% ISB File: LoveInTokyo_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaapaan ##love in Tokyo## le ga_ii dil gu.Diyaa jaapaan kii}%
\film{Love In Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherji, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11013 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaapaan ##love in Tokyo## \-2
le ga_ii dil gu.Diyaa jaapaan kii \-2
paagal mujhe kar diyaa \-2
jaapaan ##love in Tokyo## \threedots

ye to shahar mastaanaa jisakaa andaaz maashuuqaanaa
detaa hai pyaar kaa paimaanaa karataa hai sabako diivaanaa \-2
le ga_ii dil \threedots

dekho vo gorii\-gorii raahe.n hamako ishaare se bulaa_e.N
kitanii ra.ngiin hai.n fizaa_e.N jaapaanii pariyaa.n muskaraa_e.N \-2
le ga_ii dil \threedots

naache har mo.D par javaanii kahatii hai pyaar kii kahaanii
aa_ii vo kaibare kii raanii jisakii adaa me.n zindagaanii \-2
le ga_ii dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koii matavaalaa aayaa mere dvaare}%
\film{Love In Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherji, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

koii matavaalaa aayaa mere dvaare
akhiyo.n se kar gayaa ajab ishaare
koii matavaalaa, aayaa mere dvaare   \threedots

kyaa man usake mai.n kyaa jaanuu.N
chhaliyaa ko mai.n kyaa pahachaanuu.N
jaane kyo.n meraa naam pukaare
aa~
koii matavaaraa aayaa mere dvaare    \threedots

jab se gayaa hai bholaa bachapan
akhiyaa.N cha.nchal, naTakhaT hai man
ab nahii.n kuchh bhii bas me.n hamaare
aa~
koii matavaaraa aayaa mere dvaare    \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhe tum mil ga_e hamadam sahaaraa ho to aisaa ho}%
\film{Love In Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherji, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11012 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mujhe tum mil ga_e hamadam sahaaraa ho to aisaa ho
jidhar dekhuu.N udhar tum ho nazaaraa ho to aisaa ho
mujhe tum mil ga_e \threedots

kisii kaa chaa.Nd saa cheharaa nazar se chuum letii huu.N \-2
Kushii kii intahaa.N ye hai nashe me.n jhuum letii huu.N \-2
hu_ii taqadiir bhii roshan sitaaraa ho to aisaa ho
jidhar dekhuu.N udhar \threedots

udhar dil hai idhar jaa.N hai ajab mushkil kaa saamaa.N hai \-2
labo.n par muskaraahaT hai magar saa.Nso.n me.n tuufaa.N hai \-2
ye mai.n jaanuu.N yaa tum jaano ishaaraa ho to aisaa ho
jidhar dekhuu.N udhar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o mere shaah\-e\-khuubaa.N}%
\film{Love in Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherji, Aash Paarekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor:  Tabassum.Hijazi

\printtitle
#indian

o mere shaah\-e\-khuubaa.N, o merii jaan\-e\-janaanaa
tum mere paas hote ho, koii duusaraa nahii.n hotaa

kab khayaalo.n kii dhuup Dhalatii hai
har qadam pe shamaa sii jalatii hai
meraa saayaa jidhar bhii jaataa hai
terii tasaviir saath chalatii hai
o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots

tum ho saharaa me.n tum gulistaa.N me.n
tum ho zarro.n me.n tum bayaa.nbaa.n me.n
mai.n ne tum ko kahaa.N kahaa.N dekhaa
chuup ke rahate ho tum rag\-e\-jaa.N me.n
o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots

merii aa.NKho.n kii justajuu tum ho
iltajaa tum ho aarazuu tum ho
mai.n kisii aur ko to kyaa jaanu.N
merii ulfat kii aabaruu tum ho
o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saayonaaraa waadaa nibhaa_uu.Ngii}%
\film{Love In Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherji, Asha Parekh, Mehmood}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

( saayonaaraa saayonaaraa
waadaa nibhaa_uu.Ngii saayonaaraa
iThalaatii aur balakhaatii
kal phir aa_uu.Ngii saayonaaraa ) \-2
saayonaaraa
saayonaaraa

( chho.D de merii baa.Nho.n ko
rok naa merii raaho.n ko ) \-2
itanii bhii betaabii kyaa
samajhaa apanii nigaaho.n ko

saayonaaraa saayonaaraa
waadaa nibhaa_uu.Ngii saayonaaraa
iThalaatii aur balakhaatii
kal phir aa_uu.Ngii saayonaaraa
saayonaaraa
saayonaaraa

( cha.nchal shoK bahaaro.n me.n
ras barasaate nazaaro.n me.n ) \-2
tujhako bhuul naa paa_uu.Ngii
hogaa milan gulazaaro.n me.n

saayonaaraa saayonaaraa
waadaa nibhaa_uu.Ngii saayonaaraa
iThalaatii aur balakhaatii
kal phir aa_uu.Ngii saayonaaraa
saayonaaraa
saayonaaraa

( ho.ngii roz mulaaqaate.n
apane din apanii raate.n ) \-2
kaun hame.n phir rokegaa
jii bhar kar karanaa baate.n

saayonaaraa saayonaaraa
waadaa nibhaa_uu.Ngii saayonaaraa
iThalaatii aur balakhaatii
kal phir aa_uu.Ngii saayonaaraa
saayonaaraa
saayonaaraa \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye zi.ndagii kii mahafil ... aa jaa re aa zaraa}%
\film{Love In Tokyo}%
\year{1966}%
\starring{Joy Mukherjee, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye zi.ndagii kii mahafil, mahafil me.n ham akele
daaman ko koii thaame, zulfo.n se koii khele

aa jaa re aa zaraa, laharaa ke aa zaraa
aa.Nkho.n se dil me.n samaa
aa jaa re aa zaraa   \threedots

dekh fizaa me.n ra.ng bharaa hai
mere jigar kaa zaKm haraa hai
siine se mere sar ko lagaa de
haatho.n me.n tere dil kii davaa hai
aa jaa re aa zaraa   \threedots

tere bhii dil me.n aag lagii hai
mere bhii dil me.n aag lagii hai
dono.n taraf hai ek sii haalat
dono.n dilo.n par bijalii girii hai
aa jaa re aa zaraa   \threedots

dil kaa sulagaanaa kisako dikhaa_uu.N
saa.Nso.n ke tuufaa.N kaise chhupaa_uu.N
aa.Nkhe.n kyaa kyaa dekh rahii.n hai.n
dil pe jo guzarii kaise bataa_uu.N
aa jaa re aa zaraa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
