% ISB File: LailaaMajnoon_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa}%
\film{Lailaa Majnoon}%
\year{1953}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date:26 May 2002

\printtitle
#indian

lata:	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa
	chaar din kii chaa.Ndanii men Gam kaa baadal chhaa gayaa
	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa

talat:	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa
	jal gayaa dil soz\-e\-Gam se, jab koii yaad aa gayaa
	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa

lata:	aag me.n phuulo.n kii duniyaa ne meraa tan rakh diyaa
	ek murade ko sajaakar naam dulahan rakh diyaa
	bol maalik ye tamaashaa tujhase kyun dekhaa gayaa
	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa

talat:	kis qadar naashaad huu.N barabaad huu.N viiraan huu.N
	raham kar mujh par Kudaayaa
	raham kar mujh par Kudaayaa, mai.n bhii ek inasaan huu.N
	maut hii de de ke ab, shikavaa zubaa.n par aa gayaa
	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa
lata:	chaar din kii chaa.Ndanii me.n Gam kaa baadal chaa gayaa
	aasamaa.N vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai sanam yah zindagii aa_ii hai le kar Kushii}%
\film{Lailaa Majnoon}%
\year{1953}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan}%
\singer{Shamshad}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10030 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ai sanam yah zindagii aa_ii hai lekar Kushii
kar le baate.n pyaar kii

phailii hai dekho chaa.Ndanii tuu meraa aur mai.n terii

phuulo.n kii baraat hai taaro.n bharii raat hai
teraa meraa saath hai
dil kaa kahanaa maan le yah raat phir na aa_egii

aa_e din qaraar ke mausam\-e\-bahaar ke
tere mere pyaar ke
tujhako merii qasam tuu sun le dil kii raaganii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa}%
\film{Lailaa Majnoon}%
\year{1953}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan}%
\singer{Talat, Asha}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date:26 May, 2002
% Comments: Sardar Malik composed two songs in the movie

\printtitle
#indian

talat:aa jaa, aa jaa
(bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa)\-2
tere  muntazir hai.n sitaare tuu aa jaa
bahaaro.n kii duniyaa

talat:sadaa Kush rahe tuu, bhulaa dene vaale
duaa de rahe hai.n, duaa dene vaale
duaa dene vaale
merii zi.ndagii ke sahaare tuu aa jaa
bahaaro.n kii duniyaa

asha:asiire\-e\-qafas huu.N, zabaa.n par hai naale
zabaa.n par hai.n naale
hamaarii muhabbat Kudaa ke havaale
kudaa ke havaale
kare duur se dil ishaare tuu aa jaa
talat:khayaalo.n ke daaman me.n Gam aa gayaa hai
Gam aa gayaa hai
chalii aa ke aa.Nkho.n me.n dam aa gayaa hai
dam aa gayaa hai
pareshaa.n hai.n tujh bin nazaare tuu aa jaa
bahaaro.n kii duniyaa

asha:terii yaad shaam\-o\-sehar jaagatii hai
sehar jaagatii hai
nasiibaa hai soyaa nazar jaagatii hai
nazar jaagatii hai
Kushii banake dil me.n hamaare tuu aa jaa
dil\-e\-muntazir me.n(hai.n ?) sitaare tuu aa jaa
talat:bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa
bahaaro.n kii duniyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chal diyaa kaaravaa.n, luT gae ham yahaa.N}%
\film{Lailaa Majnoon}%
\year{1953}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan}%
\singer{Talat}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.COM)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon June 19, 1995
% Credits: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org)

\printtitle
#indian

chal diyaa kaaravaa.n, luT gae ham yahaa.N, tum vahaa.N
gir pa.DI bijaliyaa.N, jal gayaa aashiyaa.n, uTh rahaa hai dhuaa.N
chal diyaa kaaravaa.n \threedots

o jaane vaale Thahar zaraa, fariyaad hamaarii sunataa jaa
daaman pe likhii hai ashko.n ne, ruudaad hamaarii sunataa jaa
jii sake.nge na ham, tumase hoke judaa
jaa merI zi.ndagii, teraa haafiza Kudaa
teraa mahamil chalaa
AsarA\-e\-dil chalaa, rah ga{ii daasataa.n

chal diyaa kaaravaa.n, luT gae ham yahaa.N, tum vahaa.N
chal diyaa kaaravaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaa ilaahii ho mubaarak tujhako yah teraa jahaa.N}%
\film{Lailaa Majnoon}%
\year{1953}%
\starring{Shammi Kapoor, Nutan}%
\singer{Asha}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10031 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yaa ilaahii ho mubaarak tujhako yah teraa jahaa.N
dil kii barabaadii pe bajatii hai.n yahaa.N shahanaa_iyaa.N

mai.n vah bulabul huu.N ki jisakaa aashiyaanaa luT gayaa
aarazuu_e.n miT ga_ii.n dil kaa Kazaanaa luT gayaa
fasal\-e\-Gul aane se pahale aa ga_ii fasal\-e\-Kizaa.N

haay kis ma.nzil pe laa_ii merii barabaadii mujhe
chaa.Nd suuraj kah rahe hai.n aaj fariyaadii mujhe
bebasii par maatam kar rahaa hai aasamaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
