% ISB File: Luteraa_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahaa.N hai mere dil kii duniyaa ... viiraan meraa dil hai}%
\film{Luteraa}%
\year{1955}%
\starring{Nasir Khan, Jabeen, Begum Para}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

ra:	kahaa.N hai mere dil kii duniyaa
	kahaa.N hai kahaa.N
la:	mohabbat ke hote Tuka.De jahaa.N
	wahaa.N hai wahaa.N

ra:	viiraan meraa dil hai dil kii bahaar aajaa
la:	sun le pukaar merii dil ke karaar aa jaa

ra:	chhaa_ii hu_ii hai zaalim taqadiir kii siyaahii
	teraa pataa na jaane majabuur hai ye raahii
la:	dil ro ke kah rahaa hai bas ek baar aa jaa

ra:	viiraan meraa dil hai dil kii bahaar aajaa
la:	sun le pukaar merii dil ke karaar aa jaa

la:	ma.nzil kii roshanii haay aawaaz kaa ishaaraa
	himmat na haar rahaa mil jaayegaa kinaaraa
	aa.Nkho.n me.n mu.ntazir hai teraa i.ntazaar aa jaa

ra:	viiraan meraa dil hai dil kii bahaar aajaa
la:	sun le pukaar merii dil ke karaar aa jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar ke saamane ... mujhe bhii maut kaa paigaam aa jaaye}%
\film{Luteraa}%
\year{1955}%
\starring{Nasir Khan,Jabeen,Begum Para}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:
% Credits:Hrishi Dixit
% Date:January 28,2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

nazar ke saamane jab luT gayaa jahaa.N meraa
koii bataaye ke kaun aaye.n(?) ab kahaa.N meraa

(mujhe bhii maut kaa paiGaam aa jaaye to achchhaa ho)\-2
hameshaa ke liye aaraam aa jaaye to achchhaa ho

(tumhaare saath jiine kii tamanna kii, huii ruKasat)\-2
agar ab zi.ndagii kii shaam aa jaaye to achchhaa ho
mujhe bhii maut\threedots

(mubaarak ho tujhe to ab khushii ke jaam ai duniyaa)\-2
(yahaa.N to zahar kaa ik jaam aa jaaye to achchhaa ho)\-2
mujhe bhii maut\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
