% ISB File: Madmast_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kab biit gayii jiivan kii subah}%
\film{Madmast}%
\year{1953}%
\starring{Nirupa Roy, Shashikala, Sapru}%
\singer{Lata}%
\music{V Balsara}%
\lyrics{Madhuraj}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: 6 Apr 2001
% Comments: Latanjali series

\printtitle
#indian

kab biit gayii jiivan kii subah
ye jaan na mai.n to paa_ii re
bujh gaye diip aashaa_o.n ke
ye kaisii aa.Ndhii aa_ii re \-2
kab biit gayii

duniyaa ne meraa duniyaa me.n
sukh chain hai mujhase chhiin liyaa \-2
qisamat ne khushii kii kaliyo.n ko
hai man upavan se biin liyaa \-2
ab kisako pukaaruu.N sunataa nahii.n
dukhiyaa kii koii duhaa_ii re \-2
kab biit gayii

jab laakho.n the sunanevaale
tab kahane ko thii baat nahii.n \-2
ab laakho.n baate.n kahanii hai
aur sunanevaalaa saath nahii.n \-2
mai.n puuchhuu.N kise jaakar ke prabhu \-2
ye kisane aag lagaa_ii re \-2
kab biit gayii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sunaa_e.N haal\-e\-dil kyaa ham hamaaraa}%
\film{Madmast}%
\year{1953}%
\starring{Nirupa Roy, Shashikala, Sapru}%
\singer{Lata}%
\music{V Balsara}%
\lyrics{Madhuraj}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 2 Sep 2003
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

sunaa_e.N haal\-e\-dil kyaa ham hamaaraa
muqaddar ban gayaa dushaman hamaaraa

Kizaa.N banakar ujaa.Daa beraham ne
yah laharaataa hu_aa gulashan hamaaraa

giraakar aag baadal kii ghaTaa se
jalaataa hai yah dil saavan hamaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
