% ISB File: MainPremKiDiwaniHoon_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa ii e aa aa o ... dil ne bahut rokaa ... terii zindagii me.n chalii aayii}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra, KK}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11693 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

chi \:	aa ii e aa aa o \-4
	dil ne bahut rokaa maine bahut Tokaa
ke \:	he he he he ai
chi \:	dil ne bahut rokaa maine bahut Tokaa
	pyaar naa maanaa meraa pyaar naa maanaa
	terii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii \-4
ke \:	aa ii e aa aa o
chi \:	aa ii e aa aa o
ke \:	aa ii e aa aa o
chi \:	aa ii e aa aa
ke \:	dil ko kyo.n rokaa Kud ko kyo.n Tokaa \-2
	pyaar naa maanaa teraa pyaar naa maanaa
	merii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii \-4
chi \:	chalii aayii chalii aayii chalii aayii
	aayii aayii aayii aayii chalii aayii chalii aayii
ke \:	chalii aayii chalii aayii chalii aayii
	aayii aayii aayii aayii chalii aayii chalii aayii
chi \:	aa ii e aa aa o
ke \:	aa ii e aa aa o

ko \:	ye ye ye ye ye ye ye

chi \:	aa ii e aa aa o
ke \:	aa ii e aa aa o
chi \:	( terii Kushii hai merii Kushii terii ha.Nsii hai merii
	jo terii pasand vo merii pasand ab ho gayii huu.N mai.n terii ) \-2
	dekhuu.N mai.n rastaa teraa hii rastaa aur ko_ii mujhe naa ja.Nchataa aa jaa naa jaa
chi \:	terii zindagii me.n
ki \:	merii\-merii zindagii me.n
chi \:	terii\-terii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii
	terii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii \-3
ke \:	aa ii e aa aa o
chi \:	aa ii e aa aa o

ke \:	aa ii e aa aa o
chi \:	aa ii e aa aa o
ke \:	( jo tuu soche vo mai.n sochuu.N aur nahii.n kuchh sochaa
	sapanaa jo teraa sapanaa hai meraa mai.n sach karane aa pahu.Nchaa ) \-2
	dekhuu.N mai.n rastaa teraa hii rastaa aur ko_ii mujhe naa ja.Nchataa aa jaa naa jaa
chi \:	terii zindagii me.n
ke \:	merii\-merii zindagii me.n

chi \:	dil ne bahut rokaa maine bahut Tokaa
ke \:	pyaar naa maanaa meraa pyaar naa maanaa
chi \:	( terii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii
ke \:	merii zindagii me.n chalii aayii chalii aayii ) \-2
chi \:	chalii aayii chalii aayii chalii aayii
	aayii aayii aayii aayii chalii aayii chalii aayii
ke \:	chalii aayii chalii aayii chalii aayii
	aayii aayii aayii aayii chalii aayii chalii aayii
	aa ii e aa aa o \-2
chi \:	aa ii e aa aa o
	aa ii e aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Traditional}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11697 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

ko \:	aa
	tum tum tum aa \-4
chi \:	bhaTake pa.nchhii
	bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
	ye jag teraa nahii.n Thikaanaa \-3
	naa naa naa
	bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
	ye jag teraa nahii.n Thikaanaa

	bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
	tere liye ye des paraayaa
ko \:	raa raa raa raa raa raa gaa maa dhaa ni saa
chi \:	bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
	tere liye ye des paraayaa
	ek din vaapas pa.Degaa jaanaa
	jaanaa jaanaa jaanaa jaanaa jaanaa
	bhuul se tuu yahaa.N pe aayaa
	ek din vaapas pa.Degaa jaanaa
	ye jag teraa nahii.n Thikaanaa
	naa naa naa
	bhaTake ho o bhaTake o bhaTake pa.nchhii
	bhaTake pa.nchhii bhuul naa jaanaa
	ye jag teraa nahii.n Thikaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dha.Dakan kii ravaanii le\-le ... sa.njanaa ##I love you##}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra, KK, Sunidhi Chauhan}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11694 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

su \:	dha.Dakan kii ravaanii le\-le
	chaahat kii nishaanii le\-le
	sa.njanaa chaahe tujhe
	jo bhii chaahe aa mujhase le\-le

chi \:( 	tuu ishq hai tujhe pyaar duu.N
	kyaa duu.N
	teraa pyaar huu.N tujhe pyaar duu.N
	kyaa duu.N
	mai.n bhii yahaa.N tuu bhii yahaa.N
	prem hii prem har suu
ke \:	sa.njanaa ##I love you.## \-2
	##oh yeah##
	sa.njanaa ##I love you## \-2
	##love you. love you.## ) \-2

chi \:	aa_o aaj baa.Nho.n me.n jhuule.n
ke \:	baa.Nho.n me.n jhuule.n
chi \:	aa_o saarii duniyaa ko bhuule.n
ke \:	duniyaa ko bhuule.n
chi \:	madahoshii chhaayii hai
	dekho naa le chalaa pal ye kahaa.N
ke \:	pal ye kahaa.N
chi \:	mai.n bhii yahaa.N tuu bhii yahaa.N
	prem hii prem har suu
ke \:	sa.njanaa ##I love you## \-2
	##oh yeah##
	sa.njanaa ##I love you## \-2
	##love you. love you.##

chi \:	phuulo.n kii tarah aaj mahake.n
ke \:	aa_o naa mahake.n
chi \:	diivaane ho kar bahake.n
ke \:	aa_o naa bahake.n
chi \:	ho mastii sii chhaayii hai kuchh le ke aayii hai pyaaraa\-pyaaraa
ke \:	pyaaraa samaa
chi \:	mai.n bhii yahaa.N tuu bhii yahaa.N
	prem hii prem har suu
ke \:	sa.njanaa ##I love you## \-2
	##oh yeah##
	sa.njanaa ##I love you## \-2
	##love you. love you.##

chi \:	aaj tumhe.n kuchh kah duu.N
ke \:	chupake se kah do
chi \:	aaj tumhe.n kuchh de duu.N
ke \:	chorii se de do
chi \:	lab ye ku.Nvaare hai.n ab ye tumhaare hai.n
	o merii jaa.N \-2
	mai.n bhii yahaa.N tuu bhii yahaa.N
	prem hii prem har suu
	sa.njanaa ##loves you## \-4
ke \:	sa.njanaa ##I love you## \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{husn kaa maaraa huu.N ... la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{KK}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11698 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

husn kaa maaraa huu.N dil se begaanaa huu.N
mastaanaa ajanabii tho.Daa saa diivaanaa huu.N
mahakii havaa_o.n ne mujhako bulaayaa hai
pariyo.n kii nagarii me.n paradesii aayaa hai

ko \:	taa tha_ii thik taa

la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se
ho.nTho.n pe dabii\-dabii ha.Nsii se
aayaa huu.N duur se karane mai.n dostii
haath milaa lo ajanabii se

ko \:	taa tha_ii thik taa

la.Dakaa ye kahataa hai \threedots ajanabii se

jaan lo maan lo cheharaa meraa pahachaan lo
la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se

ko \: taa naa naa 

aap kaa saath to suhaanaa hai
baato.n me.n miiThaa taraanaa hai

ko \:	taa tha_ii thik taa

aap kaa saath to suhaanaa hai
baato.n me.n miiThaa taraanaa hai
dil ke kone me.n biThaa lo jii
kitanaa akelaa diivaanaa hai
la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se
de do javaab mujhe jaldii se
aayaa huu.N duur se karane mai.n dostii
haath milaa lo ajanabii se
jaan lo maan lo cheharaa meraa pahachaan lo
la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se

ko \:	haiyaa hoy hoy hoshiraa
	ya_ii ya_ii aa.n aa.n
	ya_ii yaa yaa_ii yaa ya_ii yaaa

( kyo.n Daratii ho dil nahii.n to.Duu.Ngaa
mai.n teraa saath nahii.n chho.Duu.Ngaa ) \-2
mujhako kabhii aazamaa lo jii
tum se kabhii mu.Nh naa mo.Duu.Ngaa
la.Dakaa ye kahataa hai la.Dakii se
iThalaatii sharamaatii sharmiilii se
aayaa huu.N duur se karane mai.n dostii
haath milaa lo ajanabii se
jaan lo maan lo cheharaa meraa pahachaan lo

ko \:	laa laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jitanaa tuu sharamaa_e ... prem prem prem prem}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra, KK, Shaan}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11702 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-
% Note: This song was only on cd, not on cassette

\printtitle
#indian

jitanaa tuu sharamaa_e utanaa tuu ghabaraa_e
gumasum sii rahatii hai tujhe kyaa hotaa jaa_e
mujhe kyaa hu_aa hai kyaa ho gayaa hai
kuchh mil gayaa hai kuchh kho gayaa hai
ye kyo.n hotaa hai itanaa pataa hai
mai.n prem kii diivaanii huu.N
prem prem prem prem

prem kii galiyo.n me.n jaatii kyo.n hai
chupake se phir lauT aatii kyo.n hai
giit prem ke tum gaatii ho kyo.n
gaate\-gaate ruk jaatii ho kyo.n
kuchh usane kiyaa hai dil chhiin liyaa hai
ye kyo.n hu_aa hai itanaa pataa hai
mai.n prem kii diivaanii huu.N
prem prem prem prem

kho_ii\-kho_ii sii tum rahatii ho kyo.n
prem ko itanaa chaahatii ho kyo.n
tanhaa\-tanhaa tum rahatii ho kyo.n
dard prem kaa tum sahatii ho kyo.n
maine prem kiyaa hai dil use diyaa hai
mai.n kahuu.Ngii usako tuu meraa piyaa hai
ye kyo.n hu_aa hai itanaa pataa hai
mai.n prem kii diivaanii huu.N
prem prem prem prem

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o ajanabii mere ajanabii}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra, KK/ Chitra}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11696 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

% Part 1: Happy

chi \:	o ajanabii mere ajanabii \-2
ko \:		ye ye ye shaa laa laa
chi \:	o ajanabii mere ajanabii \-2
	( naa jaane aaye tum kahaa.N se
	itanaa pyaar laaye tum kahaa.N se ) \-2
	ye raat bhii hai sajii\-sajii
	o ajanabii mere ajanabii

ko \:	ho o ho ho o
chi \:	ho dilavaale dekho phir mile hai.n
ke \:	mile hai.n
chi \:	jaane kahaa.N ham chale hai.n
ke \:	chale hai.n
chi \:	nazaro.n se nazare.n milii hai.n
	ho.nTho.n se ho.nTh sile hai.n
	ho dilavaale dekho phir mile hai.n
	jaane kahaa.N ham chale hai.n
	nazaro.n se nazare.n milii hai.n
	ho.nTho.n se ho.nTh sile hai.n
ko \:		ye ye ye shaa laa laa
	ek aag sii hai dabii\-dabii
	o ajanabii mere ajanabii

ko \:	 ho o ho
ko \:		ye ye ye shaa laa laa
chi \:	pyaar kaa mausam aataa hai aataa hai ek baar
	dil diyaa jaataa hai ek baar ek baar
	javaa.N\-javaa.N dil kii dha.Dakan me.n ko_ii samaataa hai
	ko_ii samaataa hai ek baar ek baar
	o mujhe kyaa hu_aa mai.n u.Dane lagii
	o ajanabii mere ajanabii

ko \:	saa saa re saa gaa
ke \:	ajanabii teraa dil churaane aayaa hai
	ajanabii nii.nde.n u.Daane aayaa hai
	luuTane vaalaa chain kahaa.N paa_egaa
	luuTane vaalaa Kud luT ke jaa_egaa
	he jaa_egaa kahaa.N ji_egaa yahaa.N maregaa yahaa.N
	ye ajanabii teraa ajanabii teraa ajanabii

chi \:	naa jaane aaye tum kahaa.N se
	itanaa pyaar laaye tum kahaa.N se

% Part 2: Sad

ko \:	e e e e
	dhiin dhaan dhin
chi \:	o ajanabii mere ajanabii \-2
ko \:	e e e e
chi \:	o ajanabii mere ajanabii \-2
	naa jaane tum kahaa.N chale ga_e ho
	yaad mujhe tum kitanaa aa rahe ho
	suunii sii hai dil kii galii
	o ajanabii mere ajanabii

ko \:	saa saa saa gaa
	e e e e
	shaam dhiin dhin
chi \:	tere pyaar kii nishaaniyaa.N
	ban ga_ii.n kahaaniyaa.N
ko \: aa haa haa
chi \:	phir se mohabbat phir kaise mai.n pyaar karuu.N
	phir se vafaa kaa kaise mai.n ikaraar karuu.N
	tere pyaar me.n mai.n to Dhalii
	o ajanabii mere ajanabii

ko \:	laa laa laa laa laa laa laa
chi \:	kis se kahuu.N pareshaaniyaa.N
	dil pe kar jaa meharabaaniyaa.N
ko \:	ho ho o ho ho o
chi \:	pal jo biite to lambii judaa_ii hu_ii
	ik\-ik pal mai.n to paraa_ii hu_ii
	aakar mujhe le jaa abhii
	o ajanabii mere ajanabii \-2
ko \:	e e e
	tu naa
	dhuum dhuum dhuum dhuum taan
	o ajanabii mere ajanabii \-2
	aa aa aa
	aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paapaa kii parii huu.N mai.n}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Sunidhi Chauhan, Kareena Kapoor}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11700 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

##ladies and gentlemen##
##A son is a son till he gets himself a wife, but##
##a daughter is a daughter all her life.##

paapaa kii parii huu.N mai.n
o o o o o \-2
aa_ii mai.n aa_ii niile gagan se
laa_ii mai.n laa_ii taaro.n ko chun ke
mere liye jo banaa hai
sun le jahaa.N tuu chhupaa hai
paanaa mujhe mushqil hai
phuulo.n jaisaa meraa dil hai
aa kar dekh le
paapaa kii parii huu.N mai.n
ko \:	o o o o o \-2
	##he yeah yeah yeah## \-2

huu.N ##mummy## ke dil me.n ik baat aa_ii
jaldii se la.Dakii kii kar do sagaa_ii
la.Dake kaa pahale ##photo## dikhaayaa
phir mujhase puuchhaa pasand aayaa
maine kahaa naa re naa naa naa naa

la.Dakaa jo dekhane aayegaa mujhako
naa mai.n sharamaa_u.Ngii naa palake.n jhukaa_u.Ngii
naa muskuraa_u.Ngii naa mai.n rijhaa_u.Ngii
naa mai.n usako chalake dekhaa_u.Ngii
chaahe kahe vo mujhase vaah vaah vaah vaah
ko \:	o o o o o \-2

mere liye jo banaa hai \threedots aa kar dekh le
paapaa kii parii huu.N mai.n
ko \:	o o o o o \-2

	##It's our world. It's our life.## \-2

sab kii sunuu.Ngii dil kii karuu.Ngii
aise\-vaise ko mai.n naa chunuu.Ngii
maine ye kab se soch liyaa hai
parakhuu.Ngii usako phir haa.N karuu.Ngii
varanaa kahuu.Ngii usase jaa jaa jaa jaa

huu.N meraa jo hogaa kuchh aisaa hogaa
jo pyaar ban kar dil me.n rahegaa
##mummy## ko merii samajhegaa ##mummy##
paapaa ko mere paapaa kahegaa
phir mai.n kahuu.Ngii usase haa.N haa.N haa.N haa.N
ko \:	o o o o o \-2
mere liye jo banaa hai \threedots aa kar dekh le
paapaa kii parii huu.N mai.n
mai.n \-5

ko \:	o o o o o \-2
	##come on all girls here on stage please##
	##papa's darling daughters! join in##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{prem merii aa.Nkho.n me.n hai}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Chitra}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11695 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

ko \:	e e e

prem merii aa.Nkho.n me.n hai
prem merii saa.Nso.n me.n hai
prem mere ho.nTho.n pe hai
prem merii baato.n me.n hai
banii\-banii\-banii re banii prem diivaanii banii \-2
ab kyaa kare dil diivaanaa
haay ab kyaa kare dil diivaanaa
lagii\-lagii\-lagii re lagii prem kii dhun ye lagii \-2
ab kyaa kare dil diivaanaa
haay ab kyaa kare dil diivaanaa
prem merii aa.Nkho.n me.n hai
prem merii saa.Nso.n me.n hai

ko \:	sa sa sa sa sa
	la laa la la la
	ni ni ni ni ni ni
	la laa la la la

auro.n ke chehare me.n dekhuu.N cheharaa jisakaa jisakaa jisakaa
auro.n ke sa.ng jo.Datii huu.N mai.n naam usakaa
ho ho ho ho ho.nTho.n pe maine sajaayaa hai har giit jisakaa jisakaa jisakaa
ho nas\-nas me.n merii samaayaa hai pyaar usakaa
prem mere apano.n me.n hai
prem mere sapano.n me.n hai
prem merii palako.n me.n hai
prem merii alako.n me.n hai
sajii\-sajii\-sajii re sajii prem ke liye sajii \-2
ab kyaa kare dil diivaanaa
haay ab kyaa kare dil diivaanaa
prem mere ho.nTho.n pe hai
prem merii baato.n me.n hai

ko \:	daa aa aa aa e e e e e e 

kahanaa hai kahanaa hai kahanaa hai aaj tujhase tujhase tujhase
le jaa naa le jaa naa le jaa naa mujhako mujhase
o o o o baiThii huyii huu.N mai.n tere liye haay kab se kab se kab se
tujhase kahaa hai to kah duu.Ngii mai.n jaa ke sab se
prem merii dha.Dakan me.n hai
prem merii ta.Dapan me.n hai
prem mere man me.n hai
prem mere tan me.n hai
chalii\-chalii\-chalii re chalii prem se milane chalii \-2
ab kyaa kare dil diivaanaa
haay ab kyaa kare dil diivaanaa
banii\-banii banii re banii prem diivaanii banii
lagii\-lagii\-lagii re lagii prem kii dhun ye lagii
ab kyaa kare dil diivaanaa
haay ab kyaa kare dil diivaanaa
prem merii aa.Nkho.n me.n hai
prem merii saa.Nso.n me.n hai

ko \:	re e e e e he e e e e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qasam kii qasam hai qasam se}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Shaan, Chitra}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11699 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

chi \:	( qasam kii qasam hai qasam se
	hamako pyaar hai sirf tumase ) \-2
	ab ye pyaar naa hogaa phir hamase
ko \:	##yeah yeah yeah yeah##
chi \:	qasam kii qasam hai qasam se
	hamako pyaar hai sirf tumase

	log kahate hai.n paagal huu.N mai.n ye bhii naa jaanuu.N
	dil luTaayaa hai maine ab kisii kii naa maanuu.N
	chain dekar ke maine bechainiyaa.N ye lii hai.n
	nii.nde.n u.Daa ke ye maine tumase vafaa_e.n kii hai.n
	qasam kii qasam hai qasam se
	jii rahe hai.n ham tere dam se
	ab ye pyaar naa hogaa phir hamase
ko \:	##yeah yeah yeah yeah##
chi \:	qasam kii qasam hai qasam se
	hamako pyaar hai sirf tumase

shaa \:	kuchh ishaaro.n me.n tumane hamase jo ye kahaa hai
	ab yaqii.n aa rahaa hai tumako bhii kuchh hu_aa hai
	kyo.n tumako dekhate hai.n kyaa dil me.n sochate hai.n
	tuufaa.N jo uTh rahaa hai ham usako rokate hai.n
	qasam kii qasam hai qasam se
	ye milan hai sanam kaa sanam se
	ab ye pyaar naa hogaa phir hamase
ko \:	##yeah yeah yeah yeah##
chi \:	qasam
shaa \:	kii qasam
chi \:	haa.N qasam
shaa \:	ye qasam 
chi \:	dii qasam
shaa \:	lii qasam
chi \:	haa.N qasam
shaa \:	qasam
chi \:	qasam
shaa \:	qasam
do \:	qasam kii qasam hai qasam se
	hamako pyaar hai sirf tumase
	ab ye pyaar naa hogaa phir hamase
ko \:	##yeah yeah yeah yeah##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hii to mere paas hai ... ye chaahat hai aur mohabbbat hai}%
\film{Main Prem Ki Diwani Hoon}%
\year{2003}%
\starring{Hritik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor}%
\singer{Shaan}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11701 [V S Rawat]
% Producer: Rajshri Productions (P) Ltd., Kamal Kumar Barjatya, RajKumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya
% Director: Sooraj R Barjatya
% Audio: Saregama India Ltd.
% Cassette: NHF 810565 Digital, Cost: Rs 55/-, CD: CDF 112054 DDD, Cost: Rs 150/-

\printtitle
#indian

tuu hii to mere paas hai
phir ye kaisii pyaas hai
ye kaisaa ehasaas hai
ko_ii bataa de mujhe

aaj mai.n huu.N aur tum ho aur mohabbat hai
huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
aur mohabbbat hai \-2
huu.N mai.n bhii gum huu.N tum bhii gum ho haa.N ye chaahat hai
huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
haa.N ye chaahat hai
aur mohabbat hai

ye kaise mumakin hai tumako kisii ne ab tak pyaar naa kiyaa
ho ye kaise mumakin hai tumako kisii ne ab tak pyaar naa kiyaa
mai.n kaise ye maanuu.N tumako kisii ne ab tak dil naa diyaa
kaisii hai ye ulajhan
dil ye lagaa sochane
tez hai.n kyo.n dha.Dakane.n
ko_ii bataa de mujhe
aaj mai.n huu.N aur tum ho aur mohabbat hai
huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
aur mohabbbat hai \-2

jo tumase kahanaa thaa maine kahaa naa lab par baat hai rukii
ko \:	##yeah yeah yeah yeah yeah yeah##

ho jo tumase kahanaa thaa maine kahaa naa lab par baat hai rukii
lagataa hai ye aksar mere liye hii shaayad tuu hai banii
kaisaa aitabaar hai
kaisaa intazaar hai
kyo.n tumase itanaa pyaar hai
ko_ii bataa de mujhe
aaj mai.n huu.N aur tum ho aur mohabbat hai
huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
aur mohabbbat hai \-2
mai.n bhii gum huu.N tum bhii gum ho haa.N ye chaahat hai
huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
haa.N ye chaahat hai
aur mohabbat hai
ko \:	laa raa raa laa o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
