% ISB File: LoveKeLiyeKuchBhiKarega_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{asalam bhaa_ii ... duba_ii kaa chashmaa chiin kii chaDDhii}%
\film{Love Ke Liye Kuch Bhi Karega}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Aftab Shivdasani, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Abbas Tyrewala}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chik chikuum duum duum tak chik chikuum
he asalam bhaa_ii mere asalam bhaa_ii
duba_ii kaa chashmaa chiin kii chaDDhii aur iiraanii chaay
asalam bhaa_ii \threedots

kachchaa pakkaa tiin sau biis udhaar kii bii.Dii haay

teraa cheharaa qayaamat hai are ##bollywood## kii shaamat hai
naa tuu na.ngaa naa tuu hakalaa naa tuu ga.njaa asalam bhaa_ii
haath me.n bas paa.Nch u.ngalii hiiro ban jaa asalam bhaa_ii
maadhurii pachhataa_egii aishvaryaa karegii haay
asalam bhaa_ii \threedots

aa.Nkh me.n terii ##magic## hai he he cheharaa kitanaa ##tragic## hai
##house full## ke ##board## par tuu muskuraanaa asalam bhaa_ii
maafiyaa se pa.ngaa lenaa naa kabhii naa asalam bhaa_ii
aapake bin suunii hogii filmii duniyaa haay
asalam bhaa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil meraa dil hai akelaa}%
\film{Love Ke Liye Kuch Bhi Karega}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Aftab Shivdasani, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Twinkle Khanna}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Abbas Tyrewala}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil meraa dil hai akelaa Dhuu.nDhe re Dhuu.nDhe re lailaa
a.njuu kii aa.Nkho.n me.n paaro kii palako.n me.n
nehaa ke nakhare me.n niinaa ke nak{}she me.n
giitaa ke gaalo.n me.n baa.cbii ke baalo.n me.n
shaaluu kii sha.a haay galiyo.n me.n
dil meraa \threedots

puujaa ke pairo.n kii puujaa karuu.n
dil bole kaam naa duujaa karuu.n
raadhaa kii raunak se rainaa saje
to apane aap hii ba.nsii baje
jyoti kii lau me.n jaluu.n cha.nchal ke sa.ng chaluu.n
dil meraa \threedots

Dhuu.nDhuu.n anaamikaa ke naam ko
paravaanaa shamaa kaa huu.N shaam ko
ruubii kii pahanuu.n a.nguuThii mai.n
baate.n nahii.n karataa huu.n jhuuThii mai.n
sapanaa ke sapane bunuu.n
siimaa me.n siimit rahuu.n
dil meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiyegaa maregaa ... ##love## ke li_e saalaa kuchh bhii karegaa}%
\film{Love Ke Liye Kuch Bhi Karega}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Aftab Shivdasani, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Twinkle Khanna}%
\singer{Udit Narayan, Sunidhi Chauhan/ KayKay/ Farid Sabari, Chorus}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Abbas Tyrewala}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

jiyegaa maregaa maregaa
karegaa bharegaa bharegaa
are jiyegaa maregaa maregaa karegaa bharegaa bharegaa
suulii cha.Dhegaa
##love## ke li_e saalaa kuchh bhii karegaa
are jiyegaa maregaa \threedots

jaaguu.n sote sote ha.Ns duu.n rote rote
dil ko haaruu.n haaruu.n siiTii maaruu.n maaruu.n
ye naa jukaam hai ye kyaa nijaam hai
jinhe.n naa kaam kuchh ye unakaa kaam hai
chalegaa he he he he
jo ho sahegaa sahegaa
aahe.n bharegaa bharegaa
uf nahii.n karegaa
##love## ke li_e \threedots

palake.n jhapakuu.n jhapakuu.n
chhat se Tapakuu.n Tapakuu.n
aa.Nsuu piyuu.n piyuu.n mar ke jiyuu.n jiyuu.n
he palake.n jhap jhap jhapakuu.n
chhat se Tap Tap Tapakuu.n
ye naa mile kahii.n ye naa khile kahii.n
ye aise chiir de jo naa sile kahii.n
chalegaa haa he he he he
baap se la.Degaa la.Degaa
ghar chho.D degaa chho.Degaa
dil me.n rahegaa
##love## ke li_e \threedots

%Part 2:

are jiyegaa maregaa maregaa karegaa bharegaa bharegaa
suulii cha.Dhegaa
dhan ke li_e saalaa kuchh bhii karegaa
dhan dhan dhan dhanan dhan dhan dhan he dhan dhan dhan

chorii chorii chorii siinaa jorii jorii
Daaluu.n daanaa daanaa gaa_uu.n gaanaa gaanaa
kamiinaa maan lo yaa gu.nDaa jaan lo
haraamakhor huu.N yaa jo bhii naam lo
chalegaa
biivii se la.Degaa la.Degaa
jel me.n sa.Degaa sa.Degaa
are netaa banegaa
dhan ke li_e saalaa \threedots

yaarii yaarii yaarii maaraa maarii maarii
ronaa dhonaa dhonaa jaaduu Tonaa Tonaa
hai zi.ndagii ju_aa jo ho gayaa hu_aa
lagegii baddu_aa chalegaa
saalaa kasaa_ii mai.n galii kaa bhaa_ii mai.n
gulaam joruu kaa nagar jamaa_ii mai.n banegaa
aag pe chalegaa chalegaa
pyaar se Daregaa Daregaa
dil se bachegaa
dhan ke li_e saalaa \threedots

%Part 3:

##love## ke li_e ##love## ke li_e
##love## ke li_e saalaa kuchh bhii karegaa
kuchh bhii karegaa saalaa kuchh bhii karegaa
aa
kuchh bhii karegaa saalaa
kuchh bhii karegaa saalaa kuchh bhii karegaa
karegaa saalaa bharegaa
bharegaa saalaa maregaa

karegaa bharegaa bharegaa maregaa
##love## ke li_e re kuchh bhii karegaa

aa masjid ko jaate jaate mai.n ruk gayaa
kadamo.n ko chuumane tere mai.n jhuk gayaa
kuchh bhii karegaa saalaa kuchh bhii karegaa
na roje namaaz na haz ko jaa_uu.n
paa.Nch vaqt us galii me.n salaam bhar aa_uu.n
ai aahe.n bharegaa saalaa
jo hu_aa sahegaa saalaa
uf nahii.n karegaa saalaa
karegaa bharegaa saalaa
baap se la.Degaa saalaa
ghar chho.D degaa saalaa
dil me.n rahegaa saalaa
kuchh bhii karegaa saalaa kuchh bhii karegaa
kisane pukaaraa kaafir ye kaisaa sabab hai
puuchh lo Kudaa se ##love## bhii ik mazahab hai
##love## ke li_e ##love## ke li_e karegaa kuchh bhii saalaa
karegaa kuchh \threedots
##love## ke li_e ##love## ke li_e ##love## ke li_e
karegaa kuchh bhii saalaa ##love## ke li_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{socho kyaa karogii bolo kyaa karogii ##darling##}%
\film{Love Ke Liye Kuch Bhi Karega}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Aftab Shivdasani, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Twinkle Khanna}%
\singer{Asha, KayKay}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Abbas Tyrewala}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

socho kyaa karogii bolo kyaa karogii ##darling##
jab apane kadamo.n me.n hogaa saaraa jahaa.n
ho baadalo.n ko takiye saa karataa ye aasamaa.n
chaa.Nd pe jaanaa hai
##no, no## use yahaa.n laanaa hai
ja.ngalo.n me.n sher ko sher pa.Dh ke sunaanaa hai
hogaa jo bhii faramaa_ogii
socho kyaa karogii \threedots

jaisaa tum kahoge vaisaa hii karegii ##darling##
ai ##darling##

socho ke pa.nchhii hamaarii kahaanii hai.n gaate
are dekho parabat bhii raaho.n me.n hai.n sar jhukaate
bas ek khvaab duur har ek desh hai
amerikaa jaanaa hai
##no, no## vahaa.n zamaanaa hai
ruus kii barf se efariikaa sahalaanaa hai
hogaa jo bhii tum chaahogii
socho kyaa karogii \threedots

Duub Duubaa Daa Duu Duu Duu Duu Duubaa De
socho saahil pe saagar kii lahare.n bulaa_e.n
are dekho pe.Do.n kii shaakhe.n bhii jhuulaa jhulaa_e.n
is bauchhaar me.n har buu.nd hai terii
haa.n baarisho.n me.n nahaanaa hai
baarishe.n to bahaanaa hai
zi.ndagii nicho.D ke khushiyo.n me.n Duub jaanaa hai
kyaa tum bhii saath aa_ogii
na na na naa naa na aa naa naa naa naa ##darling##
socho kyaa karogii \threedots

jab apane kadamo.n me.n hogaa saaraa jahaa.n
baadal ho takiye saa gaddaa ye aasamaa.n
chaa.Nd pe jaanaa hai
##no, no## ja.ngalo.n me.n sher ko ko ko sher pa.Dh ke sunaanaa hai hai
hogaa jo bhii faramaa_ogii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo hotaa hai vo jo ... hamako jii vo ho gayaa haay raamaa raamaa}%
\film{Love Ke Liye Kuch Bhi Karega}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Aftab Shivdasani, Saif Ali Khan, Sonali Bendre, Twinkle Khanna}%
\singer{Asha, Sonu Nigam}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Abbas Tyrewala}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

vo hotaa hai vo jo bas ho jaataa hai
hotaa hai naa jisame.n kuchh ho jaataa hai
haay haay haay 
vo hotaa hai \threedots

hamako jii vo ho gayaa haay raamaa raamaa
are chupake chupake aise gul ho jaataa hai
are apanaa jii gul ho gayaa haay raamaa raamaa
raamaa raamaa raamaa raamaa haay raamaa raamaa

ho sunate hai.n sapano.n me.n baate.n sunii hu_ii
o.Dh ke nii.ndo.n me.n ham raate.n bunii hu_ii
ho aa.Nkho.n me.n kahaanii hai khvaabo.n kii zubaanii hai
jaagaa raat bhar subah ko mai.n so gayaa
haay raamaa raamaa

mastaanaa kadamo.n ko rastaa judaa lage
har patthar kaa cheharaa jaise Kudaa lage
dekho to naadaanii hai samajho to ruumaanii hai
jhuuThaa saa ye pal sachchaa kaise ho gayaa
haay raamaa raamaa

apanaa jii vo kho gayaa
are chupake se gul ho gayaa
hamako jii vo ho gayaa
haay raamaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
