% ISB File: Lagan_1941.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haT ga_ii lo kaalii ghaTaa}%
\film{Lagan}%
\year{1941}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%
\music{R C Boral}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

haT ga_ii lo kaalii ghaTaa
chhiTak rahe taare (2)
haT ga_ii lo kaalii ghaTaa
chhiTak rahe taare (2)

man kii uma.ng taraj kha.Dii akhiyan kii jyot ba.Dhii (2)
prem lagan se lau uThii (2)
bujhe diye baare
haT gaI lo kaalii ghaTaa
chhiTaka rahe taare (2)

Duubii aas phir se phirii jal me.n jaise jal kii parii (2)
sotii jyot jaag gaI, jaag gaI
sotii jyot jaag gaI
din phire hamaare
haT gaI lo kaalii ghaTaa
chhiTak rahe taare (2)

aajaa aajaa aajaa mere paas
tan-man-dhan sab kii aas
Dagar paar paat-paat karatii kyo.n ishaare (2)
haT gaI lo kaalii ghaTaa
chhiTak rahe taare (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaahe ko raaD machaayii}%
\film{Lagan}%
\year{1941}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%
\music{R C Boral}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kaahe ko raa.D machaaii (2)
chho.Do bhii yah niThuraaii kaahe ko raa.D machaaii (2)

man ke bair ko moh se badalo duHkh bhii sukh ban jaayii (2)
isii moh me.n apanaa paraayaa dono.n kii hai bhalaaii (2)
kaahe ko raa.D machaaii (2)

har pal naI bahaar dekho jagat shri.ngaar (2)
khilii kalii murajhaa ke bikatii ba.ndhii kalii muskaaii (2)
priit kii riit (4)
priit kii riit nibhaanaa siikho biga.Daa kaam banaanaa siikho (2)
jaake Daar lipaT kar jhuumii karake prem sagaaii (2)
kaahe ko raa.D machaaii (2)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa}%
\film{Lagan}%
\year{1941}%
\starring{Saigal, Kanan Devi, Jagdish Sethi, Nawab, Neemo}%
\singer{Saigal}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Arzoo Lucknavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12225 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa
mai.n jaage bhaag sulaa duu.Ngaa
mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa

( jisane jiiwan sukh chhiinaa hai
wo jiiwan hii miTaa duu.Ngaa ) \-2
sote bhaag jagaa duu.Ngaa
mai.n jaage bhaag sulaa duu.Ngaa
mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa

( duudh kaa duudh aur paanii kaa paanii
dekhoge to dikhaa duu.Ngaa ) \-2
( jhuuThaa mandar to.D\-pho.D ke
sachchaa mahal banaa duu.Ngaa ) \-2
mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa
mai.n jaage bhaag sulaa duu.Ngaa
mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa

( karm hiin anyayii kripaa ko
dekh\-dekh jii jalataa hai ) \-2
( atyaachaarii nyaay dikhaa kar
jalataa ka.Nval bujhaa duu.Ngaa ) \-2
sote bhaag jagaa duu.Ngaa
mai.n jaage bhaag sulaa duu.Ngaa
mai.n sote bhaag jagaa duu.Ngaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kaisaa anyaay daataa}%
\film{Lagan}%
\year{1941}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Arzoo Lucknowi}%
\music{R C Boral}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

yah kaisaa anyaay daataa yah kaisaa anyaay
meraa banataa kaam biga.Dakar biga.De kaam banaaye (2)
be.Daa paar lagaaye daataa be.Daa paar lagaaye

duHkh jhele jis sukh ke kaaraN vah sukh bhii chhin jaaye (2)
jaise apane diye kii jyoti duuje ke ghar jaaye, daataa (2)
yah kaisaa anyaay daataa yah kaisaa anyaay

mai.n bhii yuu.N hii jamaa rahuu.Ngaa kaisaa hii tuufaan aaye
kaaThaa ban kar hil nahii.n sakataa laakh thape.De khaaye (2)

kabhii to duHkh ko sukh kar degaa anyaayii kaa nyaay (2)
andhaa to jab hii pathiyaaye jab do aa.Nkhe.n paaye (2)
daataa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
