% ISB File: MaaiBaap_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil to razaama.nd hai ... bhaTak ga_ii kis raah na jaanuu.N}%
\film{Maai Baap}%
\year{1957}%
\starring{Johny Walker, Balraj Sahni, Shyama, Nazir Husain, Meenu Mumtaz}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Anjaan-Kapoor}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11958 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aa
ho
( bhaTak ga_ii kis raah na jaanuu.N
pyaar kii galiyaa.N naa pahachaahuu.N ) \-2

( sai.nyaa tujhe paa_uu.N kahaa.N
jiyaa bahalaa_uu.N kahaa.N
kaho ab jaa_uu.N kahaa.N
ho ) \-2

dil to razaamand hai
phir bhii zabaa.N band hai
kaise kahuu.N mujhako meraa baalamaa pasand hai
dil to razaamand hai

( kis sautan sa.ng laagii najariyaa
bhaTak gayaa kis raah sa.Nvariyaa ) \-2

( teraa pataa jo paa_uu.N
binaa pa.Nkh u.D aa_uu.N
duniyaa se chhiin laa_uu.N
ho ) \-2

( dil to razaamand hai
phir bhii zabaa.N band hai
kaise kahuu.N mujhako meraa baalamaa pasand hai ) \-2
dil to razaamand hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n huu.N ##Mister Johny##}%
\film{Maai Baap}%
\year{1957}%
\starring{Johny Walker, Balraj Sahni, Shyama, Nazir Husain, Meenu Mumtaz}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10528 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mai.n huu.N ##Mister Johny##
maine sab mulqo.n kaa piyaa hai paanii
saarii duniyaa ghuum\-ghaam ke banaa huu.N hindustaanii

tum puuchhoge kyo.n mai.n abhii bataataa huu.N
mai.n huu.N ##Johny## ba.Daa tuufaanii
mai.n ##Johny## ba.Daa tuufaanii
ek mulq kii suno kahaanii milii vahaa.N ik husn kii raanii
jab tak thaa kaladaar jeb me.n tab tak thii har baat suhaanii
ik din bolii suno sanam maal hazam aur khel khatam
chalii ga_ii vo mujhe chho.D kar dekar Tha.nDaa paanii
mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots

duuje mulq gayaa mai.n yaar mil ga_ii ik baa.Nkii sarakaar
Kuub hu_aa pahale to pyaar baad me.n mujhako hu_aa bukhaar
ik din bolii ##johny## yaar ham jaataa tum hai biimaar
saath kisii ke bhaag ga_ii vo dekar Tha.nDaa paanii
mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots

tiije mulq kaa dekho pol mil ga_ii ##madam## TaalamaTol
dekh ke usakaa pyaaraa mukha.Daa mai.n to hu_aa Daa.NvaaDol
choro.n kii vah saathii nikalii kar ga_ii meraa bistar gol
saaraa maal u.Daa kar le ga_ii dekar Tha.nDaa paanii
mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots

##johny## hindustaan me.n aayaa dekhii champaa dil lalachaayaa
jaa ke milaa usakii ammaa se shaadii kaa paiGaam Tikaayaa
ho ga_ii shaadii mil ga_ii champaa das bachcho.n kaa baap kahaayaa
usakaa sachchaa pyaar dekh kar ban gayaa huu.N hindustaanii
dekar Tha.nDaa paanii
mai.n huu.N ##Mister Johny## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
