% ISB File: MainePyaarKiyaa_1989.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa shaam hone aa_ii}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree}%
\singer{S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aajaa shaam hone aa_ii
mausam ne lii a.nga.Daa_ii
to kis baat kii hai la.Daa_ii
tuu chal mai.n aa_ii

bajaa kyaa hai dekho zaraa tum gha.Dii
guzar jaaye na prem kii ye gha.Dii
aatii huu.N tho.Daa saa dhiiraj dharo
lagaa duu.Ngii mai.n prem kii phir jha.Dii
utanii hii hai duur tuu, jitanii qariib hai
tere mere pyaar kaa kissaa ajiib hai
dhat.h tere kii!
ab to jaan pe ban aa_ii
ye hai pyaar kii gaharaa_ii
to kis baat kii hai la.Daa_ii
tuu chal, mai.n aa_ii   \threedots

bahut ho chukii hai terii dillagii
chale aa_o ab shaam Dhalane lagii
mere dil me.n kitanii uma.nge.n bharii
tumhe.n mai.n bataatii huu.N aakar abhii
meraa jaadu chal gayaa, teraa cheharaa khil gayaa
piichhe piichhe mai.n chalii, aage aage tuu chalaa
dhat.h tere kii!
to kar do sab ko ab ##Goodbye##
mai.n ne pyaar kiyaa mai.n aa_ii
to kis baat kii hai la.Daa_ii
tuu chal, mai.n aa_ii   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aate jaate ha.Nsate gaate}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aate jaate, ha.Nsate gaate
sochaa thaa mai.n ne man me.n ka_ii baar
vo pahalii nazar, halakaa saa asar
karataa hai kyo.n dil ko beqaraar
ruk ke chalanaa, chal ke rukanaa
naa jaane tumhe.n hai kis kaa i.ntazaar

teraa vo yakii.n, kahii.n mai.n to nahii.n
lagataa hai yahii kyo.n mujhako baar baar
yahii sach hai, shaayad mai.n ne pyaar kiyaa

aate jaate, ha.Nsate gaate
sochaa thaa mai.n ne man me.n ka_ii baar
ho.nTho.n kii kalii kuchh aur khilii
ye dil pe huaa hai kisakaa iKtiyaar
tum kaun ho, batalaa to do
kyo.n karane lagii mai.n tumape aitabaar

khaamosh rahuu.N ya mai.n kah duu.N
yaa kar luu.N mai.n chupake se ye sviikaar
yahii sach hai, shaayad mai.n ne pyaar kiyaa

haa.N haa.N, tumase, mai.n ne pyaar kiyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil de ke dard\-e\-muhabbat liyaa hai ... mai.nne pyaar kiyaa}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree}%
\singer{S P Balasubramaniam, Lata}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil de ke dard\-e\-muhabbat liyaa hai
soch samajh ke ye saudaa kiyaa hai
mai.n ne pyaar kiyaa, pyaar kiyaa, pyaar kiyaa hai
mai.n ne   \threedots

pahale pahal jab use mai.n ne dekhaa
vo ban ga_ii merii qisamat kii rekhaa
khabar kyaa thii ye baat itanii ba.Dhegii
muhabbat me.n mehanat bhii karanii pa.Degii
dilavaale mehanat se Darate nahii.n hai.n
Darate hai.n vo pyaar karate nahii.n hai.n
mai.n ne pyaar kiyaa, pyaar kiyaa   \threedots

duniyaa kii daulat Thukaraa chukaa huu.N
zulfo.n kii chha.Nv me.n aakar rukaa huu.N
ye chha.Nv merii hai merii rahegii
jo mai.n kahuu.Ngaa vo duniyaa kahegii
ye chaa.Nd suuraj bhii chho.De.n chamakanaa
mushakil hai meraa iraade badalanaa
mai.n ne pyaar kiyaa, pyaar kiyaa   \threedots

mai.n terii, dil teraa, ye jaan terii
terii muhabbat hai pahachaan merii
mai.n aaj kahatii huu.N ye sab ke aage
ik din mai.n kah duu.Ngii mai.n rab ke aage
tujhako hii biga.Dii banaa pa.Degaa
bichhu.De hue dil milaanaa pa.Degaa
mai.n ne pyaar kiyaa, pyaar kiyaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil divaanaa bin sajanaa ke maane naa}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree}%
\singer{S P Balasubramaniam / Lata}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Tabassum Hijazi

\printtitle
#indian

dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA \- 2
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2
dhak dhak bole it ut Dole bin rainaa 
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2

dard\-e\-judaa_ii kyA hotA hai tum jaano mai.n jaanuu.n 
o ho  
dard\-e\-judaa_ii kyA hotA hai tum jaano mai.n jaanuu.n 
pyaar bulaaye duniyaa roke kisakaa kahanaa maanuu.n 
tumase mile bin dil ko kuchh bhI sujhe naa
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2

ban ke lahuu nas nas me.n muhabbat dau.De aur pukaare 
o ho o
ban ke lahuu nas nas me.n muhabbat dau.De aur pukaare 
pyaar me.n sab kuchh haar diyaa par himmat kaise haare 
kaha do duniyA dil kA rastaa roke nA 
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA (2) 

o ho o \threedots

dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA 
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2

% Lata's version

dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan se
gagan me.n

duniyaa maa.Nge apanii muraade.n mai.n to maa.Nguu.N saajan
o ho ho, o ho
duniyaa maa.Nge apanii muraade.n mai.n to maa.Nguu.N saajan
rahe salaamat meraa sajanaa aur asajanaa kaa aa.Ngan
is ke sivaa dil rab se kuchh bhii na chaahe naa
ye pagalaa hai \threedots
o ho o \threedots

dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan pe
o ho ho, o ho
dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan pe
yaa mai.n u.D jaa_uu.N tum ko liye gagan pe
aur bhii kuchh hai.n dil ke iraade kyaa kahanaa
ye pagalaa hai \threedots

dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA 
ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabuutar jaa, jaa, jaa}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Bhagyashree, Salman Khan}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kabuutar jaa, jaa, jaa kabuutar jaa jaa jaa
pahale pyaar kii pahalii chiTThii saajan ko de aa
kabuutar jaa, jaa, jaa   \threedots

unase kahanaa, jab se gaye tum, mai.n to adhuurii lagatii huu.N
in ho.nTho.n pe chup sii lagii na rotii na ha.Nsatii huu.N
bhuul huii jo unhe.n sataayaa, kaisaa paap kiyaa
kabuutar jaa, jaa, jaa   \threedots

man hii man me.n unako apanaa sab kuchh maan chukii huu.N mai.n
vo kyaa hai.n, mai.n kaun huu.n unakii, ab ye jaan chukii huu.N mai.n
unako apane saath  hii laanaa, dil hii nahii.n lagataa
kabuutar jaa, jaa, jaa   \threedots

yahaa.N kaa mausam ba.Daa hasii.n hai, phir bhii pyaar udaas hai
unase kahanaa, duur sahii mai.n dil to unhii.n ke paas hai
tuu ye sa.ndeshaa unakoo sunaanaa, mai.n piichhe aayaa
kabuutar jaa, jaa, jaa   \threedots

jahaa.N bhii dekhuu.N tum hii tum ho, aur nazar na kuchh aaye
dil ye chaahe is aalam me.n kaash zamaanaa ruk jaaye
aaj se pahale kabhii nahii.n thii itanii hasii.n duniyaa
kabuutar jaa, jaa, jaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahe tose sajanaa ye toharii sajaniyaa}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Bhagyashree, Salman Khan}%
\singer{Sharda Sinha}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kahe tose sajanaa, ye toharii sajaniyaa
pag pag liye jaa_uu.N, toharii bala_iyaa.N
magan apanii dhun me.n, rahe moraa sai.nyaa
pag pag liye jaa_uu.N, toharii bala_iyaa.N

badariyaa sii barasuu.N, ghaTaa ban ke chhaa_uu.N
jiyaa to ye chaahe, tohe a.ng lagaa_uu.N
laaj nigo.Dii morii, roke hai pai.nyaa
pag pag liye jaa_uu.N, toharii bala_iyaa.N

mai.n jag kii ko_ii, riit na jaanuu.N
maa.Ng kaa tohe, si.nduur maanuu.N
tuu hii chuu.Dhiyaa.N morii, tuu hii kala_iyaa.N
pag pag liye jaa_uu.N, toharii bala_iyaa.N

mohe laage pyaare, sabhii ra.ng tihaare
duHkh\-sukh me.n har pal, rahuu.N sa.ng tihaare
daradavaa ko baa.NTe, umar laraka_iyaa.N
pag pag liye jaa_uu.N, toharii bala_iyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere ra.ng me.n ra.ngane vaalii}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree}%
\singer{S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mere ra.ng me.n ra.ngane vaalii
parii ho yaa ho pariyo.n kii raanii
yaa ho merii prem kahaanii
mere savaalo.n kaa javaab do, do na

bolo na kyo.n ye chaa.Nd sitaare
takate hai.n yuu.N mukha.De ko tumhaare
chhuuke badan ko havaa kyo.n mahakii
raat bhii hai kyo.n bahakii bahakii
mere savaalo.n kaa javaab do   \threedots

kyo.n ho tum sharamaa_ii huii sii
lagatii ho kuchh ghabaraa_ii huii sii
Dhalakaa huaa saa aa.Nchal kyo.n hai
ye mere dil me.n halachal kyo.n hai
mere savaalo.n kaa javaab do   \threedots

dono taraf benaam sii ulajhan
jaise mile ho dulhaa\-dulhan
dono kii aisii haalat kyo.n hai
aakhir itanii muhabbat kyo.n hai
mere savaalo.n kaa, javaab do   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum la.Dakii ho, mai.n la.Dakaa huu.N}%
\film{Maine Pyar Kiya}%
\year{1989}%
\starring{Salman Khan, Bhagyashree, Laxmikant Berde}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam, Usha, Shailendra Singh}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Asad Bhopali}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tum la.Dakii ho, mai.n la.Dakaa huu.N
tum aa_ii to, sach kahataa huu.N
aayaa mausam, dostii kaa
mai.n la.Dakii huu.N, tum la.Dake ho
yuu.N lagataa hai, jab milate ho
aayaa mausam dostii kaa   \threedots

jaane kyo.n lagataa hai merii tumhaarii pahale se pahachaan hai
tum maan itanaa jo de rahe ho mujhape ye ehasaan hai
ehasaano.n kii baate.n chho.Do, aao hamase naataa jo.Do
aayaa mausam dostii kaa   \threedots

mai.n kaa jaanuu kaa chiiz hove hai pyaar
karajavaa pe laagii najar kii kaTaar
arii diivaanii, na kar naadaanii
terii baate.n hai.n ba.Dii tuufaanii
nahii.n ye mausam dillagii kaa
nahii.n ye mausam Kudkushii kaa
aayaa mausam dostii kaa   \threedots

rishtaa nahii.n hai, dono ko phir bhii baa.Ndhe koii Dor hai
is dostii ko kyaa naam de ham, ye baat kuchh aur hai
diivaanaapan kah sakate ho, dil kii dha.Dakan kah sakate ho
ki aayaa mausam dostii kaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
