% ISB File: Mehmaan_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{luuT liyaa ... meraa sapano.n kaa sa.nsaar kisii ne}%
\film{Mehmaan}%
\year{1953}%
\starring{Premnath, Nimmi, Sajjan}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{P N Rangeen}%

% Contributor: [Anilda Series], V S Rawat, Jun 12, 2005

\printtitle
#indian

ko:	luuT liyaa haay luuT liyaa haay luuT liyaa 
la:	luuT liyaa
ko:	luuT liyaa haay luuT liyaa haay luuT liyaa 
la:	luuT liyaa
ko:	luuT liyaa haay luuT liyaa haay luuT liyaa 
la:	luuT liyaa
	meraa sapano.n kaa sa.nsaar kisii ne luuT liyaa \-2
	luuT liyaa ghar\-baar kisii ne luuT liyaa
	meraa sapano.n kaa sa.nsaar kisii ne luuT liyaa

	do din khel Kushii ke khele
	do din rahe priit ke mele
	do din khel Kushii ke khele
	meraa rotaa rah gayaa pyaar kisii ne luuT liyaa
	meraa sapano.n kaa sa.nsaar kisii ne luuT liyaa

	bichha.D ga_ii.n mil\-mil ke baa.Nhe.n
	uja.D ga_ii.n nainan kii raahe.n
	bichha.D ga_ii.n mil\-mil ke baa.Nhe.n
	man kaa ruup\-si.ngaar kisii ne luuT liyaa
	meraa sapano.n kaa sa.nsaar kisii ne luuT liyaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{man kaa pa.nchhii mast pavan me.n}%
\film{Mehmaan}%
\year{1953}%
\starring{Premnath, Nimmi, Sajjan}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Uddhav Kumar}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 12 Jun 2003
% Series: Anilda series
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

o, man kaa pa.nchhii mast pavan me.n

man kaa pa.nchhii mast pavan me.n u.Dataa jho.nke khaa_e
jiyaa meraa tirachhaa hoye hoye jaa_e \-2
o, man kaa pa.nchhii

darpan me.n jab mukha.Daa dekhuu.N nazar aur ko_ii aa_e \-2
pyaar bhare haatho.n se merii laT ulajhii sulajhaa_e \-2
dhak dhak dhak dhak jii kyo.n dha.Dake, kyo.n dha.Dake
nahii.n samajh me.n aa_e
jiyaa meraa tirachhaa hoye hoye jaa_e \threedots

nikale tiir, nikale tiir, kamaan sa.Nbhaalo
ho, nainan kaatil waale nikale tiir, nikale tiir
kis me.n himmat, hai kis me.n himmat aaj in ke badale or bachaa le
dekhe.n kis ghaayal ke dil me.n lagii rahegii haay
lagii rahegii haay, jiyaa meraa tirachhaa hoye hoye jaa_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
