% ISB File: Mehboobaa_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere nainaa saavan bhaado.n}%
\film{Mehabooba}%
\year{1976}%
\starring{Rajesh Khanna, Hema Malini}%
\singer{Kishore / Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
%          Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu)
%          C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Ranu Singh (singh@cc.gatech.edu)
%          Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu)
%          Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.colorado.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

##Kishore version:##
mere nainaa saavan bhaado.n.n
phir bhii meraa man pyaasaa \- (2)

ai dil diivaane, khel hai kyaa jaane
dard bharaa ye, giit kahaa.N se
in ho.nTho.n pe aae, duur kahii.n le jaae
bhuul gayaa kyaa, bhuul ke bhii hai
mujhako yaad zaraa saa, phir bhii \threedots

baat puraanii hai, ek kahaanii hai
ab sochuu.N tumhe.n, yaad nahii.n hai
ab sochuu.N nahii.n bhuule, vo saavan ke jhuule
R^itu aaye R^itu jaaye deke
jhuuThaa ek dilaasaa, phir bhii\threedots

baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De
bijurii banakar, gagan pe chamake
biite samay kii rekhaa, mai.n ne tum ko dekhaa
man sa.ng aa.Nkh\-michaulii khele
aashaa aur niraashaa, phir bhii\threedots

##Lata version:##
mere nainaa saavan bhaado.n
phir bhii meraa man pyaasaa \- (2)

baat puraanii hai\threedots

ai dil diivaane \threedots

baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De
bijurii banakar, gagan pe chamake
biite samay kii rekhaa, mai.nne tumako dekhaa
ta.Dap ta.Dap ke is birahan ko
aayaa chain zaraasaa, phir bhii \threedots

ghu.ngharuu kii chhamachham, ban ga_ii dil kaa Gam
Duub gayaa dil, yaado.n me.n phir
ubharii bera.ng lakiire.n, dekho ye tasaviire.n
suune mahal me.n naach rahii hai
ab tak ek rakkaasaa, phir bhii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{parabat ke piichhe, chambe daa gaa.Nv}%
\film{Mehbooba}%
\year{1976}%
\starring{Rajesh Khanna, Hema Malini}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Shweta Saxena
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

parabat ke piichhe, chambe daa gaa.Nv
gaa.Nv me.n do premii rahate hai.n
ham to nhii.n vo diivaanaa jinako
diivaanaa log kahate hai.n

mile.nge yaa bichha.De.nge, haay raam kyaa hogaa
na jaane in dono.n kaa a.njaam kyaa hogaa
muft me.n ho jaaye.nge badanaam kyaa hogaa
ghar se nikal ke, raste pe chal ke
taane hazaar sahate hai.n
gaa.Nv me.n do premii rahate hai.n   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
