% ISB File: Lajawab_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jab kaarii badariyaa chhaayegii aur yaad terii ta.Dapaayegii}%
\film{Lajawab}%
\year{1950}%
\starring{Sohan, Rehana}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12258 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

( jab kaarii badariyaa chhaayegii
aur yaad terii ta.Dapaayegii ) \-2
mai.n kis kii raah takuu.N
sajanawaa kis kii raah takuu.N

( jab kaarii badariyaa chhaayegii
aur yaad terii ta.Dapaayegii ) \-2

( jab chaa.Nd jhalak dikhalaayegaa
chaa.Ndii ke rath me.n aayegaa ) \-2
mohe bairan nii.nd na aayegii
jab bairan nii.nd na aayegii

mai.n kis kii raah takuu.N \-2
sajanawaa kis kii raah takuu.N
( jab kaarii badariyaa chhaayegii
aur yaad terii ta.Dapaayegii ) \-2

( saawan kii bharii barasaato.n me.n
in bhiigii\-bhiigii raato.n me.n ) \-2
jab rimajhim aaG lagaayegii \-2

mai.n kis kii raah takuu.N \-2
sajanawaa kis kii raah takuu.N
( jab kaarii badariyaa chhaayegii
aur yaad terii ta.Dapaayegii ) \-2

( jab kaarii badariyaa chhaayegii
aur yaad terii ta.Dapaayegii ) \-2
mai.n kis kii raah takuu.N
sajanawaa kis kii raah takuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa}%
\film{Lajawab}%
\year{1950}%
\starring{Sohan, Rehana}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:2 July 2001

\printtitle
#indian

mu: zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa
    zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa
    miTaa kar banaanaa banaa kar miTaanaa
    miTaa kar banaanaa banaa kar miTaanaa
    zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa

la: vafaa kyaa yahii hai jafaa karane vaale
    vafaa kyaa yahii hai jafaa karane vaale
    nigaahe.n milaa kar nigaahe.n churaanaa
    nigaahe.n milaa kar nigaahe.n churaanaa
    zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa

mu: muhabbat kaa a.njaam zaahir thaa ham par
    muhabbat kaa a.njaam zaahir thaa ham par
    bahut hamane rokaa magar dil na maanaa
    bahut hamane rokaa magar dil na maanaa
    zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa

la: koii aasamaa.N se zaraa ye to puuchhe
    koii aasamaa.N se zaraa ye to puuchhe
    milaa kyaa jalaa kar meraa aashiyaanaa
    milaa kyaa jalaa kar meraa aashiyaanaa
    zamaane kaa dastuur hai ye puraanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
