% ISB File: LoveStory_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekho mai.nne dekhaa hai yah ik sapanaa}%
\film{Love Story}%
\year{1981}%
\starring{Kumar Gaurav, Vijeyta Pandit}%
\singer{Amit Kumar, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Transliterator: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/02/1996

\printtitle
#indian

a:  dekho mai.n ne dekhaa hai yah ik sapanaa
    phuulo.n ke shahar me.n hai ghar apanaa
    kyaa samaa hai tuu kahaa.N hai
la: mai.n aaii aaii aaii aaii
a:  aa jaa
la: kitanaa hasiin hai yah ik sapanaa
    phuulo.n ke shahar me.n hai ghar apanaa
    kyaa samaa hai tuu kahaa.N hai
a:  mai.n aayaa aayaa aayaa aayaa
la: aa jaa

a:  yahaa.N teraa meraa naam likhaa
la: rastaa nahii.n yah aam likhaa hai
a:  ho, yah hai daravaazaa tuu jahaa.N kha.Dii hai
la: andar aa jaao sardii ba.Dii hai
a:  yahaa.N se nazaaraa dekho parvato.n kaa
la: jhaa.Nkuu.N mai.n kahaa.N se kahaa.N hai jharokhaa
a:  yah yahaa.N hai, tuu kahaa.N hai
la: mai.n aaii aaii aaii \threedots

la: achchhaa yah bataao kahaa.N pe hai paanii
a:  baahar bah rahaa hai jharanaa diivaanii
la: bijalii nahii.n hai yahii ik Gam hai
a:  terii bi.ndiyaa kyaa bijalii se kam hai
la: chho.Do mat chhe.Do baazaar jaao
a:  jaataa huu.N jaauu.Ngaa pahale yahaa.N aao
    shaam javaa.N hai tuu kahaa.N hai
la: mai.n aaii aaiii aaii \threedots

la: kaisii pyaarii sii hai yah chhoTii sii rasoii
    ho ham dono.n  hai.n bas duujaa nahii.n koii
    is kamare me.n ho.ngii miiThii baate.n
a:  us kamare me.n guzare.ngii raate.n
la: yah to bolo hogii kahaa.N pe la.Daaii
a:  mai.n ne vah jagah hii nahii.n banaaii
    pyaar yahaa.N hai tuu kahaa.N hai
la: mai.n aaii aaii aaii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaisaa teraa pyaar kaisaa gussaa hai teraa}%
\film{Love Story}%
\year{1981}%
\starring{Kumar Gaurav, Vijeta Pandit}%
\singer{Amit Kumar, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kaisaa teraa pyaar kaisaa gussaa hai teraa
taubaa sanam, taubaa sanam

ik dillagii mai.n ne kii thii
tuu ne kyo.n dil se lagaa lii
tuu bhii muskuraa de
mujhe bhii ha.Nsaa de
o mere achchhe balam
taubaa sanam, taubaa sanam

mai.n ik teraa diivaanaa
dekhe tujhe kyo.n zamaanaa
dekhe mere nainaa
dil me.n chhupe rahanaa
rakahanaa na baahar kadam
merii qasam, merii qasam

aisaa meraa pyaar aisaa gusaa hai meraa
terii qasam, terii qasam

apanii Kataa mai.n ne maanii
ab chho.D bhii ye kahaanii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n akelaa raat kaa melaa ... ye la.Dakii zaraa sii diivaanii lagatii hai}%
\film{Love Story}%
\year{1981}%
\starring{Kumar Gaurav, Vijeta Pandit}%
\singer{Lata, Amit Kumar}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mai.n akelaa raat kaa melaa, tuu kahaa.N se aa_ii
aise me.n tuu bhhul ke rastaa mujh se aa Takaraa_ii

ye la.Dakii zaraa sii diivaanii lagatii hai
mujhe to ye gu.Diyaa japaanii lagatii hai

chaabhii se ye chale, chaabhii se ye ruke
chaabhii se ye ha.Nse ruuTh jaaye
aisii naazuk hai ye, galatii se ise
koii chhule to ye TuuT jaaye
kaa.Nch kii hai gu.Diyaa
aafat kii hai pu.Diyaa
kisii shaitaan kii naanii lagatii hai
ye la.Dakii zaraa sii   \threedots

ham akelaa raat kaa melaa, tuu kahaa.N se aayaa
aise me.n tuu bhuul ke rastaa, ham se aa Takaraayaa

aate jaate hue raste pe kha.De
ba.De dekhe aise diivaane
    - aisaa kyaa!
jahaa.N pe bhii koii achchhii suurat akhii
vahii.n ruke kisii bahaane
aise hiiro ban ke gaa rahaa hai koii
kisii naye film kaa gaanaa lagataa hai
ye la.Dakaa zaraa saa diivaanaa lagataa hai
gaa.Dii kaa koii m.cDal puraanaa lagataa hai
ye la.Dakaa zaraa saa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaad aa rahii hai, terii yaad aa rahii hai}%
\film{Love Story}%
\year{1981}%
\starring{Kumar Gaurav, Vijayeta}%
\singer{Amit Kumar, Lata}% 
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai 
% Credits: Arati Deo, Neha
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

yaad aa rahii hai, terii yaad aa rahii hai
yaad aane se, tere jaane se, jaan jaa rahii hai

pahale ye na jaanaa, tere baad ye jaanaa pyaar me.n
jiinaa mushkil kar degaa, ye dil dIvaanaa pyaar me.n
jaane kaise, saa.Ns ye aise, aa jaa rahii hai
yaad aa rahii hai  \threedots

ye rut kii ra.ngaraliyaa.n, ye phuulo.n kii galiyaa.n ro pa.Dii.n
meraa haal sunaa to, mere saath ye kaliyaa.n ro pa.Dii.n
ek nahii.n tuu, duniyaa aa.NsU, barasaa rahii hai
yaad aa rahii hai  \threedots

banate banate dulhan, priit hamaarii ulajhan ban gaI
mere dil kii dha.Dakan, merii jaan kii dushman ban gaI
kuchh kah kahake, mujhe rah rahake, ta.Dapaa rahii hai
yaad aa rahii hai  \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
