% ISB File: Lakeer_2004.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{o nach le o chal taal\-taal nach le}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Daler Mehndi, Kunal Ganjawala}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11846 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

da \:	o nach le
	na na nach le
	o chal taal\-taal nach le
	o soNiye hiire\-motiye
	o chal haath thaam chak le

	o nach le nach le
	o chal taal\-taal nach le
	o soNiye hiire\-motiye
	o chal haath thaam chak le

	Daranaa kyaa
ko \:	oy oy
da \:	ham tere
ko \:	oy oy
da \:	hai.n rabbaa
	sa.ng tere

ko \:	o
da \:	nach le

	ve saiyaa.N
ko \:	saiyaa.N
da \:	ve saiyaa.N

ku \:	dharatii kaa zarraa mai.n
	a.mbar kaa hai taaraa vo 
	phir bhii ye mel ho gayaa
	Kaamosh thii vo hasii.n
	hamane bhii kahaa nahii.n
	aa.Nkho.n me.n hii khel ho gayaa

ko \:	o o paa paa iiyaa
	haa aa paa paa iiyaa

da \:	ve saiyaa.N
ku \:	dharatii kaa zarraa mai.n
	a.mbar kaa hai taaraa vo 
	phir bhii ye mel ho gayaa
	Kaamosh thii vo hasii.n
	hamane bhii kahaa nahii.n
	aa.Nkho.n me.n hii khel ho gayaa

da \:	ye hai qamaal\-e\-ulfat
	naazaa.N hai dil pe qudarat
	za.nziir naa diiwaare.n
	naa roke ko_ii taaqat
	milan kii dhun jo lage
	to phir duniyaa naa dikhe
	jale ho.n shole raaho.n me.n
	lage ho.n kaa.NTe paa.No.n me.n
	sochanaa kyaa
	phir to chale vahaa.N jahaa.N lai chalaa hamadam

	o nach le 
	o na na nach le
	o chal taal\-taal nach le
	o soNiye hiire\-motiye
	o chal haath thaam chak le

	Daranaa kyaa
ko \:	aahaa aahaa
da \:	ham tere
ko \:	aahaa aahaa
da \:	hai.n rabbaa
	sa.ng tere
	Daranaa kyaa

ko \:	##oh yeah. I hate you.## \-4

ku \:	terii nigaaho.n kaa saayaa milaa mujhe
	to milii hai.n ye saarii Kushiyaa.N
	terii du_aa_o.n se hii mere aramaano.n kii bhii
	ab to sajegii duniyaa

da \:	hai farz ye hamaaraa
	aur haa.N sadaa rahegaa
ko \:	o o o
da \:	uTThii jo tujhape talawaar
	sar apanaa hii kaTegaa
	chhaD ab saare bawaal
	achchhaa saa mahuurat nikaal
	banaa ke tujhako dulahaa
	chale.nge tere sasuraal
	baaje Dham\-Dham Dhol
	aur nachaa bai.nD sabako chham\-chham

	nach le 

	o nach le 
	na na nach le
	chal taal\-taal nach le
	soNiye hiire\-motiye
	o chal haath thaam chak le

	Daranaa kyaa
	ham tere
	hai.n rabbaa
	o sa.ng tere

	o na na nach le 
	naa jaa nach le
	o aajaa nach le
	cha cha chak le
	o na na nach le 
	cha cha chak le
	na na nach le 
	o cha cha chak le
	o nach le
	ho nach le

ko \:	nach le

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{of o jalataa hai bujahataa hai jalataa hai}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Sonu Nigam, Asha Bhosle}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11849 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

aa \:	of o jalataa hai bujahataa hai jalataa hai
	a a kaise
	of o miTataa hai luTataa hai miTataa hai
	a a ham pe
	phir bhii mushaqil mushaqil ye dil paanaa
	sun le

so \:	he
	saharaa_o.n se bhii guzaruu.N
	dariyaa_o.n se bhii ubharuu.N
	o
	he
	saharaa_o.n se bhii guzaruu.N
	dariyaa_o.n se bhii ubharuu.N
	tere liye mai.n gaharii vaadii bhii chuum luu.N

aa \:	saharaa me.n gul naa khilegaa
	dariyaa me.n diyaa naa jalegaa
	diiwaane vaadiyo.n me.n dil naa milegaa

so \:	of o jal gayaa

aa \:	ek parachhaa_ii.n jaisii huu.N mai.n
	suuraj Dhalate hii chhup jaa_uu.N to
	a.Ndheraa chhaa jaayegaa aa aa aa
so \:	sholaa junuu.n kaa aa.Nkho.n me.n
	roshan dil raato.n me.n
	phir a.Ndheraa bhii kyaa kar paayegaa
aa \:	zid karanaa hai riit terii
	naazuk priit merii
	rok bhii le Kud ko
	jiine bhii de mujh ko
so \:	bas jaa merii saa.Nso.n me.n
	jii le aa merii baa.Nho.n me.n
	haay jal gayaa jal gayaa jal gayaa jal gayaa

aa \:	of o jalataa hai bujahataa hai jalataa hai
	a a kaise

so \:	of o jal gayaa miT gayaa luT gayaa
	of o tum pe

aa \:	saharaa me.n gul naa khilegaa
	dariyaa me.n diyaa naa jalegaa
	diiwaane vaadiyo.n me.n dil naa milegaa

so \:	saa.Nso.n se Kushabuu uThane lagii
	baa.Nho.n me.n jab tuu sajane lagii
	to dekhe jahaa.N
	phir zamii.n aasamaa.N kyaa
aa \:	sharam se aa.Nkhe.n jhukane lagii.n
	mujh se kuchh ye kahane lagii.n
	ke ye kyaa ho gayaa
	kaise badalaa iraadaa aa aa
so \:	aaKir dil majabuur hu_aa
	mere ishq me.n chuur hu_aa
	mujhape asar thaa teraa
	tujhape hai saayaa ab meraa
aa \:	duur agar mai.n jaa_uu.N to
	phir ban jaaye tuu suuraj wo
	jo jalataa hai bujhataa hai jalataa hai bujhataa hai
	of o

aa \:	of o jalataa hai
so \:	of o jal gayaa jal gayaa
aa \:	of o
	of o 
so \:	of o jal gayaa
aa \:	jalataa hai
so \:	miT gayaa miT gayaa miT gayaa miT gayaa
	miT gayaa miT gayaa miT gayaa
	of o jal gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paiGaam laayaa saawan daaman se ba.Ndh jaaye daaman}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Shaan, Kavitha Krishnamurthy}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11848 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

shaa \:	paiGaam laayaa saawan
	daaman se ba.Ndh jaaye daaman
	rimajhim Kushiyo.n kii barase ham pe barakhaa
	cha.nchal hawaa ye bolii
	sajanii phir terii Dolii
	Dolii phir Dole jaise Dole cha.Ndaa
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	niil gagan ko baadal ban ke chhuu jaa_uu.N mai.n
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n

ka \:	barakhaa pawan ye buu.nde.n
	sabane u.Daa dii nii.nde.n
	jaagii aa.Nkho.n me.n merii jaagaa sapanaa
	manawaa meraa bhii Dole
	haule haule ye bole
	begaanii duniyaa me.n hai tuu hii apanaa
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	niil gagan ke baadal tujh me.n chhup jaa_uu.N mai.n
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n

	barakhaa pawan ye buu.nde.n
	sabane u.Daa dii nii.nde.n
	jaagii aa.Nkho.n me.n merii jaagaa sapanaa

ko \:	sii le sii le

shaa \:	saagar kinaare kisii parabat ke saaye me.n
	dikhataa hai ek aashiyaa.N
ka \:	hai jaan jab tak mai.n rahuu.N tere dil me.n hii
	vahii hai meraa aashiyaa.N
shaa \:	maasuum hai.n baate.n aisii
	phuulo.n pe ho shabanam jaisii
	mai.n khil saa gayaa
	mahak uThaa jag saaraa	

ka \:	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	niil gagan ke baadal tujh me.n chhup jaa_uu.N mai.n

shaa \:	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	paiGaam laayaa saawan
	daaman se ba.Ndh jaaye daaman
	rimajhim Kushiyo.n kii barase ham pe barakhaa

ka \:	manawaa meraa bhii Dole
	haule haule ye bole
	begaanii duniyaa me.n hai tuu hii apanaa

ko \:	sii le sii le

ka \:	shaaKo.n pe jhuulaa jhuule.n na_ii navelii ye kaliyaa.N
	terii baa.Nho.n me.n jhuule.n ham
shaa \:	chaahat kaa mausam aayaa
	tanahaa_ii sa.ng laayaa
	madahosh hai.n aaj ham
ka \:	madahoshii ab naa TuuTe
	daaman ye teraa naa chhuuTe
	hai sa.ng teraa ra.ng teraa meraa kyaa

shaa \:	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	niil gagan ko baadal ban ke chhuu jaa_uu.N mai.n

ka \:	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n

shaa \:	paiGaam laayaa saawan
	daaman se
ka \:	jaagii aa.Nkho.n me.n merii jaagaa sapanaa

ka \:	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	niil gagan ke baadal tujh me.n chhup jaa_uu.N mai.n
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n
	jii karataa hai pa.nkh lagaa ke u.D jaa_uu.N mai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rozaanaa zamaanaa paracham apanaa laharaa_egaa}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Viva}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11850 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

##hey fans! stand up and clap your hands. like this.##
##pump it up## \-3
##let's pump it up## \-2
##pump it up##
##He was a T, I, G, E, R, tiger##

##go tiger boyz##
##go go tiger boyz##
##just hit the basket and move##
##rubrubdubdubrubrubdubdub hoohoo ha take a boom##

##say## ek do tiin chaar ##come on boys##

##?? rap##
phir machaa do tum dhuu

##one two three four##
aa

rozaanaa zamaanaa paracham apanaa laharaa_egaa
ye maidaan hamaaraa duujaa ##finish## ho jaayegaa

ham tham ke tez chale.nge
chup\-chup phir chakamaa de.nge
da.ng ho ke sab dekhe.nge
jam ke baazii khele.nge
hai.n itane ham hasii.n
us pe tum
haa haa haa

rozaanaa zamaanaa paracham apanaa laharaa_egaa
##rap piece##

##say## ek do tiin chaar ##come on boys##

khaT khaT khaT \-4
oo yaa

bha.Nware jaise u.Date phirate
maTak\-maTak ke jhaTak\-jhaTak ke
yahaa.N se nikale vahaa.N pe lapake
aise hii laharaanaa hai

phuulo.n ke hii jaise ham mahake.nge
juganuu jaise cham\-cham ham chamake.nge

ham tham ke tez chale.nge
chup\-chup phir chakamaa de.nge
da.ng ho ke sab dekhe.nge
jam ke baazii khele.nge
hai.n itane ham hasii.n
aur ek tum
haa haa haa

rozaanaa zamaanaa paracham apanaa laharaa_egaa
ye maidaan hamaaraa duujaa ##finish## ho jaayegaa

##rap piece##

##say## ek do tiin chaar
aa aa

##let's go blue. let's go white. let's go tiger let's go##
##chear chear##

jho.nkaa aayaa tuufaa.N laayaa
thirak\-thirak ke sarak\-sarak ke
ise jitaayaa use haraayaa
shor\-sharaabaa aaj yahaa.N

ee haa

taaro.n se bhii aage ham chal de.nge
cha.ndaa se bhii zyaadaa ham chamake.nge

ham tham ke tez chale.nge
chup\-chup phir chakamaa de.nge
da.ng ho ke sab dekhe.nge
jam ke baazii khele.nge
hai.n itane ham hasii.n
aur ek tum
haa haa haa

rozaanaa zamaanaa paracham apanaa laharaa_egaa
ye maidaan hamaaraa duujaa ##finish## ho jaayegaa

##rap piece##

##say## ek do tiin chaar ##come on boys##

##rap piece##

##one two three four##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sadiyaa.N samaa ga_ii.n is ik pal me.n}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Hariharan, Udit Narayan, Mahalaxmi}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11851 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

ha \:	( sadiyaa.N samaa ga_ii.n is ik pal me.n
	dikhane lagaa suquu.n duniyaa kii halachal me.n ) \-2
	ai kaash
	paa luu.N ye pal
	mai.n bhii
	mai.n bhii is pal me.n \-2
	is pal me.n
	mai.n bhii is pal me.n
	ho o
	laa raa

ko \:	sadiyaa.N sadiyaa.N sadiyaa.N re \-4

	sadiyaa.N sadiyaa.N sadiyaa.N re \-4

	sadiyaa.N

	sadiyaa.N sadiyaa.N

ma \:	ho
	naino.n ke shiishe me.n saayaa hai kisakaa
	luk\-chhup ke aataa hai cha.ndaa ke jaisaa
	kashtii\-e\-dil kahatii hai mil saagar hai ishq kaa
	roke kyuu.N hamako yuu.N ye hayaa
	laharo.n me.n Duube log to hai.n sadaa
	saahil pe Duub ke jii le.n ham sadiyaa.N
	sadiyaa.N sadiyaa.N

ha \:	sadiyaa.N samaa ga_ii.n is ik pal me.n
	dikhane lagaa suquu.n duniyaa kii halachal me.n
	ai kaash
	paa luu.N ye pal
	mai.n bhii
	mai.n bhii is pal me.n \-2
	is pal me.n
	mai.n bhii is pal me.n
	ho o
	laa raa

ko \:	ai \-6

u \:	ashqo.n ko aa_ii ha.Nsii gumasum hai zubaa.N
	maaf kare.n kah naa sakuu.N haal\-e\-dil yahaa.N
	raaz\-e\-wafaa rahate hai.n do dil ke darmiyaa.N
	kah diyaa to rahaa ishq kyaa
	aa.Nkho.n me.n Duube Kaamoshii se hayaa
	aise hii guzare.n sadiyaa.N sadiyaa.N
	sadiyaa.N sadiyaa.N

	sadiyaa.N samaa ga_ii.n is ik pal me.n
	dikhane lagaa suquu.n duniyaa kii halachal me.n
	ai kaash
	paa luu.N ye pal
	mai.n bhii
	mai.n bhii is pal me.n \-2
	is pal me.n
	he he
	mai.n bhii is pal me.n
	ho ho o o o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shahazaade nikale apanii sawaarii par}%
\film{Lakeer - Forbidden Lines}%
\year{2004}%
\starring{Sunny Deol, Suniel Shetty, Sohail Khan, John Abraham, Nauheed Cyrusi}%
\singer{Kunal Ganjawala}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11847 [V S Rawat]
% Producer: Vicky Films P. Ltd., Vivek Kumar
% Director: Ahmed Khan
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3451 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

ko \:	##what's up?## \-4

ku \:	##what's up? what's up?## 
	##baby watch## tuu here
ko \:	##what's up?##
ku \:	##bang bang##
	##wang bang##
ko \:	##watch out##

ko \:	##watch out##
ku \:	##bang bang##
ko \:	##wang bang##

	wow wow ho wo o wow wow ho o o
	he e
	wow wow ho wo o wow wow ho o o

ku \:	shahazaade nikale apanii sawaarii par
ko \:	he e
ku \:	ajii laanat bhejo duniyaadaarii par
ko \:	huu.N laakho.n sitaare par din me.n wo chhupate hai.n
	##bang bang##
	##wang bang##
	he
	ham wo sitaare shab\-o\-roz chamakate hai.n
	##bang bang##
	##wang bang##

ku \:	shahazaade nikale apanii sawaarii par
ko \:	he e
ku \:	ajii laanat bhejo duniyaadaarii par
ko \:	a.n uu.n

	he

	he

ku \:	uchhalatii laharo sun lo
	Kabar ye hamase le lo
	tez bahate hai.n tumase ham
	hawaa maGaruur hai to kyaa
	terii rafataar bhii hai kyaa
	hamase tuufaa.N kaa nikale dam

	ye qadam is zamii.n pe
ko \:	##what's up?##
ku \:	hai nigaah us falaq pe
ko \:	##what's up?##
ku \:	har nazar jhukatii jaaye
ko \:	##what's up?##
ku \:	apanii ek jhalak pe
ko \:	##what's up?##
ku \:	phuulo.n kii haisiyat kyaa
ko \:	##what's up?##
ku \:	hai giraft us mahak pe
ko \:	##watch out##

ku \:	##what's up? what's up?## 
	##baby watch## tuu here
ko \:	##watch out##
ku \:	##bang bang##
	##wang bang##
ko \:	##watch out##

ko \:	##watch out##
ku \:	##bang bang##
ko \:	##wang bang##

ku \:	shahazaade nikale apanii sawaarii par
ko \:	he e
ku \:	ajii laanat bhejo duniyaadaarii par

ko \:	mazaa mazaa \-4

ku \:	ra.ngo.n se bharii mahafile.n hai.n yahaa.N
	Kushbuu me.n basii zulfe.n yahaa.N
	shoKii hai.n kahii.n saadagii hai kahii.n
	lekin Dhuu.NDhe.n ham usko yahaa.N

ko \:	jo aa.Nhe.n ek Gazal sii
	jo ha.Nsii ho ka.nval sii
	beKudii kaa mazaa jo
	mazaa mazaa
	aashiqii kaa nahaa wo
	##watch out##
	kuchh alag ho.n adaaye.n
	ahaa ahaa
	pyaar de yaa sazaaye.n
	##watch out##

	wow wow ho wo o wow wow ho o o
	he e
	wow wow ho wo o wow wow ho o o

	huu.N laakho.n sitaare par din me.n wo chhupate hai.n

% _End_of_File