% ISB File: Madhumati_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa re paradesii, mai.n to kab se kha.Dii is paar}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, PRan}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU)
%          Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aa jaa re .a.a.a paradesii
mai.n to kab se kha.Dii is paar
ye a.Nkhiyaa.N, thak ga_ii pa.nth nihaar
aa jaa re, paradesii

(tum sa.ng janam janam ke phere 
bhuul gaye kyuu.N saajan mere     )  \- 2
ta.Dapat huu.N mai.n saa.njh savere, o \threedots
aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots

(mai.n nadiyaa phir bhii mai.n pyaasii
bhed ye gaharaa baat zaraa sii   ) \- 2
bin tere har raat udaasii, o \threedots
aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots

mai.n diye kii aisii baatii
jal na sakii jo bujh bhii na paatii
aa mil mere jiivan saathii, o \threedots
aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai aa bhii jaa}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vijayanti Mala}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

% BTW, this is one of the duets in which the second singer joins after
% the mukhda *and* the first stanza. There are several such duets.
% One that immediately comes to mind is the wonderful song
% "Samay tu dheere dheere chal...." in which KK joins in only
% after 2 stanzas are sung by Asha.

mu: dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai aa bhI jaa  
	tU hamase aa.Nkh nA churaa, tujhe kasam hai aa bhI jaa  (2) 

	(tU nahii.n to ye bahaar kyA bahaar hai  
	gul nahii.n khile to terA intazaar hai ) \- 2
	ke terA intazaar hai \- 2
	dil ta.Dap ta.Dap \threedots

la:  aa aa 
	dil dha.Dak dha.Dak ke de rahaa hai ye sadA 
	tumhaarii ho chukii.n huu.N mai.n 
	tumhaare sAth huu.N sadA 

	(tumase merI zindagii kA ye shrR^i.ngaar hai  
	jii rahii huu.N mai.n ke mujhako tumase pyaar hai ) \- 2 
	ke mujhako tumase pyaar hai \- 2

mu: dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai \threedots

	(muskuraate pyaar kA asar hai har kahii.n  
	dil kahaa.N hai ham kidhar hai.n kuchh khabar nahii.n ) \- 2
	kidhar hai kuchh khabar nahii.n \- 2

	dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gha.Dii gha.Dii meraa dil dha.Dake}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Dilip Kumar, Pran, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

gha.Dii gha.Dii meraa dil dha.Dake
haay dha.Dake kyo.n dha.Dake
aaj milan kii belaa me.n
sar se chunariyaa kyo.n sarake?
gha.Dii gha.Dii meraa dil dha.Dake

saare umar ke badale mai.n ne
maa.Ngii thii ye shaam re
aaj yahii.n rah jaa_uu.Ngii mai.n
unakii baahe.n thaam ke
pyaar milaa aa.Nchal bhar ke
haay dha.Dake kyo.n dha.Dake
aaj milan kii belaa me.n
sar se chunariyaa kyo.n sarake?
gha.Dii gha.Dii meraa dil dha.Dake

aaj papiihe tuu chup rahanaa
mai.n bhii huu.N chup chaap re
man kii baat samajh le.nge
saa.Nvariyaa apane aap re
dekh zaraa dhiiraj dhar ke
haay dha.Dake kyo.n dha.Dake
aaj milan kii belaa me.n
sar se chunariyaa kyo.n sarake?
gha.Dii gha.Dii meraa dil dha.Dake

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ja.ngal me.n mor naachaa kisii ne na dekhaa}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Johny Walker, Pran, Jayant}%
\singer{Rafi}%
\music{Salil Chaudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10343 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ja.ngal me.n mor naachaa kisii ne na dekhaa
ham jo tho.Dii sii pii ke zaraa jhuume.n haay re sabane dekhaa
ja.ngal me.n mor naachaa \threedots

gorii kii gol\-gol a.Nkhiyaa.N sharaabii
kar chukii hai.n kaise\-kaiso.n kii Karaabii
inakaa ye zor zulm kisii ne naa dekhaa
ham jo tho.Dii sii \threedots

kisii ko hare\-hare noT kaa nashaa hai
kisii ko suuT buuT koT kaa nashaa hai
yaaro.n hame.n to nau Taa.Nk kaa nashaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{julmii sa.ng aa.Nkh la.Dii}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Dilip Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu)
% Credits: Vandana (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii, zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re
sakhii mai.n kaa se kahuu.N, rii sakhii kaa se kahuu.N
jaane kaise ye baat ba.Dhii, 
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re \threedots

vo chhup chhupake bansarii bajaaye, 
vo chhup chhupake bansarii bajaaye re
vo chhup chhupake bansarii bajaaye, 
sunaaye mujhe mastii me.n Duubaa huaa raag re
mohe taaro.n kii chhaa.Nv me.n bulaaye, 
churaaye merii ni.ndiyaa, mai.n rah jaauu.N jaag re,
lage din chhoTaa, raat ba.Dii,
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re \threedots

baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye, 
baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye re,
baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye, 
hamaaraa jiyaa ta.Dape kisiike liye shaam se,
meraa paagalapanaa to koii dekho, 
pukaaruu.N mai.n cha.ndaa ko saajan ke naam se,  
phirii man pe jaaduu kii chha.Dii,
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o bichhu_aa ... dayyaa re dayyaa re cha.Dh gayo paapii bichhu_aa}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Johny Walker, Pran, Jayant}%
\singer{Lata, Manna Day}%
\music{Salil Chaudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10342 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	o bichhu_aa
	haay re
	piipal chhai.nyaa
	baiThii pal bhar
	ho
	dhar ke gagariyaa
	haay re
ko \:	haay re \-3

la \:	hoy oy oy oy oy
	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
la \:	o haay\-haay re mar ga_ii
	ko_ii utaaro bichhu_aa
ko \:	o haay\-haay re mar ga_ii
	ko_ii utaaro bichhu_aa
la \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa

ko \:	kaiso re paapii bichhu_aa bichhu_aa \-2
la \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa

ma \:	ho
	ho o
	mantar pheruu.N huu.N
	komal kaayaa o
	chho.D ke jaa re
	chhuu
ko \:	jaa re \-3

la \:	hoy oy oy oy oy
	o aur bhii cha.Dh gayo
	naa gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o aur bhii cha.Dh gayo
	naa gayo paapii bichhu_aa
la \:	kaisii aag lagaa gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o kaisii aag lagaa gayo paapii bichhu_aa
la \:	saare badan pe chhaa gayo paapii bichhu_aa
ko \:	saare badan pe chhaa gayo paapii bichhu_aa

ko \:	kaiso re paapii bichhu_aa bichhu_aa \-2
la \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa

la \:	o
	haay re	
	mantar jhuuThaa
	ha baid bhii jhuuThaa
	ho
	piyaa ghar aa re
	aa re
ko \:	aa re \-3

la \:	oy oy oy oy
	dekho re dekho re
	dekho utar gayo bichhu_aa
ko \:	o dekho re dekho re
	dekho utar gayo bichhu_aa
ma \:	he TuuT ke rah gayo
	Dank utar gayo bichhu_aa
ko \:	o TuuT ke rah gayo
	Dank utar gayo bichhu_aa
la \:	sai.nyaa ko dekh ke
	jaane kidhar gayo bichhu_aa
ko \:	o sai.nyaa ko dekh ke
	jaane kidhar gayo bichhu_aa

ko \:	kaiso re paapii bichhu_aa bichhu_aa \-2
la \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
ko \:	o daiyaa re daiyaa re
	cha.Dh gayo paapii bichhu_aa
la \:	o haay\-haay re mar ga_ii
	ko_ii utaaro bichhu_aa
ko \:	o haay\-haay re mar ga_ii
	ko_ii utaaro bichhu_aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suhaanaa safar aur ye mausam hasii.n}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vijayanthimala}%
\singer{Mukesh}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Umesh D Navsariwala (udnavs00@nx20.mik.uky.edu)
%          Kunal N Taravade (taravade@shark.ecn.purdue.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

suhaanaa safar aur ye mausam ha.nsii.n (2)
hame.n Dar hai ham kho na jaae.n kahii.n
suhaanaa safar \threedots

(ye kaun ha.Nsataa hai phuulo.n me.n chhuup kar 
bahaar bechain hai kisakii dhun par ) \- (2)
kahii.n gumagum, kahii.n rumajhum, ke jaise naache zamii.n
suhaanaa safar \threedots

(ye gorii nadiyo.n kaa chalanaa uchhalakar 
ke jaise alha.D chale pii se milakar ) \- (2)
pyaare pyaare ye nazaare nikhare hai.n har kahii.n
suhaanaa safar \threedots

ho ho ho \threedots
(vo aasamaa.N jhuk rahaa hai zamii.n par 
ye milan hamane dekhaa yahii.n par ) \- (2)
merii duniyaa, mere sapane, mile.nge shaayad yahii.n
suhaanaa safar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhaaraa dil mere dil ke ... ham haal\-e\-dil sunaaye.nge}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Dilip Kumar}%
\singer{Mubarak Begum, chorus}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tumhaaraa dil mere dil ke baraabar ho nahii.n sakataa
vo shiishaa ho nahii.n sakataa ye patthar ho nahii.n sakataa

ham haal-e-dil sunaaye.nge suniye ki na suniye \-2
sau baar muskuraaye.nge suniye ki na suniye
ham haal-e-dil sunaaye.nge \threedots

rahegaa ishq teraa Kaaq me.n milaa ke mujhe
hue hai.n ibtadaa-e-ra.nj ... i.ntahaa ke mujhe
ham haal-e-dil sunaaye.nge \threedots

ajab hai aah merii naam... hai meraa
tamaam shahar jalaa doge kyaa jalaa ke mujhe
ham haal-e-dil sunaaye.nge \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{TuuTe hue Kvaabo.n ne hamako ye sikhaayaa hai}%
\film{Madhumati}%
\year{1958}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

TuuTe hue Kvaabo.n ne, hamako ye sikhaayaa hai
dil ne, dil ne jise paayaa thaa, aa.Nkho.n ne ga.nvaayaa hai
TuuTe hue Kvaabo.n ne

ham Dhuu.NDhate hai.n unako, jo milake nahii.n milate
ruThe hai.n na jaane kyuu.N, (mehamaan mere dil ke \- 2)
kyaa apanii tamannaa thii, kyaa saamane aayaa hai
dil ne, dil ne \threedots
TuuTe hue \threedots

lauT aaI sadaa merii, Takaraa ke sitaaro.n se
uja.Dii huI duniyaa ke, (sunasaan kinaaro.n se \- 2)
par ab ye ta.Dapanaa bhii, kuchh kaam na aayaa hai
dil ne, dil ne \threedots
TuuTe hue \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
