% ISB File: Ladli_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat}%
\film{Ladli}%
\year{1949}%
\starring{Jairaj, Sulochana Chatterji}%
\singer{S D Batish}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Safdar 'Aah'}%

% Contributor: Chetan Vinchhi (cvinchhi@lucent.com)
% Date: 25 sept 1997
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat (2)
do kaalii matavaalii aa.Nkhe.n
vo kaalii matavaalii aa.Nkhe.n
jinakii anokhii ghaat
aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat

le ga_ii.n sab kuchh ek nazar me.n
de ga_ii.n sab kuchh ek nazar me.n (2)
jisakii tamannaa me.n jiite the
mil ga_ii vo saugaat
aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat (2)

le gae dil aur dil kii kahaanii (2)
de gae piir, ek piir suhaanii, ek piir suhaanii
le kar dil kaa chain
de gae binaa nii.nd kii raat
aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat
do kaalii matavaalii aa.Nkhe.n
vo kaalii matavaalii aa.Nkhe.n
jinakii anokhii ghaat
aa.Nkhe.n kah ga_ii.n dil kii baat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno, suno, kaise kah duu.N bajariyaa ke biich}%
\film{Ladli}%
\year{1949}%
\starring{Jairaj, Sulochana Chatterjee, Sulochana, Kuldip Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Naazim Paanipati}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

suno suno suno suno
suno suno re suno re suno suuno

( kaise kah duu.N bajariyaa ke biich
ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai ) \-2

mere siine me.n aaho.n kaa shor hai
meraa nanhaa saa dil kamajor hai \-2
mose ekalii rahaa nahii.n jaat hai

ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re
kaise kah duu.N bajariyaa ke biich
ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai

aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n kaaTuu.N mai.n raat re
jiyaa maane na haay morii baat re \-2
terii qasam \-2
terii qasam ye ba.Daa kamazaat hai
u_i da_iyaa

ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re
kaise kah duu.N bajariyaa ke biich
ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai

morii suunii pa.Dii hai aTariyaa
mohe kose hai baalii umariyaa
mohe kose
mohe kose hai baalii umariyaa
chupake\-chupake
chupake\-chupake jawaanii bulaat hai

ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re
kaise kah duu.N bajariyaa ke biich
ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re
kaise kah duu.N bajariyaa ke biich

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhaare bulaane ko jii chaahataa hai}%
\film{Ladli}%
\year{1949}%
\starring{Jairaj, Sulochana Chatterjee, Sulochana, Kuldip Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Malini Kanth <MaliniX_Kanth@ccm.hf.intel.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/30/1996
% Credits: Ashok Dhareshwar <ADhareshwar@worldbank.org>

\printtitle
#indian

tumhaare bulaane ko jii chaahataa hai, jii chaahataa hai
muqaddar banaane ko jii chaahataa hai, jii chaahataa hai

yah jii chaahataa hai ke tumhaarii bhii sun luu.N, tumhaarii bhii sun luu.N \- 2
khud apanii sunaane ko, jii chaahataa hai, jii chaahataa hai
tumhaare bulaane ko \threedots

tumhaarii mohabbat me.n, khoii huii huu.N, khoii huii huu.N \- 2
tumhe.n yah bataane ko, jii chaahataa hai, jii chaahataa hai
tumhaare bulaane ko \threedots

jo tum aao, to saath khushiyaa.N bhii aae.n, khushiyaa.N bhii aae.n \- 2
zaraa muskuraane ko, jii chaahataa hai, jii chaahataa hai
tumhaare bulaane ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
