% ISB File: MemDidi_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{raato.n ko jab nii.nd u.D jaae}%
\film{Mem Didi}%
\year{1961}%
\starring:{Tanuja, Kesi Mehra, Lalita Pawar, David, Jayant}% 
\singer{Lata, chorus}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Ketan Dholakia
% Transliterator: Surajit Bose
% Date: Thu May 7, 1998

\printtitle
#indian

Lata:	raato.n ko jab nii.nd u.D jaae
	gha.Dii gha.Dii yaad ko_ii aae
	kisii bhii suurat se bahale na dil
	tab kyaa kiyaa jaae bolo kyaa kiyaa jaae --------  x 2 

chorus:	ye to pyaar kaa rog hai rog buraa
	jise ek dafaa ye lagaa to lagaa -------- x 2

Lata:	ahaahaaaaa~~~~~~~

Lata:	cha.ndaa ko dekh, aag lag jaae
	tanaha_ii me.n chaa.Ndanii na bhaae
	Tha.nDii havaao.n me.n kaa.Npe badan
	tab kyaa kiyaa jaae bolo kyaa kiyaa jaaye

chorus:	ye to pyaar kaa rog hai rog buraa
	jise ek dafaa ye lagaa to lagaa -------- x 2

L:	ahahaaaaa~~~~

Lata:	ho.nTho.n pe ek naam aae jaae
	aa.Nkho.n me.n ek chhab muskaae
	da^rpaN me.n suurat paraa_ii dikhe
	tab kyaa kiyaa jaae bolo kyaa kiyaa jaae

C:	ye to pyaar kaa rog hai rog buraa
	jise ek dafaa ye lagaa to lagaa -------- x 2

L:	ahahahaaa~~~~~~

Lata:	sakhiyo.n ke biich dil ghabaraae
	Dar ho kahii.n baat khul jaae
	lekin akele me.n dha.Dake jiyaa
	tab kyaa kiyaa jaae bolo kyaa kiyaa jaaye

C:	ye to pyaar kaa rog hai rog buraa
	jise ek dafaa ye lagaa to lagaa -------- x 2

L:	ahahahhaaaa~~~~~

Lata:	raato.n ko jab nii.nd u.D jaae
	gha.Di gha.Di yaad koii aae
	kisii bhii suurat se bahale na dil
	tab kyaa kiyaa jaae bolo kyaa kiyaa jaae

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
