% ISB File: Meenaar_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{shamaa pe aake o paravaane}%
\film{Meenar}%
\year{1954}%
\starring{Bharat Bhushan, Beena Roy}%
\singer{Asha, chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contirbutor: Prithviraj Dasgupta
% Date: Dec 14, 2000

\printitle
#indian

aa: shamaa pe aake o paravaane
    jal
ko: jal
aa: jal
ko: jal jal jal jal
aa: pyaar ke raste ha.Nsate ha.Nsate
    chal
ko: chal
aa: chal
ko: chal chal chal chal

aa: pa.nkh jale.nge Kaak banegii
    jalake muhabbat paak banegii
    soch na muurakh biit rahaa hai
    pal
ko: pal
aa: pal
ko: pal pal pal pal

aa: mahafil kaa yuu.N ra.ng jamaa de
    tan ko apane aag lagaa de
    terii raaK se shammaa banegii
    kal
ko: kal
aa: kal
ko: kal kal kal kal

aa: tho.Dii sii ab raat hai baakii
    shiishe.n khaalii so gayaa saakii
    pyaar kii Gaafil apanii a.Nkhiyaa.N
    mal
ko: mal
aa: mal
ko: mal mal mal mal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sitaaro.n se aage ... shamaa par jal kar bhii paravaanaa}% 
\film{Meenar}%
\year{1954}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Vandana Vidwans
% Transliterator: Vandana Vidwans
% Date:  July 26, 1999
% Credits:U V Ravindra
% Comments:  From "Geet Kitne Gaa Chuki Hun", rare Asha songs
% commemorative cassette made for the East Coast RMIMeet '98
% by Neha Desai, Richa Dubey, Chetan Vinchhi & Ashok Dhareshwar
% The prelude "sitaaro.n se aage" is from a Iqbal ghazal.

\printtitle
#indian

sitaaro.n se aage jahaa.N aur bhii hai.n
abhii ishq ke imtahaa.N aur bhii hai

shamaa par jal kar bhii paravaanaa fanaa hotaa nahii.n
saaz se jaise kabhii naGamaa judaa hotaa nahii.n

maut to chhoTii sii hai ek aazamaa_ish ishq kii
dard\-e\-ulafat jaa.N dekar bhii adaa hotaa nahi.n
shamaa par \threedots

hai zamii.n se aasamaa.n tak jaa rahii thii ma.nzile.n
khatm mar jaane se bhii ye silsilaa hotaa nahii.n
shamaa par \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa mu.D ke to dekho saajanaa}%
\film{Meenaar}%
\year{1954}%
\starring{Bharat Bhushan, Beena Roy}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11934 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

la :\	la la la la aa aa
	aa aa aa
ta \:	ha aa ha aa
la \:	zaraa mu.D ke to dekho saajanaa
	ho saajanaa
	zaraa mu.D ke to dekho saajanaa
	wo piichhe rah gayaa bachapanaa
	aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2

ta \:	bachapan kaa zamaanaa ho chukaa
	ho ho chukaa
	bachapan kaa zamaanaa ho chukaa
	ye khel puraanaa ho chukaa
	ab hogii na_ii kahaanii \-2

la \:	din\-raat badalate rah gaye
	aramaan machalate rah gaye ) \-2
ta \:	aakaash ke taare hai.n vahii.n \-2
	duniyaa ke nazaare hai.n vahii.n
	hai phir bhii na_ii kahaanii \-2
la \:	zaraa mu.D ke to dekho saajanaa
ta \:	wo piichhe rah gayaa bachapanaa
do \:	aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2

la \:	shole ko bha.Dakanaa aa gayaa
	kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa
do \:	shole ko bha.Dakanaa aa gayaa
	kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa
ta \:	ye madhur milan kaa saaz hai
	dha.Dakan me.n chhupaa ek raaz hai
	is raaz kaa naam jawaanii \-2
la \:	zaraa mu.D ke to dekho saajanaa
	ho saajanaa
	zaraa mu.D ke to dekho saajanaa
ta \:	wo piichhe rah gayaa bachapanaa
do \:	aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
