaa
	sajanaa aajaa daras dikhaa jaa
	tujhe phir yaad kiyaa mere piyaa aajaa
la:	aa.a
ko:	sajanaa aajaa daras dikhaa jaa
	tujhe phir yaad kiyaa mere piyaa aajaa

	aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shaadii ... qisamat kii baat hai maalik ke haath hai}%
\film{Ladki}%
\year{1953}%
\starring{Kishore, Bharat Bhushan, Vyjayantimala}%
\singer{Kishore}%
\music{R Sudarshanam, Pt. Dhaniram}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Satish Kalra

\printtitle
#indian

shaadii! shaadii! shaadii! shaadii! shaadii! shaadii!

a_ii a_iiyo

qisamat kii baat hai maalik ke haath hai (2)
qismat kii baat maalik ke haath jiivan kaa saath hai
shaadii! shaadii! shaadii!

sunataa hai sabakii jag kaa vo daataa
shaadii karaane me.n us kaa kyaa jaataa
- are bha_ii us kaa kyaa jaataa
duniyaa me.n dekho qadam qadam par koii na koii
koii na koii baaraat hai
qismat kii baat hai
qismat kii baat maalik ke haath
jiivan kaa saath hai
shaadii! shaadii! shaadii!

haay! gorii gorii kaalii kaalii
patalii kamar vaalii
illii-billii khaalii piilii
pyaarii pyaarii aa.Nkho.n vaalii
shaadii! shaadii! shaadii!

maalik ne chaahaa to apanii bhii hogii
jaisii bhii hogii achchhii hii hogii
 - are bha_ii achchhii hii hogii
maalik ne chaahaa to apanii bhii hogii
jaisii bhii hogii achchhii hii hogii

bimalaa yaa kamalaa
amalaa yaa ramalaa
bholii ho bhaalii
yaa nakaharevaalii
bim bolii bimbalabolii
igalaapaa porii
gaa.Nv kii gorii naTakhaT chhorii
haath me.n ka.ngan kaan me.n baalii
karamo.n kaa khel jiivan kaa saath
maalik ke haath hai
shaadii! shaadii! shaadii!

haa.N! qismat kii baat maalik ke haath
jiivan kaa saath 
shaadii! shaadii! shaadii!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
