% ISB File: Maalik_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek chhail\-chhabiilaa ... alabele sayyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re}%
\film{Maalik}%
\year{1958}%
\starring{Talat, Suraiya, Lalita Pawar, Jeewan, Kumar}%
\singer{Suraiya, Shamshad, Chorus}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12301 [V S Rawat], 23/01/2004
% I could not identify Shamshad's voice in it.

\printtitle
#indian

% kosh mentions the following words probably in prelude.
% the version I have does not have it.

ek chhail\-chhabiilaa 

su \:	alabele sai.nyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re
ko \:	alabele sai.nyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re
su \:	aa_ii rimajhim
ko \:	ho aa_ii rimajhim
su \:	ho
	aa_ii rimajhim rut ab aa jaa
ko \:	alabele sai.nyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re \-2

su \:	jhuuluu.N akele
	jhuuluu.N akele kaise hi.nDolaa
	aa jaa re baalam le kar Dolaa
ko \:	aa jaa re baalam le kar Dolaa
su \:	aa jaa re baalam le kar Dolaa
ko \:	le kar Dolaa
su \:	ho piyaa\-milan ke din hai.n sajaniyaa
	ho paahu le ghu.NghaTaa ban jaa dulhaniyaa
ko \:	ho paahu le ghu.NghaTaa ban jaa dulhaniyaa
su \:	jo hai chhup\-chhup
ko \:	ho jo hai chhup\-chhup
su \:	ho
	jo hai chhup\-chhup dekhe toraa raajaa
ko \:	alabele sai.nyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re \-2

su \:	prem kaa jhuulaa Daal ke man me.n
	Daal ke man me.n
ko \:	prem kaa jhuulaa Daal ke man me.n
su \:	aa_uu.N gagan se jaa_uu.N gagan me.n
	ho
	aa_uu.N gagan se jaa_uu.N gagan me.n
ko \:	aa_uu.N gagan se jaa_uu.N gagan me.n
su \:	o
	aage ba.Dhuu.N to darashan pii ke
	piichhe haTuu.N to sab ra.ng phiike
ko \:	hoy
	piichhe haTuu.N to sab ra.ng phiike
su \:	morii aa.Nkho.n me.n
ko \:	morii aa.Nkho.n me.n
su \:	ho
	morii aa.Nkho.n me.n balamaa samaa.N jaa
ko \:	alabele sai.nyaa.N jhulanaa jhulaa jaa re \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{man dhiire dhiire gaaye re}%
\film{Malik}%
\year{1958}%
\starring{}%
\singer{Talat, Mubarak Begum}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Hema Khemani
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

man dhiire dhiire gaaye re
maaluum nahii.n kyo.n
bin gaaye rahaa na jaaye re
maaluum nahii.n kyo.n

palako.n me.n chhupaa kar gorii
laa_ii hai milan kii Dorii
ab saath hai jiivan bhar kaa
lo thaam lo bai.nyaa morii
ik baat zubaa.N par aaye re
maaluum nahii.n kyo.n

aashaa_o.n ne lii a.nga.Daa_ii
tan man me.n bajii shahanaa_ii
dil Duub gayaa mastii me.n
ik lahar khushii kii chhaa_ii
dil haath se nikalaa jaaye re
maaluum nahii.n kyo.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zi.ndagii kii qasam, ho chuke unake ham}%
\film{Malik}%
\year{1958}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Vijay Kumar 
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 04/15/1997

\printtitle
#indian

zi.ndagii kii qasam, ho chuke unake ham
yah zamaanaa diivaanaa jo chaahe kahe

pyaar karake nibhaanaa ba.Dii chiiz hai
dil kii duniyaa bhii aakhir koii chiiz hai
zi.ndagii bhar na ham unase ho.nge judaa
dil kii raaho.n pe chalate rahe.nge sadaa
jaise tuufaan kii maujo.n me.n saahil rahe

zor kisakaa chalaa hai, bhalaa ishq par
apanaa\-apanaa hai dil, apanii\-apanii nazar
yah na hogaa ke ham unase mu.Nh mo.D le.n
Dor taqadiir kii baa.Ndhakar to.D de.n
aadamii vo jo vaade pe kaayam rahe

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
