% ISB File: Mahaanandaa_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baawaraa kanhayyaa dekho mujhako pukaare}%
\film{Mahaanandaa}%
\year{1984}%
\starring{Moushumi Chatterjii, Farooque Sheikh}%
\singer{Lata}%
\music{Manas Mukherjee}%
\lyrics{}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 4 Oct 2004
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

baawaraa kanhaiyaa dekho 
mujhako pukaare aake dvaare
kaho ko_ii jaake sakhii 
puuraa nahii.n hu_aa ab meraa si.ngaar
sakhii, meraa si.ngaar

aa_e re, baa.Ndhii nahii.n kesh abhii
bikharaa hai bheSh abhii
bi.ndiyaa sajaa_ii nahii.n
maa.Ng nahii.n bharii
kaho ko_ii jaake sakhii \threedots

aa_e re bin kajaraa ke mere 
phiike hai.n nain abhii
ka.Nganaa pahane kahaa.N
paayal nahii.n baa.Ndhii
kaho ko_ii jaake sakhii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
