% ISB File: MainSuhaganHoon_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{sab javaa.N sab hasii.n ko_ii tumasaa nahii.n}%
\film{Main Suhagan Hoon}%
\year{1964}%
\starring{Mala Sinha, Ajeet, Nishi, Nazir Husain, Tiwari, Kewal Kumar, Mishra}%
\singer{Rafi}%
\music{Lachchhi Ram}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10282 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sab javaa.N sab hasii.n ko_ii tumasaa nahii.n \-2
ho ga_e jisake ham vo tumhii.n ho tumhii.n
sab javaa.N sab hasii.n \threedots

dekhaa jo tumhe.n mahasuus hu_aa pahachaan hai apanii muddat se
Kvaabo.n me.n basii thii jo suurat milatii hai tumhaarii muurat se \-2
sab javaa.N sab hasii.n \threedots

rastaa bhii mile ma.nzil bhii mile jab saath chale diivaane do
yaa haath paka.D lo ba.Dhake tumhii.n yaa mujhako qariib aa jaane do
ye sitam kab talaq tum kahii.n ham kahii.n
sab javaa.N sab hasii.n \threedots

kuchh jaan ke bhii dhokhaa khaayaa kuchh dekhe unake ishaare bhii
lo aas kii badalii me.n chamake ummiid ke chaa.Nd sitaare bhii
ho ga_ii aaj puurii dil kii kamii.n
sab javaa.N sab hasii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu shoK kalii mai.n mast pavan}%
\film{Main Suhagan Hoon}%
\year{1964}%
\starring{Mala Sinha, Ajeet, Nishi, Nazir Husain, Tiwari, Kewal Kumar, Mishra}%
\singer{Rafi, Asha/ Rafi}%
\music{Lachchhi Ram}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10281 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

% Part 1:

ra \:	tuu shoK kalii mai.n mast pavan tuu shamma\-e\-vafaa mai.n paravaanaa
	gulashan\-gulashan mahafil\-mahafil teraa meraa afasaanaa

aa \:	merii pahalii pyaas hai tuu aas hai tuu vishvaas hai tuu
	jabase dil ne dha.Dakanaa siikhaa tabase dil ke paas hai tuu
	tan bhii teraa man bhii teraa le le le le nazaraanaa
ra \:	tuu shoK kalii mai.n \threedots

	dil ko dil pahachaan gayaa pyaar kii baate.n maan gayaa
	niichii aa.Nkhe.n kyaa kahatii hai.n mai.n bin bole jaan gayaa
	Dhalake\-Dhalake mastii Dhalake chhalake\-chhalake paimaanaa
	tuu shoK kalii mai.n \threedots

aa \:	haradam aa.Nkhe.n chaar kare.n haradam sau ikaraar kare.n
	nafarat duniyaa se miT jaa_e ham tum aisaa pyaar kare.n
	( mahake.n machale.n ) \-2 haradam zulfe.n haradam lahake diivaanaa
ra \:	tuu shoK kalii mai.n \threedots

% Part 2:

ra \:	hu_e tum meharabaa.N phir dil ke taar tharraa_e
	mere ruuThe hu_e sab giit sab naGame.n palaT aa_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
