% ISB File: Lalkar_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bha.nvaro naa tab tak ha.Nsanaa re}%
\film{Lalkar}%
\year{1944}%
\starring{Ramola, Ishwarlal, Mubarak, Maya Bannerjee}%
\singer{Zohra, G M Durrani}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 23 Sept 2002
% Credits: Satish Kalra

\printtitle
#indian

gmd:
(bha.nvaro, naa) \- 2 tab tak ha.Nsanaa re
jab tak naa kaliyaa.N ha.ns de.n

za:
kyuu.N pa.nchhii shor machaate
kyuu.N priit giit ye gaate
(papiihaa naa) \- 2  pii pii kahanaa re
jab tak naa koyaliyaa ha.ns de

gmd:
ham unake ghar pe aaye.n
wo hame.n dekh chhup jaaye.n
(ai paa.nv) \- 2, na tum thak jaanaa re
jab tak naa galiyaa.N ha.ns de.n

za:
meraa man ruuThaa jaa_e
ko_ii.n kyuu.N hame.n manaa_e
maa.njhii naa khenaa naiyaa re
jab tak naa nadiyaa ha.ns de

gmd:
man chhiinaa duurii duurii
ye kaisii hai majabuurii
saavan aise ha.ns degaa
saavan aise ha.ns degaa re
jab tak naa chi.Diyaa.N ha.ns de.n

za:
o ho ga_ii jiit tumhaarii
aakhir mai.n, aakhir mai.n tum se haarii
ab aashaa_o.n se kah do
ab aashaa_o.n se kah do re
ban kar dulhaniyaa ha.ns de

both:
ha.ns ha.ns kar haa haa \threedots
(ha.ns ha.ns kar ham the roye
ro ro kar ham the khoye) \- 2
bhuule se man ko kah do
(bhuule se man ko kah do re
ab bhiigii a.nkhiyaa.N ha.ns de.n) \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
