% ISB File: Mahaanataa_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{lo jii ... mai.n tumase pyaar karatii huu.N}%
\film{Mahaanataa}%
\year{1997}%
\starring{Jeetendra, Sanjay Dutt, Madhuri, Shakti, Paresh, Amrish, Satyen}%
\singer{Vinod Rathod, Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

lo jii lo jii lo lo jii suno jii sunaa 
mai.n tumase pyaar karatii huu.N
ik baar phir se kaho ki tum mujhase pyaar karatii ho
ik baar kyaa mai.n sau baar kahuu.Ngii
mai.n ye ikaraar karatii huu.N
haa.N mai.n tumase pyaar \threedots

tere sapano.n ke piichhe bhaag bhaag ke
lambii lambii raato.n me.n jaag jaag ke
teraa i.ntazaar karatii huu.N
haa.N mai.n tumase pyaar \threedots

dil ke aramaano.n kii baaraat rukii thii
kab se mere ho.nTho.n par ye baat rukii thii
aaj mai.n izahaar karataa huu.N
haa.N mai.n tumase pyaar karataa huu.N
mai.n ye ikaraar karataa huu.N
haa.N mai.n tumase pyaar \threedots

o baate.n bas aaj naa jyaadaa karo
pyaar karo pyaar kaa vaadaa karo
vaade mai.n hazaar karataa huu.N
lo jii suno mai.n tumase pyaar karataa huu.N
ik baar phir se kaho tum mujhase pyaar karate ho
ik baar kyaa mai.n sau baar kahuu.Ngaa
mai.n ye ikaraar karataa huu.N
mai.n ye ikaraar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Tapakaa re Tapakaa ik aur Tapakaa}%
\film{Mahaanataa}%
\year{1997}%
\starring{Jeetendra, Sanjay Dutt, Madhuri, Shakti, Paresh, Amrish, Satyen}%
\singer{Vinod Rathod}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

Tapakaa re Tapakaa ik aur Tapakaa
do me.n se ek gayaa ek kaa ye maTakaa tiisaraa hai Tapakaa
Dhi.ng Dhaatum DhiDhi.ng
Tapakaa re Tapakaa \threedots

ab teraa ##number## hai Dar naa jaanaa
marane se pahale tuu mar naa jaanaa
ho.nTho.n pe tere dam teraa aTakaa
do me.n se ek gayaa \threedots

chaar me.n se chaar ga_e pho.D do ye maTakaa
chauthaa hai Tapakaa pho.D do ye maTakaa
Tapakaa re Tapakaa \threedots

chaaro.n ne apane yaaro.n ko maaraa
yaaro.n ne milakar chaaro.n ko maaraa
baakii rahaa naa ko_ii bhii khaTakaa
chaar me.n se chaar ga_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
