% ISB File: MaineDilTujhkoDiya_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aajaa ve saajan ... nain bichhaa_e terii raaho.n par}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan, Chorus}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aajaa ve saajan aajaa ve saajan
nain bichhaa_e terii raaho.n par
saathii sakhii sab raah take hai.n
Dhuu.nDh rahii hai tujhe sabakii nazar
aajaa ve saajan \threedots

taaro.n se terii maa.Ng sajegii
merii bahanaa dulhan banegii
mujhako pataa hai vo aa_egaa
terii Dolii le jaa_egaa
aajaa ve saajan \threedots

phiikaa na pa.D jaa_e meha.ndii kaa ra.ng
itanii kahii.n der ho jaa_e naa
jis pyaar pe hamako yakii.n hai
us pyaar kii haar ho jaa_e naa
aajaa ve saajan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bin tere kuchh nahii.n hai baa.Nho.n kaa sahaaraa de de}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kuchh bhii nahii.n kuchh nahii.n hai
bin tere kuchh nahii.n hai
baaho.n kaa sahaaraa de de
jiine kaa bahaanaa de de
tuu hii hai bas tuu hii hai
bin tere kuchh nahii.n \threedots

aa_e ye hii du_aa ho.nTho.n par
chaahuu.N tujhako hii umr bhar
jabase saath milaa hai teraa
puuraa khvaab hu_aa hai meraa
aramaa.N nahii.n ab ko_ii hai
bin tere kuchh nahii.n \threedots

mujhako chaahogii kyaa jiitejii
tujhako chaahe.nge ham marake bhii
itanaa chaahat pe hai yakii.n
jitanaa apane khudaa pe nahii.n
tuu hii merii ba.ndagii hai
bin tere kuchh nahii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil churaane lagii ... mai.nne dil tujhako de diyaa}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Paudwal}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil churaane lagii jab tumhaarii nazar
jaan jaane lagii ham hu_e bekhabar
aahe.n bharane lagaa jab ye dil saathiyaa
kuchh kaho to sanam kyaa kiyaa kyaa kiyaa
maine dil tujhako de diyaa
dil churaane lagii \threedots

vo ishaaraa teraa kitanaa maasuum thaa
jaa_egaa ab ye dil mujhako maaluum thaa
is umar ne hame.n yuu.N kiyaa bekaraar
dil ko rokaa magar naa rukaa hamase yaar
tumane milake sanam aisaa jaaduu kiyaa
jab ye jaaduu chalaa to sanam kyaa kiyaa
haa.N maine dil tujhako de diyaa
dil churaane lagii \threedots

ham jo kahate nahii.n tum vo samajhaa karo
aur kho jaa_e.N ham pyaar itanaa karo
tum ba.Dhaa_o zaraa pyaar se ye kadam
tumase kaise kahe.n kitanaa chaahe.nge ham
is mohabbat ne dono.n ko ta.Dapaa diyaa
aur ta.Dap ke sanam kyaa kiyaa kyaa kiyaa
maine dil tujhako de diyaa
dil churaane lagii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek diivaanaa hai ek diivaanii hai}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Dabbu Malik, Nayan, Pankaj, Jordy}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ek diivaanaa hai ek diivaanii hai
ye un dono.n kii prem kahaanii hai
dil me.n junuun kuchh itanaa jyaadaa hai
ik duuje ko bas paane kaa iraadaa hai
pyaar hotaa hai jise ko_ii roke naa use
zakhm diivaane ko itane mile hai.n saathii
ik saa.Ns zi.ndagii kii bhii naa rahii thii baakii
phir bhii dekho vo lauT ke aayaa hai
pyaar ne tere isako vaapas bulaayaa hai
khii.nch laayaa teraa pyaar
aayaa dekho apanaa yaar
vaadaa vo apanaa nibhaane mai.n aayaa huu.N
duniyaa ke saamane kahane ye aayaa huu.N
maine dil tujhako diyaa
haa.N tuune kah diyaa ab jiit jaa_uu.Ngaa
chaahe.n zamaane ko dushman banaa_uu.Ngaa
dushman zamaanaa hai par tujhako paanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hai ye dostii yaaro zi.ndagii ... shaana naa naa naa}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Abhijit, Alka Yagnik, Jordy, Ayub, Shrijiit, Dabbu Malik}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Salim Bijanauri}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

hai ye dostii yaaro.n zi.ndagii
isakaa ek pal jaise ik sadii
pyaar me.n jiyo itanaa jaan lo
dil ne jo kahaa usako maan lo
le lo mazaa zi.ndagii kaa hai har pal suhaanaa
shaana naa naa naa shaana naa naa naa

apane yaaro.n me.n ek yaar hai
aaj jo bahut bekaraar hai
isakaa aaj dil chaal chal gayaa
kyaa hu_aa ise ye badal gayaa
ye ho gayaa hai kisii kaa ise jaane do naa
shaana naa naa naa \threedots

bas me.n nahii.n dil aaj raat
aa.Nkho.n me.n hai ho.nTho.n kii baat
kaise hu_aa ye kyaa hu_aa
sab kuchh hai kyuu.N badalaa hu_aa
shaana naa naa naa \threedots

chup ham rahe.n to kaise rahe.n
kuchh ham kahe.n to kaise kahe.n
kaabuu nahii.n khud pe rahaa
jaanuu.n na mai.n isakii vajah
jo bhii hotaa hai aaj hone do
apane pyaar me.n dil ko khone do
bolo bolo naa kuchh to bolo naa
raaz dil ke tum aaj kholo naa
kah do ke dil ho gayaa hai tumhaaraa diivaanaa
shaana naa naa naa \threedots

aisaa asar dil pe hu_aa
jo baat mai.n kah naa sakaa
kahanaa hai ab mujhako vahii
kahanaa hai vo tumako bhii
hamako khabar ho naa sakii
diivaanagii ba.Dhatii rahii
karataa rahaa jaaduu asar
aur ham rahe bekhabar
aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n baat ho ga_ii
baato.n baato.n me.n baat ban ga_ii
pyaar me.n jiyo itanaa jaan lo
dil ne jo kahaa usako maan lo
ham sab ne mil ke kahaa jo vo tum bhii kaho naa
shaana naa naa naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kal tak mujhe thii naa Kabar ... mai.nne dil tujhako diyaa}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kal tak mujhe thii naa khabar kis chiiz ko kahate hai.n pyaar
terii khushii kii khaatir ab khud ko badal duu.Ngaa mai.n yaar
maine dil tujhako diyaa isake sivaa kuchh naa kiyaa
chaahe.n sab hii khudaa mujhako mile pyaar teraa
maine dil tujhako diyaa \threedots

mujhase khataa ho to ga_ii ab kyaa karuu.N ye to bataa
tumane sanam jo hai kiyaa milanii to hai usakii sazaa
sochaa nahii.n samajhaa nahii.n chaahaa nahii.n par ho gayaa
socho zaraa samajho zaraa achchhaa nahii.n jo hai kiyaa
maine dil tujhako diyaa \threedots

jab tuu chale duniyaa chale jab tuu ruke duniyaa ruuke
badale nazar mujhase jo tuu dha.Dakan merii rukane lage
kyaa mai.n kahuu.N kaisaa hai tuu bas pyaar kaa cheharaa hai tuu
mushkil to hai kahanaa magar kahatii huu.N mai.n meraa hai tuu
maine dil tujhako diyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere yaar kaa ruup salonaa lage sonaa sonaa}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Gufi Paintal}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##yo, shake, shake, shake, yo, come on guys.##
##Let's shake it high, let's shake it low.##
##Keep the worries out, let's freak it out##
##set the stage on fire. let's spirits high##
##let the beat get you on the dance floor##
##let the rhythm flow, let the rhythm flow##
##let your mind blow, come on. hit it##

##Shake your body. shake, shake, shake##
##Shake your body. shake, shake##
##move it to the rhythm. shake your body##
##shake it now##

mere yaar kaa ruup salonaa lage sonaa sonaa
o rabbaa merii khair karii.n
o mere yaar kaa ruup \threedots

jab vo ruuThe to aur lage pyaarii
usakii har adaa pe mai.n jaa_uu.N vaarii
apanii aa.Nkho.n se bijalii giraanaa
meraa mar jaanaa
o rabbaa merii khair karii.n
o mere yaar kaa ruup \threedots

usane aisaa kiyaa ko_ii jaaduu
meraa khud pe rahaa na kaabuu
ruuThanaa meraa usakaa manaanaa
meraa maan jaanaa
o rabbaa merii khair karii.n
o mere yaar kaa ruup \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tho.Daa saa pyaar hu_aa hai tho.Daa hai baakii}%
\film{Maine Dil Tujhko Diya}%
\year{2002}%
\starring{Sanjay Dutt, Sohail Khan, Samira Reddy}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik/ Sonu Nigam}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Faiz Anwar, Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

tho.Daa saa pyaar hu_aa hai tho.Daa hai baakii
ham to dil de hii chuke bas terii haa.N hai baakii

kaun saa mo.D aayaa zi.ndagii ke safar me.n
bas gayaa tuu hii tuu ab to merii nazar me.n
dil kii har ek dha.Dakan tujhako pahachaanatii hai
merii chaahat hai ab kyaa tuu nahii.n jaanatii hai
mai.n tujhe jaan ga_ii o tujhako pahachaan ga_ii
phir bhii terii haa.N hai baakii
tho.Daa saa pyaar \threedots

aaj ye kyaa hu_aa hai dil nahii.n meraa bas me.n
isali_e sochatii huu.N to.D duu.N saarii rasme.n
umr bhar ke li_e tuu aa meraa saath de de
teraa ho jaa_uu.ngaa mai.n haatho.n me.n haath de de
haatho.n me.n haath sahii o tuu mere saath sahii
phir bhii terii haa.N hai baakii
tho.Daa saa pyaar \threedots

%Part 2:

tho.Daa saa pyaar hu_aa hai tho.Daa hai baakii
ham to chaahe.nge tujhe jab talak jaa.n hai baakii

pyaar hamane kiyaa hai pyaar tumane kiyaa hai
yaar phir imtehaa.n kyuu.N zamaane ne liyaa hai
saath ham de.nge teraa tujhase vaadaa hai saathii
dard jitanaa milegaa pyaar utanaa ba.Dhegaa
apanii chaahat ke aage ye zamaanaa jhukegaa
dil se dil mil hii ga_e apanaa milanaa hai baakii
tho.Daa saa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
