% ISB File: LalBangla_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd ko kyaa maaluum chaahataa hai use koii chakor}% 
\film{Laal Bangla}%
\year{1966}%
\starring{Prithviraj Kapoor, Sheikh Mukhtaar, Jayanti}%
\singer{Mukesh}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Credits: ayyagari@charlie.ece.scarolina.edu
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

chaa.Nd ko kyaa maaluum chaahataa hai use koii chakor
vo bechaaraa duur se dekhe \- 2
kare na koii shor 
chaa.Nd ko kyaa maaluum \threedots

duur se dekhe aur lalachaaye
pyaas nazar kii ba.Dhatii jaaye, ba.Dhatii jaaye
badalii kyaa jaane hai paagal 
kisake man kaa mor 			    
chaa.Nd ko kyaa \threedots

saath chale to saath nibhaanaa
mere saathii bhuul naa jaanaa, bhuul naa jaanaa
maine tumhaare haath me.n de dii
apanii jiivan Dor
chaa.Nd ko kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hasiin vaadiyo.n fizaa_o.n se kah do}%
\film{Lal Bangla}%
\year{1966}%
\starring{Prithviraj Kapoor, Sheikh Mukhtaar, Jayanti}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10468 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

hasiin vaadiyo.n
fizaa_o.n se kah do havaa_o.n se kah do
meraa yaar meraa pyaar le ke aayaa hai
hasiin vaadiyo.n \threedots

suurat hai bholii sii qaatil har ek adaa
dil\-o\-jaan se hu_aa huu.N mai.n to usape fidaa
ko_ii jaane naa jaane ko_ii maane naa maane
mai.n to kahataa huu.N unako Kudaa_o.n kaa Kudaa
meraa yaar meraa pyaar \-2
vo to aa.Nkho.n me.n khumaar le ke aayaa hai
hasiin vaadiyo.n \threedots

kalii se hai naazuk phuulo.n se bhii hasii.n
mere yaar jaisaa ko_ii bhii zamaane me.n nahii.n
us jaisii naazanii.n us jaisii dilanashii.n
diyaa le ke bhii Dhuu.NDho.n to milegii na kahii.n
meraa yaar meraa pyaar \-2
vo to dil kaa qaraar le ke aayaa hai
hasiin vaadiyo.n \threedots

Daalii jaise to lachakatii hai patalii qamar
sharamaa_e bhii zaraa ghabaraa_e bhii zaraa
abhii pyaar kii raaho.n me.n nayaa\-nayaa hai safar
meraa yaar meraa pyaar \-2
vo to ummiido.n kaa nikhaar le ke aayaa hai
hasiin vaadiyo.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
