% ISB File: Mahua_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dono.n ne kiyaa thaa pyaar magar}%
\film{Mahua}%
\year{1969}%
\starring{Shiv Kumar, Anjana, Faraah, Premnath}%
\singer{Rafi}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

dono.n ne kiyaa thaa pyaar magar
mujhe yaad rahaa tuu bhuul ga_ii
maine tere liye re jag chho.Daa
tu mujhako chho.D chalii

tuune mujhase kiyaa thaa kabhii vaadaa
merii taal pe tuu dau.Dii chalii aaegii
kaisaa ba.ndhan hai pyaar kaa ye ba.ndhan
ise chho.D ke tuu kabhii nahii.n jaaegii
kyaa yahii hai vafaa mujhe ye to bataa
merii mahuaa, vo tere vaade kyaa hue
kyaa yahii hai vafaa, mujhe ye to bataa, merii mahuaa
o merii jaanaa, dono ne kiyaa izahaar magar \threedots

aaj mai.n apane dil kii sadaa se
aasamaan ko hilaa ke rahuu.Ngaa
ai maut kii nii.nd sone vaalii
aaj tujhako jagaa ke rahuu.Ngaa
tuu na jaagii to aasamaan ko jagaa ke rahuu.Ngaa
tuu is jag me.n na aaii to is jag ko jalaa ke rahuu.Ngaa
tu hai meraa badan mai.n badan kaa ??? jalaa ke rahuu.Ngaa
o merii aatamaa ??? tujhe aatamaa se milaake rahuu.Ngaa
tuu hai merii dulhan aaj hogaa milan merii mahuaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab\-jab apanaa mel hu_aa to dil ye pukaaraa}%
\film{Mahua}%
\year{1969}%
\starring{Shiv Kumar, Anjana, Faraah, Premnath}%
\singer{Rafi, Sulakshana Pundit}%
\music{Sonik Omi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10385 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jab\-jab apanaa mel hu_aa to dil ye pukaaraa
janam\-janam tak TuuT sake naa kabhii saath hamaaraa
jab\-jab apanaa mel \threedots

tere Gam ko gale lagaa ke ho apanii Kushiyaa.N mai.n tujhape luTaa duu.N
gar tho.Daa saa tuu muskaraa de ho to viiraane me.n kaliyaa.N khilaa duu.N
ho sharamaataa hai kaliyo.n ko bhii ye bairii ruup tumhaaraa
jab\-jab apanaa mel \threedots

chhe.D ke apane pyaar kaa naGamaa ho tere dil me.n taraane jagaa duu.N
terii aa.Nkh ke aa.Nsuu le ke ho na_e chaa.Nd\-sitaare banaa duu.N
ho niil gagan par diip jale hai.n zaraa dekho nazaaraa
jab\-jab apanaa mel \threedots

laakh janam ke aramaano.n kaa ho ko_ii ra.ngii.n fasaanaa banaa duu.N
lekar aag tere gaalo.n kii ho gore\-gore ka.Nval mai.n khilaa duu.N
ho dil kahataa hai aaj milegaa nadiyaa se kinaaraa
jab\-jab apanaa mel \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n huu.N teraa giit gorii tuu hii merii taan hai}%
\film{Mahua}%
\year{1969}%
\starring{Shiv Kumar, Anjana, Faraah, Premnath}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Sonik Omi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10386 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	mai.n huu.N teraa giit gorii tuu hii merii taan hai
	tuu hii merii jaan hai par tho.Dii sii naadaan hai
aa \:	haay pahalaa hai pyaar daiyaa\-daiyaa
	haay re mohe Dar laage

ra \:	baar baar baar dekhuu.N tohe
	pii_uu.N mai.n terii aa.Nkho.n ke jaam se
aa \:	pyaar pyaar pyaar hu_aa mohe
	ga_ii re mai.n to duniyaa ke kaam se
ra \:	haay terii bholii\-bhaalii batiyo.n ne luuTaa
aa \:	terii so_ii\-so_ii a.Nkhiyaa.N pukaare.n piyaa
	inako jagaay de

ra \:	naach naach naach naagin merii
	sunaa de ko_ii sapano kaa raag re
aa \:	taan taan taan sun ke terii
	siine me.n lagii miiThii sii aag re
	ho re tere dil me.n chingaarii sii jalii hai
ra \:	haay rii gorii yahii dil kii lagii hai
	mai.n huu.N teraa giit \threedots

aa \:	haay pahalaa hai pyaar daiyaa\-daiyaa
	haay re mohe Dar laage
ra \:	kaahe rii tohe Dar laage

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajan tere pyaar me.n mai.n to hu_ii barabaad}%
\film{Mahua}%
\year{1969}%
\starring{Shiv Kumar, Anjana, Faraah, Premnath}%
\singer{Omi, Asha}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11517 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ko \:	aa aa aa
aa \:	sajan tere pyaar me.n mai.n to hu_ii barabaad
	rahe aabaad tuu Dholaa
ko \:	aa aa
aa \:	suno jo merii priit kii riit yahii hai fariyaad
	na karanaa yaad tuu Dholaa
ko \:	aa
aa \:	sajan tere pyaar \threedots
o \:	o o mahu_aa

aa \:	tujhe banaayaa baalamaa ye merii thii Kataa \-2
	teraa jiyaa kahii.n aur hai ye kisako thaa pataa
	merii aas kii pyaas jagaa ke
	mujhe pyaar kaa rog lagaa ke
	hu_aa re aabaad tuu Dholaa
	sajan tere pyaar \threedots
ko \:	aa
o \:	o mahu_aa

aa \:	terii Kushii me.n saajanaa ab merii hai Kushii \-2
	ro_e jo dil to kyaa hu_aa ho.nTho.n pe hai ha.Nsii
	jo ye aramaan sataa_e.N
	ham bhii de.n tujhe ye du_aa_e.N
	rahe ab shaad tuu Dholaa
	sajan tere pyaar \threedots
ko \:	aa
aa \:	suno jo merii priit \threedots 
ko \:	aa
aa \:	sajan tere pyaar \threedots
o \:	o mahu_aa
ko \:	aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
