% ISB File: Melaa_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{melaa dilo.n kaa aataa hai ik baar}%
\film{Melaa}%
\year{1999}%
\starring{Aamir Khan, Twinkle Khanna, Faizal Khan, Johny Lever}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Jaspindar Narula}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

melaa dilo.n kaa aataa hai ik baar aake chalaa jaataa hai
aate hai.n musaafir jaate hai.n musaafir
jaanaa hii hai unako kyo.n aate hai.n musaafir
melaa dilo.n kaa \threedots

ha.Ns le gaa le ye din naa mile.nge kal
tho.Dii khushiyaa.n hai.n tho.De se ye pal
ek baar phir chalii jaa_e.n jo ye bahaare.n
lauT kar naa aa_e.ngii gujarii bahaare.n
melaa bahaaro.n kaa aataa hai ik baar aake chalaa jaataa hai
aatii hai.n bahaare.n jaatii hai.n bahaare.n
jaanaa hii hai unako kyo.n aatii hai.n bahaare.n
melaa dilo.n kaa \threedots

saajan ek tujh pe bharosaa hai
is bhii.D me.n ek tuu hii meraa hai
mausam badale badale zamaanaa
vaadaa kiyaa jo vaadaa nibhaanaa hai
haatho.n kii lakiire.n gaa_e.n ye taraanaa
mar kar bhii ye rishtaa hai hamako nibhaanaa
melaa dilo.n kaa \threedots

aa_ii re javaanii jaise rut tuufaanii
pagalii ye diivaanii mai.n kyaa karuu.n
melaa javaanii kaa aataa hai ik baar aake chalaa jaataa hai
aatii hai javaanii jaatii hai javaanii
jaanaa hii hai usako kyo.n aatii hai javaanii
melaa dilo.n kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sholaa jaise bha.Dake re ... kamariyaa lachake re}%
\film{Melaa}%
\year{1999}%
\starring{Aamir Khan, Twinkle Khanna, Faizal Khan, Johny Lever}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Abhijit}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sholaa jaise bha.Dake re dil meraa dha.Dake re
kamariyaa lachake re baabuu zaraa bach ke re
sholaa jaise bha.Dake \threedots

jale re moraa jiyaa
chhuunaa naa mohe piyaa
he aa_ii kahaa.n se o dilarubaa
jaaduu saa teraa sab pe chalaa
are diivaano.n ko naa aise jalaa
yuu.n naa dilo.n par chhuriyaa.n chalaa
kamariyaa lachake re \threedots

aa_ii re aa_ii re aa_ii sapano.n kii raaanii hai aa_ii
aa_ii re aa_ii
ho ho he he
ik naa ik din mil jaa_egii hamako bhii sapano.n kii raanii
aa_ii re aa_ii re aa_ii

saa.Nso.n me.n hai.n chi.ngaariyaa.N
siine me.n ko_ii chubhan hai
nas nas me.n jaagii agan hai
rok naa tuu is aag ko jalane de
jo bhii agan hai dekh zamaanaa magan hai
mere kaleje me.n ko_ii tiir hai ga.Daa
cha.Dhaa re cha.Dhaa re cha.Dhaa
ye kaisaa zahar hai cha.Dhaa
tujhako nahii.n kuchh bhii hosh hai
terii umar kaa ye doSh hai
diivaano.n ko naa aise \threedots

saaraa jahaa.n piichhe pa.Daa dushman banii ye javaanii
mushkil me.n hai zi.ndagaanii
Dar hai tujhe kis baat kaa ham tere saathii hai.n jaanii
phir kaahe soche diivaanii
kahii.n diivaanaa to kahii.n qaatil hai kha.Daa
jaanaa meraa jaanaa oho mushkil hai ba.Daa
jaa_egii bach ke ab tuu kahaa.n
tuu hai jahaa.n ab ham hai.n vahaa.n
diivaano.n ko naa aise \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
