% ISB File: Lakshya_2004.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{agar mai.n kahuu.N mujhe tumase mohabbat hai}%
\film{Lakshya}%
\year{2004}%
\starring{Amitabh Bachchan, Hrithik Roshan, Preity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Shankar Ehsaan Loy}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat, 30 Jul 2004
% Series: GEETanjali

\printtitle
#indian

u \: ( agar mai.n kahuu.N
	mujhe tumase mohabbat hai
	merii bas yahii chaahat hai to kyaa kahogii ) \-2

a \:	mai.n tumase kahuu.Ngii
	is baat ko agar tum
	zaraa aur sajaa ke kahate
	zaraa ghumaa\-phiraa ke kahate
	to achchhaa hotaa

u \: ( agar mai.n kahuu.N
	tumako jab dekhuu.N lagatii ho jaise na_ii
	ho.nTh hai.n pa.nkha.Dii phuul kii
	aa.Nkhe.n jaise juganuu chamakate huye
	soche meraa ye dil dha.Dakate huye

	agar mai.n kahuu.N \-2
	ye jo cheharaa hai jaise ko_ii chaa.Nd hai
	to kyaa kahogii

a \:	mai.n tumase kahuu.Ngii
	mujhako bhuule se bhii chaa.Nd tum na kaho
	chaa.Nd me.n to ka_ii daaG hai.n
	mujhe phuul na kahanaa wo murajhaate hai.n
	juganuu bhii na kahanaa wo kho jaate hai.n
	ye baate.n puraanii hai.n
	jo mujhako sunaanii hai.n
	kisii aur adaa se kahate	
	zaraa ghumaa phiraa ke kahate
	to achchhaa hotaa

u \:	agar mai.n kahuu.N
	mujhe tumase mohabbat hai
	merii bas yahii chaahat hai to kyaa kahogii

	agar mai.n kahuu.N \-2
	baate.n sun ke tumhaarii mai.n hairaan huu.N
	jo bhii kahanaa hai kaise kahuu.N
	lagataa tumhe.n kuchh bhii achchhaa nahii.n
	sach ko bhii kahatii ho sachchaa nahii.n

a \:	agar mai.n kahuu.N \-2
	tumhe.n pataa nahii.n hai kyo.n
	hai pyaar mujhe bhii tumase
	to kyaa kahoge

u \:	mai.n tumase kahuu.Ngaa
	mere dil kaa hai ye kahanaa
	ham ko hai saath me.n rahanaa	

a \:	ye dono.n ke dil me.n hai naa
	to phir kyo.n kahanaa

u \:	agar mai.n kahuu.N
a \:	to mai.n tumase kahuu.Ngii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haa.N yahii rastaa hai teraa tuune ab jaanaa hai}%
\film{Lakshya}%
\year{2004}%
\starring{Amitabh Bachchan, Hrithik Roshan, Preity Zinta}%
\singer{Shankar Mahadevan}%
\music{Shankar Ehsaan Loy}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 22 Jun 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

haa.N yahii rastaa hai teraa tuune ab jaanaa hai
haa.N yahii rastaa hai teraa tuune ab jaanaa hai
haa.N yahii sapanaa hai teraa tuune pehachaanaa hai

haa.N yahii rastaa hai teraa tuune ab jaanaa hai
haa.N yahii sapanaa hai teraa tuune pehachaanaa hai
tujhe ab ye dikhaanaa hai
roke tujhako aa.Ndhiiyaa.N yaa zamii.n aur aasamaa.N
paa_egaa jo lakshya hai teraa
lakshya to har haal me.n paanaa hai

mushkil ko_ii aa jaaye to parabat ko_ii Takaraa_e to
taaqat ko_ii dikhalaaye to tuufaan ko_ii ma.nDalaaye to
mushkil ko_ii aa jaaye to parabat ko_ii Takaraaye to
barase chaahe ambar se aag lipaTe chaahe pairo.n se naag \-2
paayegaa jo lakshya hai teraa
lakshya to har haal me.n paanaa hai

himmat se jo ko_ii chale dharatii hile qadamo.n tale
kyaa duuriyaa.N kyaa faasale ma.nzil lage aake gale
himmat se jo ko_ii chale dharatii hile qadamo.n tale
tuu chal yuu.n hii ab subah\-o\-shaam, rukanaa, jhukanaa nahii.n teraa kaam \-2
paayegaa jo lakshya hai teraa
lakshya to har haal me.n paanaa hai

haa.N yahii rastaa hai teraa tuune ab jaanaa hai
haa.N yahii sapanaa hai teraa tuune pehchaanaa hai
tujhe ab ye dikhaanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
