% ISB File: LadyDoctor_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkh milane kaa bahaanaa ho gayaa}%
\film{Lady Doctor}%
\year{1944}%
\starring{Mumtaz Shanti, Maya Banerji, Nandrekar, David, Premi, Rafeeq}%
\singer{Hameeda Bano, Snehal Bhatkar}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11356 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #78 under Geetanjali #68

\printtitle
#indian

aa.Nkh milane kaa bahaanaa ho gayaa
dil begaanaa thaa begaanaa ho gayaa

tiir Te.Dhaa usane phai.nkaa thaa magar
aage ba.Dh ke dil nishaanaa ho gayaa

intazaarii me.n qayaamat aa ga_ii
ik qayaamat unakaa aanaa ho gayaa

jab se tum mere hu_e ho e huzuur
tab se dushman kul zamaanaa ho gayaa

unako dekhaa aur phir dekhaa \'valii\'
baat itanii thii fasaanaa ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics


\startsong
\stitle{hamase kyaa puuchhate ho dard kahaa.N hotaa hai}%
\film{Lady Doctor}%
\year{1944}% 
\starring{}%
\singer{Parul Ghosh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Wali Saheb}%

% Contributor: <Urzung Khan>
% Transliterator: Urzung Khan
% Date: December 1, 2001
% Credits: S Jayaraman
% Comments:  

\printtitle
#indian

ham se kyaa puuchhate ho dard kahaa.N hotaa hai
aap kaa tiir bataa degaa jahaa.N hotaa hai
ham se kyaa puuchhate ho \threedots

ye lagii aisii lagii hai ki pataa bhii naa lagaa
aag lagane se bhii kuchh der dhu_aa.N hotaa hai
ham se kyaa puuchhate ho \threedots

dil me.n jo dard hai tum us kii davaa mat Dhuu.nDho
dard kam hone se ye dard javaa.N hotaa hai
ham se kyaa puuchhate ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
