% ISB File: Love86_1986.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa mohabbat kaa ko_ii nayaa naam de}%
\film{Love 86}%
\year{1986}%
\starring{Tanuja, Rohan Kapoor, Farha Naaz, Govinda, Neelam, Satish Shah}%
\singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Prem Pandit}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa mohabbat kaa ko_ii nayaa naam de
pyaar kii had se aage nikal aa_e ham
aa ibaadat kaa ko_ii nayaa naam de
aa mohabbat kaa \threedots

ye nigaahe.n uThii.n vo fasaane bane
aa.Nkh ke bol kab kisii ne sune
dil se dil mil gayaa zamaane kaa kyaa
aa mohabbat kaa \threedots

jab se tuune chhu_aa ek nashaa saa chhaa gayaa ho
dard se zi.ndagii kaa mazaa aa gayaa
dha.Dakano.n ko nahii.n dha.Dakano.n se gilaa
aa shikaayat kaa ko_ii nayaa naam de
aa mohabbat kaa \threedots

tere daaman kii khushbuu mahakatii rahuu.n
bin pi_e hii sadaa la.Dakha.Daayaa karuu.n
kabhii mai.n tere dil ko sataayaa karuu.n
aa sharaarat kaa ko_ii nayaa naam de
aa mohabbat kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mahabuub se hamaare baad\-e\-sabaa kahanaa}%
\film{Love 86}%
\year{1986}%
\starring{Tanuja, Rohan Kapoor, Farha Naaz, Govinda, Neelam, Satish Shah}%
\singer{Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Prem Pandit}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mahabuub se hamaare baad\-e\-sabaa kahanaa
itanaa payaam kahanaa dil kaa salaam kahanaa
mahabuub se mere \threedots

kahanaa unase jaake sab haal\-e\-dil sunaa ke
hai pyaar kii duhaa_ii ta.Dapaatii hai judaa_ii
bechain dil hamaaraa subah shaam kahanaa
mahabuub se mere \threedots

bechain tum vahaa.n ho bechain ham yahaa.n hai
sholo.n me.n jal rahe hai.n karavaT badal rahe hai.n
din raat hai labo.n par unakaa hii naam kahanaa
mahabuub se mere \threedots

har zulm se la.De jo kaa.NTo.n pe bhii chale jo
daaman magar vafaa kaa jisase kabhii naa chhuuTaa
u.nchaa rahaa jahaa.n me.n unakaa muqaam kahanaa
mahabuub se mere \threedots

vo pyaar kaa zamaanaa vo ha.Nsanaa muskaraanaa
ye kisii kii baddu_aa hai sapanaa saa ban gayaa hai
takadiir se milaa hai aa.Nsuu inaam kahanaa
mahabuub se mere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
