% ISB File: MaaAurMamta_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ko_ii na jaane bin tere raam}%
\film{Maa Aur Mamta}%
\year{1970}%
\starring{Ashok Kumar, Nutan, Jitendra, Mumtaz, Rahman, Nirupa Roy}%
\singer{Manna Dey}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12190 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ko_ii na jaane
ko_ii na jaane bin tere raam
kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2

jag me.n sabhii kaa paradesii naam
kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2

man me.n lagaa hai sapano.n kaa melaa \-2
phir bhii hai dekho ye man akelaa
jho.Nkaa pawan kaa paanii kaa relaa
ho o o
jaane le jaaye kab kis dhaam

kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2

aage vipadaa kii talawaare.n \-2
piichhe dukha.Do.n kii diiwaare.n
uupar kaa.NTe niiche kataare.n
ho o o
jiiwan hu_aa ye yaa sangaraam
kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
