% ISB File: Loafer_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj mausam ba.Daa beiimaan hai}%
\film{Loafer}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Mumtaz}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Neha K. Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Jan 21, 1996
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

aaj mausam ba.Daa beiimaan hai
ba.Daa beiimaan hai, aaj mausam
aane vaalaa koii tuufaan hai
koii tuufaan hai, aaj mausam

kyaa huaa hai, huaa kuchh nahii.n hai
baat kyaa hai pataa kuchh nahii.n hai
mujhase koii Kataa ho ga_ii to
is me.n merii Kataa kuchh nahii.n hai
Kuubasuurat hai tuu rut javaan hai
aaj mausam ba.Daa beiimaan hai

kaalii\-kaalii ghaTaa dar rahii hai
Tha.nDii aahe.n havaa bhar rahii hai
sabako kyaa\-kyaa gumaan ho rahe hai.n
har kalii ham pe shak kar rahii hai
phuulo.n kaa dil bhii kuchh badagumaan hai

ai mere yaar ai husn vaale
dil kiyaa mai.nne tere havaale
terii marzii pe ab baat Thaharii
jiine de chaahe tuu maar Daale
tere haatho.n me.n ab merii jaan hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re}%
\film{Loafer}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Mumtaz}%
\singer{Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11542 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( ko_ii saharii baabuu
dil\-laharii baabuu haay re
pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu
mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ) \-2

mai.n to chaluu.N haule\-haule
phir bhii man Dole haay re
mere rabbaa mai.n kii karaa.N

mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N
ko_ii saharii baabuu
dil\-laharii baabuu haay re
pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu
mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N

( panaghaT pe mai.n kam jaane lagii
naTakhaT se mai.n sharamaane lagii ) \-2
dha.Dakan se mai.n ghabaraane lagii
darapan se mai.n kataraane lagii
man khaaye hichakole
aise jaise naiyaa Dole haay re
mere rabbaa mai.n kii karaa.N

mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N
ko_ii saharii baabuu
dil\-laharii baabuu haay re
pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu
mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N

( sapano.n me.n chorii se aane lagaa
raato.n kii ni.ndiyaa churaane lagaa ) \-2
naino.n kii Dolii biThaa ke mujhe
le ke bahut duur jaane lagaa
mere ghu.NghaTaa ko khole
miiThe\-miiThe bol bole haay re
mere rabbaa mai.n kii karaa.N

mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N
ko_ii saharii baabuu
dil\-laharii baabuu haay re
pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu
mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n tere ishq me.n mar na jaa_uu.N kahii.n}%
\film{Loafer}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

aa
( mai.n tere ishq me.n mar na jaa_uu.N kahii.n
tuu mujhe aazamaane kii koshish na kar ) \-2
Kuubasuurat hai tuu to huu.N mai.n bhii hasii.n
mujhase nazare.n churaane kii koshish na kar
mai.n tere ishq me.n

shauq se tuu meraa imtahaan le \-2
tere kadamo.n pe rakh dii hai jaan le
bekadar bekabar maan jaa zid naa kar
to.D kar dil meraa ai mere hamanashii.n
is tarah muskuraane kii koshish naa kar
Kuubasuurat hai tuu to huu.N mai.n bhii hasii.n
mujhase nazare.n churaane kii koshish na kar
mai.n tere ishq me.n

pher lii kyuu.N nazar mujhase ruuTh kar \-2
dil ke Tuka.De huye TuuT TuuT kar
kyaa kahaa dilaruubaa tuu hai mujhase Kafaa
ik bahaanaa hai ye haqiiqat nahii.n
yuu.N bahaane banaane kii koshish naa kar
Kuubasuurat hai tuu to huu.N mai.n bhii hasii.n
mujhase nazare.n churaane kii koshish na kar
mai.n tere ishq me.n

kab se baiThii huu.N mai.n i.ntazaar me.n \-2
jhuuThaa waadaa hii kar ko_ii pyaar me.n
kyaa sitam hai sanam tere sar kii qasam
yaad chaahe.n naa kar tuu mujhe Gam nahii.n
haa.N magar bhuul jaane kii koshish naa kar
Kuubasuurat hai tuu to huu.N mai.n bhii hasii.n
mujhase nazare.n churaane kii koshish na kar
mai.n tere ishq me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{motiyo.n kii la.Dii huu.N mai.n}%
\film{Loafer}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Mumtaz}%
\singer{Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11543 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

motiyo.n kii la.Dii huu.N mai.n
phulavaa kii chha.Dii huu.N mai.n
re sundar ba.Dii huu.N mai.n
duniyaa bhulaa_e a.Nkhiyaa.N bichhaa_e
kab se kha.Dii huu.N mai.n \-2
motiyo.n kii la.Dii \threedots

bechain huu.N kitanii der se
baiThaa hai tuu nigaahe.n kyo.n pher ke
zaraa saa to mujhe dekh chhe.D ke \-2
mai.n bha.Dak ga_ii to phir aag naa bujhegii
ik phulajha.Dii huu.N mai.n
duniyaa bhulaa_e \threedots

mai.n kaun huu.N terii pyaas huu.N
husn kii mai.n adaa ek Kaas huu.N
aaj qismat se mai.n tere paas huu.N \-2
mai.n nikal ga_ii to phir haath nahii.n aa_uu.Ngii
aisii gha.Dii huu.N mai.n
duniyaa bhulaa_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
