% ISB File: Maashooqaa_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa}%
\film{Maashooqaa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Suraiya, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12619 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa
	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa
ko \:	aa dhiire
	aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa
	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa

su \:	duniya bulaaye tujhe kabhii nahii.n jaanaa jii
ko \:	kabhii nahii.n jaanaa jii
su \:	mai.n jo bulaa_uu.N tujhe ha.Nsate huye aanaa jii
ko \:	ha.Nsate huye aanaa jii
su \:	ho na jaanaa
	ho na jaanaa ho na jaanaa kabhii bewafaa

	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa
ko \:	aa dhiire
	aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa
	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa

su \:	naino.n ke dwaar khole kha.Dii hai jawaanii re
	priit hai ku.Nwaarii merii ratiyaa.N suhaahii re
ko \:	ratiyaa.N suhaahii re
su \:	aane waale aanaa ho to chaa.Nd ban ke aa

	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa
ko \:	aa dhiire
	aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa
	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa

su \:	ThaNdii\-ThaNdii chaa.Ndanii me.n tujhako sulaa_uu.Ngii
ko \:	tujhako sulaa_uu.Ngii
su \:	gorii\-gorii baa.Nho.n kaa jhuulaa jhulaa_uu.Ngii
ko \:	jhuulaa jhulaa_uu.Ngii
su \:	daaman se
	daaman se apane chalaa_uu.Ngii hawaa

	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa
ko \:	aa dhiire
	aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa
	sapano.n kii paalakii me.n dhiire\-dhiire aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek aas ek aasaraa hai ... aao shyaam sundar}%
\film{Mashuqa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh}%
\singer{Suraiyya, chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Dec 30, 2001
% Availability: HMV CD Golden Collection Suraiya

\printtitle
#indian

ko: ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa
    aasaraa hai shyaam kaa
    ek diip raah me.n jale tumhaare naam kaa
    aasaraa hai shyaam kaa
    teraa ye jahaa.N
    yahaa.N meraa aur ko_ii nahii.n
    yahaa.N meraa aur ko_ii nahii.n

su: TuuT gayii Dor sabhii
    ek aas baakii rahii
    shyaam se milan kii
    aa_o shyaam sundar
    ab to shaam ho chalii
    jiivan kii

    more nain jhare 
    naino roye jaise ghaTaa saavan kii
    aa_o shyaam sundar \threedots

    sakhi rain ghire 
    dhiire dhiire rain ghire
    din to jaise\-taise kaTe
    kaise kaTe ratiyaa.N
    nii.nd aaye kaise jab se base
    akhiyan me.n akhiyaa.N
    ko_ii jaane naa jaane naa
    morii baat ye lagan kii
    aa_o shyaam sundar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhik\-jhik jhanak ... holii khele.n na.ndalaalaa biraj me.n}%
\film{Maashooqaa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Suraiya, Mukesh, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12618 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

jhik\-jhik jhanak 
ko \:	holii khele.n na.ndalaalaa
	holii khele.n na.ndalaalaa biraj me.n holii khele.n na.ndalaalaa \-2

su \:	kaanhaa ne maarii kanak pichakaarii \-2
	raadhaa raanii ko ra.ng Daalaa
ko \:	raadhaa raanii ko ra.ng Daalaa
	biraj me.n holii khele.n na.ndalaalaa
	holii khele.n na.ndalaalaa biraj me.n holii khele.n na.ndalaalaa

su \:	bhar\-bhar pichakaarii mere saa.Nware
	maaro naa
ko \:	saa.Nware maaro naa maaro naa
su \:	bhiij ga_ii cholii ra.ng Daaro naa
	ra.ng Daaro naa
ko \:	saa.Nware Daaro naa ra.ng Daaro naa
	saa.Nware ra.ng Daaro naa

su \:	gokul kii chhorii mai.n ra.ng meraa goraa re \-2
mu \:	pahalii ye holii nahii.n maane man moraa re \-2
su \:	dekho jii bigaaro naa meraa si.ngaar mere saa.Nware
	maaro naa
ko \:	saa.Nware maaro naa maaro naa
su \:	bhiij ga_ii cholii ra.ng Daaro naa
	ra.ng Daaro naa
ko \:	saa.Nware Daaro naa ra.ng Daaro naa
	saa.Nware ra.ng Daaro naa

su \:	chhe.Do na mohe shyaam biich Dagar me.n
	dekho jii dekh legaa ko_ii
ko \:	dekh legaa ko_ii
su \:	kyaa kahuu.Ngii puuchhe.ngii jo mose (?)
	kisane ye chunarii bhigo_ii
ko \:	dekh legaa ko_ii
mu \:	kahanaa kahii.n kaale baadal jhuke the \-2
	barasii.n thirakatii buundaniyaa.N
	haa.N kahii.n barasii.n thirakatii buundaniyaa.N
su \:	chho.Do jii chho.Do jii aa.Nchal hamaare saa.Nware
	maaro naa
ko \:	saa.Nware maaro naa maaro naa
su \:	bhiij ga_ii cholii ra.ng Daaro naa
	ra.ng Daaro naa
ko \:	saa.Nware Daaro naa ra.ng Daaro naa
	saa.Nware ra.ng Daaro naa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhil\-mil taare kare.n ishaare}%
\film{Maashuqa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Mukesh, Suraiyya}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor : Dhananjay Naniwadekar (nani345@hotmail.com)
% Transliterator : Dhananjay Naniwadekar
% Date : 26 July 2002

\printtitle
#indian

mukesh :
    jhil\-mil taare kare.n ishaare so jaa
    so jaa, so jaa raaj_dulaare
    ban alabelii naar navelii nindiyaa
    nindiyaa aa_ii nain dvaare

suraiyaa :
    (matalab kii a.Ndhii ye duniyaa) \- 2
    (kaise hame.n pahachaane) \- 2
    dil ke Tuka.De mere dil ke,
    (dard ko tuu hii jaane) \- 2
    sab ko_ii soye par ham roye.n
    jaage.n jaage.n jaage.n Gam ke maare

    (su.ndar sapane dekh magar
    tuu moh na kar sapano.n se) \- 2
    roz badalatii hai ye duniyaa
    (aas na kar apano.n se) \- 2

mukesh :
    dhuup\-chhaa.Nv kaa khel ye duniyaa
    (sukh\-dukh aas\-niraashaa) \- 2
    (tere a.ngan ek chaa.Nd ek taaraa) \- 2
    (a.nkhiyan chamake aashaa) \- 2
    Dhal jaayegii raat a.Ndherii
    ho.nge, ho.nge sone ke din saare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa bachapan waapas aayaa}%
\film{Maashooqaa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Suraiya}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12620 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

meraa bachapan
meraa bachapan waapas aayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho
galaba_iyaa.N
galaba_iyaa.N Daar muskaayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho

apanaa sab kuchh de ke daan mai.n terii Kair manaa_uu.N
nazar na laage duniyaa kii tujhe palako.n me.n mai.n chhupaa_uu.N
merii godii
merii godii me.n sab jag aayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho

tuu mere din kaa suuraj raat ko chandaa kii ujiyaarii \-2
harii tere saare dukh har le raam kare rakhawaarii
raam kare rakhawaarii
tuune bujhataa diip jalaayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho
meraa bachapan waapas aayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho

kis darapan me.n mukh dekhuu.N mai.n aur Kushii se jhuumuu.N
dekhuu.N meraa baalakapan mai.n apanaa mukha.Daa chuumuu.N
mujhe mohe aaj merii chhaayaa

bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho
meraa bachapan waapas aayaa
bala_iyaa luu.N mai.n baar\-baar ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere man me.n uThe uma.ng balam}%
\film{Maashuqa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor : K Vijay Kumar
% Transliterator : K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mere man me.n uThe uma.ng balam
ban ke mai.n
ban ke mai.n tara.ng samaa jaa_uu.N, samaa jaa_uu.N
tere dil me.n samaa jaa_uu.N

mere pyaare piyaa kyaa tum ne kiyaa
meraa pahalii nazar me.n dil chhiin liyaa
mai.n aaj jhuum jhuum jaa_uu.N, balam
ban ke mai.n
ban ke mai.n tara.ng samaa jaa_uu.N, samaa jaa_uu.N
tere dil me.n samaa jaa_uu.N
mere man me.n uThe \threedots

gaate hue saavan me.n rim jhim kii boliyaa.N
naino.n se bhar lo jii naino.n kii jholiyaa.N
aa jaa piyaa, aa jaa piyaa
aa jaa chhuu le mujhe
jo tuu chhuu le mujhe
mai.n terii ho jaa_uu.N balam
ban ke mai.n
ban ke mai.n tara.ng samaa jaa_uu.N, samaa jaa_uu.N
tere dil me.n samaa jaa_uu.N
mere man me.n uThe \threedots

u.D jaa_uu.N piyaa teraa le ke jiyaa
mai.n ne baadal ko aa.Nchal me.n baa.Ndh liyaa
mai.n aaj phuulii na samaa_uu.N
ban ke mai.n
ban ke mai.n tara.ng samaa jaa_uu.N, samaa jaa_uu.N
tere dil me.n samaa jaa_uu.N
mere man me.n uThe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o dil na lagaanaa ... jiine na degaa ye zamaanaa}%
\film{Maashooqaa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10505 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o dil na lagaanaa \-2
jiine na degaa ye zamaanaa
o dil na lagaanaa \threedots

kahataa rahaa dil sunate rahe ham daastaan\-e\-Gam
terii muhabbat me.n sahate rahe ham laakho.n sitam
ban gayaa ek fasaanaa
o dil na lagaanaa \threedots

uThatii javaanii me.n dil jo lagaa_e chain na paa_e
dil jaa ke pahaluu se vaapas na aa_e haay re haay
piichhe pa.De hai pachhataanaa
o dil na lagaanaa \threedots

mil na sake haay do dil bechaare qismat ke maare
yaad aa rahe hai.n jo din guzaare saath tumhaare
haay vo guzaraa zamaanaa
o dil na lagaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zamii.n bhii chup hai ... maasuum dil kii haa.N pe}%
\film{Maashooqaa}%
\year{1953}%
\starring{Suraiya, Mukesh, Kuldeep Kaur, Agha, Durga Khote}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10504 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

zamii.n bhii chup hai aasamaa.N bhii chup hai kisii kii duniyaa uja.D rahii hai
bataa ai maalik ye kaisii qismat jo banate\-banate biga.D rahii hai

maasuum dil kii haa.N pe naa kah diyaa kisii ne
aur bas isii bahaane Gam de diyaa kisii ne

baad\-e\-sabaa jo aa_ii aur phuul muskaraa_e \-2
sahalaa ke zaKm mere bahalaa diyaa kisii ne
aur bas isii bahaane \threedots

maaluum kyaa thaa hamako hai ra.nj\-o\-Gam kii duniyaa \-2
sau\-sau sitam uThaa_e do din kii zindagii me.n
aur bas isii bahaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
