% ISB File: MarteDamTak_1987.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chho.De.nge na ham teraa saath o saathii marate dam tak}%
\film{Marte Dam Tak}%
\year{1987}%
\starring{Rajkumar, Govinda, Farha, Naaz, Shakti Kapoor, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chho.De.nge na ham teraa saath o saathii marate dam tak
marate dam tak nahii.n agale janam tak
agale janam nahii.n saat janam tak
saat janam nahii.n janam janam tak
chho.De.nge na ham \threedots

terii hii tasviir sajii hai dil ke aa_iine me.n
tujhase mohabbat kar ke lajjat paa hii ga_e jiine me.n
detaa hai khushiyaa.n ab teraa Gam tak
pa.Dane na de.nge Gam ke kadam tak
kadam rakhe.nge sa.ng janam janam tak
chho.De.nge na ham \threedots

ko_ii Dhuu.nDhe apane ko ko_ii apane sanam ko
apanaa Kudaa bhii apanaa sanam bhii mil gayaa tujhase hamako
kar li_e vaade khaa_ii kasam tak
khaa_ii kasam dil ke sa.ngam tak
sa.ngam hogaa janam janam tak
chho.De.nge na ham \threedots

mausam aate jaate rahe.nge saavan phaagun laate rahe.nge
pyaar bhare dil pyaar ke naGame.n
is mausam se us mausam tak
is aalam se us aalam tak
duur na ho.nge janam janam tak
chho.De.nge na ham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab jab pyaar sadaa_e.n degaa}%
\film{Marte Dam Tak}%
\year{1987}%
\starring{Rajkumar, Govinda, Farha, Naaz, Shakti Kapoor, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jab jab pyaar sadaa_e.n degaa tumako diivaanaa banaa ke
tab tab tumako aanaa hii hogaa miit mere man ke miit mere man ke

aramaano.n kii dharatii pe mandir sapano.n kaa banaa
tum muurat ban jaa_o to puuraa ho sapanaa
pyaar puujaa bane tum raho saamane
saath ham tum rahe.n jism\-o\-jaa.n ban ke
jab jab pyaar \threedots

nafarat kaa tuufaa.n ko_ii ye sa.nsaar uThaa_e naa
rasmo.n kii diivaare.n kahii.n raah me.n aa_e.n naa
pyaar jab ho javaa.n jal uThaa hai jahaa.n
saath hai.n Dolate diye me.n ulajhan ke
o jab jab pyaar \threedots

tuufaano.n ke Dar se ham yuu.n majabuur nahii.n ho.nge
miT jaa_e.nge pyaar se duur nahii.n ho.nge
ye hai vaadaa sanam ha.Ns ke jhele.nge ham
vo khushii ho yaa Gam saare jiivan ke
jab jab pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
