% ISB File: MayurPankh_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa
merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa ) \-2

o
jab se kisii ko basaayaa hai dil me.n \-2
ho ho
halachal hai gairo.n kii har mahafil me.n \-2
mere ghar chandaa suuraj chale duniyaa

merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa
mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa
merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa

o
sapano.n me.n wo jab se aane lage hai.n \-2
shaam\-o\-sahar muskaraane lage hai.n \-2
merii ha.Nsii pe ta.Dap chale duniyaa

merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa
mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa
merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa

o
raste me.n kaa.NTe bichhe hai.n to kyaa hai \-2
o
zaalim ye pahare lage hai.n to kyaa hai \-2
mai.n jo chaluu.N chhun\-chhun sa.ng chale duniyaa

merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa
mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa
merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mubaarakabaad dene ko ... Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

mubaarakabaad dene ko hawaa baaGo.n se aa_ii hai
bahaare.n saarii duniyaa kii wo apane saath laa_ii hai

Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re o
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re
dekho mast zamaane aaye re haay re
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re

nashiilii bahaaro.n me.n dil kho rahaa hai
dil kho rahaa hai
nigaaho.n se matalab adaa ho rahaa hai \-2
adaa ho rahaa hai
ho.nTho.n pe baat dil kii aaye re o o o \-2

dekho mast zamaane aaye re haay re
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re

Kushii pyaar ban ke jhukii jaa rahii hai
jhukii jaa rahii hai
mohabbat kii mahafil luTii jaa rahii hai \-2
luTii jaa rahii hai
aa.Nkho.n me.n raat jhuume jaaye re

dekho mast zamaane aaye re haay re
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re

muhabbat kaa inape asar ho gayaa hai
asar ho gayaa hai
udhar ho chukaa hai idhar ho rahaa hai \-2
idhar ho rahaa hai
inase na aaj rahaa jaaye re \-2

dekho mast zamaane aaye re haay re
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re o o o
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re
dekho mast zamaane aaye re haay re
Kushiyo.n ke chaa.Nd muskuraye re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhaabbat kii daastaa.n aaj suno}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishore Sahu, Sumitra Devi, Asha Mathur}%
\singer{Lata}%
\music{Shanker-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat jaipuri}%

% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish kalra
% Date: 5 Mar 2004
% Series: GEETanjali
% Comments: complete lyrics hereunder
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

muhabbat kii daastaa.n aaj suno ye muhabbat kii daastaa.n suno
lo dil thaam lo ai zamii.n aasamaa.n ye muhabbat kii daastaa.n suno
muhabbat kii\threedots

wo shaahe muhabbat wo shaahejahaa.n
zamaane kaa dil taajadaare jahaa.n
ajab shaan thii jisakii ulfat bharii
use mil gayii pyaar kii ik parii
ishq hone lagaa husn pe meharabaa.n
ye muhabbat kii daastaa.n suno
muhabbat kii\threedots

guzarane lagii chain se zi.ndagii
wo mumataaz ik roz kahane lagii
dha.Dakate dilo.n pe jawaanii rahe
jahaa.n me.n hamaarii kahaanii rahe
rakh do duniyaa me.n apane pyaar kaa ik nishaa.n
ye muhabbat kii daastaa.n suno
muhabbat kii\threedots

kahaa shahajahaa.n ne merii naazanii.n
tujhe duu.ngaa tohafaa ba.Daa dilanashii.n
pasa.nd usane jamunaa kinaaraa kiyaa
muhabbat kaa roshan sitaaraa kiyaa
is tarah taaj kaa jagamagaayaa nishaa.n
ye muhabbat kii daastaa.n suno
muhabbaat kii\threedots

judaa hoke mumataaz raanii gayii
rulaatii hu_ii zi.ndagaanii gayii
gayii baadashaahii na jaane kahaa.n
rahegaa amar taaj haradam yahaa.n
Katm afasaanaa hai aa.Nsuo.n kii zubaa.n
ye muhabbat kii daastaa.n suno
muhabbat kii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mushkil hai pyaar chhupaanaa tandaanaa}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
	mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
ko \:	mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
la \:	priit na_ii dard puraanaa, tandaanaa
ko \:	priit na_ii dard puraanaa, tandaanaa

la \:	tuu kahii.n aur thaa mai.n kahii.n aur thii
	bhau.nraa kahii.n aur thaa kalii kahii.n aur thii
	phir bhii hai.n milane ke laakh bahaane
	phir bhii hai.n milane ke
ko \:	laakh bahaane
	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
la \:	nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa
ko \:	nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa

la \:	mausam bahaar kaa ek baar aaye re
ko \:	ek baar aaye re
la \:	chaa.Nd kahe chaa.Ndanii se raat Dhalii jaay re
ko \:	raat Dhalii jaay re
la \:	ho
	mushkil se milate hai.n Gam ye suhaane
	mushkil se milate hai.n
ko \:	Gam suhaane
	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
la \:	ban kisii nazar kaa nishaanaa, tandaanaa
ko \:	ban kisii nazar kaa nishaanaa, tandaanaa

la \:	dil ko apane haar ke jiit le jahaan ko
	rah kisii kii aa.Nkh me.n chhuu le aasamaan ko
	bulabul ne chhe.De hai.n pyaar ke taraane
	bulabul ne chhe.De hai.n
ko \:	ye taraane
	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
la \:	tuu badal to badale zamaanaa, tandaanaa
ko \:	tuu badal to badale zamaanaa, tandaanaa
	tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa
la \:	mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
ko \:	mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu kyuu.N mujhako pukaare}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

tuu kyuu.N
tuu kyuu.N mujhako pukaare \-2
( ta.Dap\-ta.Dap kar dil kaa taaraa
TuuT rahaa haay TuuT rahaa ) \-2
tuu kyuu.N mujhako pukaare
tuu kyuu.N

aa.Nkho.n ne dekhaa kaisaa tamaashaa maut bane din\-raat
jiiwan ke saathii itanaa bataa de hai kaun tere saath

tuu kyuu.N mujhako pukaare \-2
( ta.Dap\-ta.Dap kar dil kaa taaraa
TuuT rahaa haay TuuT rahaa ) \-2
tuu kyuu.N mujhako pukaare
tuu kyuu.N

o merii qismat rahane bhii de tuu luuT na ab si.ngaar
biite zamaane aa lauT aa tuu rone lagaa meraa pyaar

tuu kyuu.N mujhako pukaare \-2
( ta.Dap\-ta.Dap kar dil kaa taaraa
TuuT rahaa haay TuuT rahaa ) \-2
tuu kyuu.N mujhako pukaare
tuu kyuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye barakhaa bahaar ... na jaa more saa.Nware piyaa}%
\film{Mayur Pankh}%
\year{1953}%
\starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}%
\singer{Lata, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	aa
do \:	( ye barakhaa bahaar, sautaniyaa ke dwaar
	na jaa more saa.Nware piyaa ) \-2
	na jaa more saa.Nware piyaa \-2

aa \:	andherii raat ghaTaa_o.n se dard barasegaa \-2
	tere binaa jale ye dil sej pyaar tarasegaa
la \:	mai.n ro\-ro maruu.N, tore pa_iyaa.N pa.Duu.N
	na jaa more saa.Nware piyaa
do \:	ye barakhaa bahaar, sautaniyaa ke dwaar
	na jaa more saa.Nware piyaa \-3

aa \:	tere baGair kyaa mazaa hai zi.ndagaanii me.n \-2
la \:	na jaa_o beraham lagaa ke aag paanii me.n \-2
	aa
	ye ThaNdii phuhaar, ye koyal pukaar
	na jaa more saa.Nware piyaa
do \:	ye barakhaa bahaar, sautaniyaa ke dwaar
	na jaa more saa.Nware piyaa \-3

la \:	gha.Dii nahii.n ye dil ke sabr aazamaane kii \-2
	hai rut nazar se nazar dil se dil milaane kii
	ye pahalaa ashaa.D dikhaa de dulaar
	na jaa more saa.Nware piyaa
do \:	ye barakhaa bahaar, sautaniyaa ke dwaar
	na jaa more saa.Nware piyaa \-3

aa \:	tere baGair kyaa mazaa hai zi.ndagaanii me.n \-2
la \:	na jaa_o beraham lagaa ke aag paanii me.n \-2
	aa
	ye ThaNdii phuhaar, ye koyal pukaar
	na jaa more saa.Nware piyaa
do \:	ye barakhaa bahaar, sautaniyaa ke dwaar
	na jaa more saa.Nware piyaa \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
