% ISB File: Maalkin_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{muhabbat ne kyaa kyaa tamaashe dikhaaye}%
\film{Maalkin}%
\year{1953}%
\starring{Nutan, Sajjan}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

muhabbat ne kyaa kyaa tamaashe dikhaaye
jise dil bhulaaye vahii yaad aaye
vahii yaad aaye

idhar yaad terii udhar hai zamaanaa
udhar hai zamaanaa
idhar yaad terii udhar hai zamaanaa
udhar hai zamaanaa
bataa jaanewaale bataa jaanewaale
kidhar koii jaaye
jise dil bhulaaye vahii yaad aaye
vahii yaad aaye

jo puuchhuu.N mai.n dil se to dil mujhase puuchhe
dil mujhase puuchhe
jo puuchhuu.N mai.n dil se to dil mujhase puuchhe
dil mujhase puuchhe
ye kyaa ho gayaa ye kyaa ho gayaa
aaj baiThe biThaa_e
jise dil bhulaaye vahii yaad aaye
vahii yaad aaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o piyaa, meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa}%
\film{Maalkin}%
\year{1953}%
\starring{Nutan, Sajjan}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

la : o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
     o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa

ki : bhaa gayaa mere dil ko vo pahale pahal
     bhaa gayaa mere dil ko vo pahale pahal
     mujhe dekh teraa sharamaa denaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa
la : o piyaa~

ki : yaad hai jab milii thii nazar se nazar
     ek sholaa uThaa kuchh idhar se udhar
la : pyaar kahate hai.n is ko na thii ye khabar
     pyaar kahate hai.n is ko na thii ye khabar
     tumhe.n aataa hai tiir chalaa denaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa

ki : tere milane se pahale na thii ye khushii
     dil ko achchhii na lagatii thii ye chaa.Ndanii
la : ek nazar se badal ke merii zi.ndagii
     ek nazar se badal ke merii zi.ndagii
     kahii.n dil se na mujhako bhulaa denaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa
     o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
     o piyaa

do : raaz ulfat ke dil me.n chhipaaye hue
     yuu.N hii chalate chale.n muskuraaye hue
     ham se tum tum se ham nain lagaaye hue
     yuu.N hii sa.ng sa.ng umr bitaa denaa
     ye baat zaraa samajhaa denaa


#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unako apanaa banaa ke chho.D diyaa}%
\film{Maalkin}%
\year{1953}%
\starring{Nutan, Sajjan, Purnima, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Rajendra Krishan}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date: May 25, 2003
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

(unako apanaa banaake chho.D diyaa
haay rasm\-e\-vafaa ko to.D diyaa)\-2
unako apanaa banaake chho.D diyaa

muskuraatii huii
(muskuraatii huii ummiido.n ko)\-2
haay apanii Kushii se to.D diyaa
unako apanaa banaake chho.D diyaa

TuuT jaataa jo dil
TuuT jaataa jo dil to ro lete
yuu.N hii jii chaahaa kii ? Kud hii to.D diyaa
unako apanaa banaake chho.D diyaa

aarazuu thii
(aarazuu thii ke ghar banaae.nge)\-2
ghar banaayaa, banaake to.D diyaa
unako apanaa banaake chho.D diyaa
haay rasm\-e\-vafaa ko to.D diyaa)\-2
unako apanaa banaake chho.D diyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
