% ISB File: Mastaanaa_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{duniyaa ke saare Gamo.n se begaanaa ho mai.n huu.N mastaanaa}%
\film{Mastaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}%
\singer{Rafi}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10580 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

duniyaa ke saare Gamo.n se begaanaa
ho mai.n huu.N mastaanaa \-2

jiitaa huu.N duniyaa me.n apanii Kushii se
naa dushman kisii kaa naa ulfat kisii se \-2
din\-raat meraa yahii hai taraanaa
ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots

naashaad huu.N mai.n dilashaad huu.N mai.n
duniyaa ke jhaga.Do.n se aazaad huu.N mai.n \-2
ye saaraa jahaa.N hai meraa aashiyaanaa
ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots

jiinaa yaa maranaa ha.Nsanaa\-ronaa
hotaa rahegaa ho kuchh hai honaa \-2
khaa_e.nge ham aur kamaa_e zamaanaa
ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhuum\-jhuum ke do diivaane gaate jaa_e.N galii\-galii}%
\film{Mastaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}%
\singer{Rafi, Laxmi Shankar}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10581 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jhuum\-jhuum ke do diivaane gaate jaa_e.N galii\-galii
apanii dhun me.n mastii kaa paiGaam sunaa_e.N galii\-galii \-2

( duniyaa vaalo.n ) \-2 ye duniyaa hai bastii kisake baap kii
aaj agar hai kal naa hogii yahaa.N zaruurat aap kii \-2
jhuum\-jhuum ke \threedots

naa jaane ye muurakh duniyaa paise kii kyo.n daas hai
chaar roTiyaa.N ek la.ngoTii baaqii sab baqavaas hai \-2
jhuum\-jhuum ke \threedots

aag peT kii kyaa\-kyaa maa.Nge roTii ke do Tuka.De
ba.De log phir kyo.n karate noTo.n ke sau Tuka.De
diivaane ko mastaane ko baat ye dil kii kahane do
mahalo.n vaalo.n mahal ke niiche kuTiyaa ko bhii rahane do \-2
jhuum\-jhuum ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mat bhuul are insaan terii nekii\-badii}%
\film{Mastaanaa}%
\year{1954}%
\starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}%
\singer{Rafi}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10579 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mat bhuul are insaan
terii nekii\-badii nahii.n usase chhupii
sab dekh rahaa bhagavaan
mat bhuul are \threedots

hai jisane banaayaa miTaa_e vahii
phuul\-kaa.NTo.n ko sa.ng\-sa.ng khilaa_e vahii
khel jiivan\-maran kaa rachaa_e vahii
Daale maaTii ke putale me.n jaan
mat bhuul are \threedots

jo vidhaataa ne likhii use maan le
praaN deve vahii aur vahii praaN le
( tere bas me.n hai kyaa ) \-2 ye zaraa jaan le
tuu hai nirbal to vo hai balavaan
mat bhuul are \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
