% ISB File: MaaKaPyar_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tuune jahaa.N banaa kar ehsaan kayaa kiyaa hai}%
\film{Maa Ka Pyar}%
\year{1949}%
\starring{Sulochna Chaterjee, Prem Adeeb, Manorma}%
\singer{Lata}%
\music{Govind Ram}%
\lyrics{I C Kapoor}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 17 Mar 2004

\printtitle
#indian

tuu ne jahaa.N banaa kar ehsaan kayaa kiyaa hai
bas khelane kaa apane saamaan kar liyaa hai

lekin tere khilone aa.Nsuu bahaa rahe hai.n
sun le pukaar unakii tujh ko bulaa rahe hai.n
marane kii aarzuu me.n kab tab ko_ii jiyaa hai

gar terii ye thii Kvaahish ham mu.Nh se kuchh na kahate
jo naach tuu nachaataa bas naachate hii rahate
miTTii ke but banaataa ye dil kyo.n de diyaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
