% ISB File: MeraLadka_1938.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekhuu.N kab tak baaT piyarawaa}%
\film{Mera Ladka/ My Son}%
\year{1938}%
\starring{Shanta Hublikar, Ulhas, Mama Bhatt}%
\singer{Shanta Hublikar}%
\music{Keshavrao Bhole}%
\lyrics{Pt Anuj}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

dekhuu.N kab tak baaT
dekhuu.N kab tak baaT piyarawaa dekhuu.N baaT tumhaar
patharaa_ii.n a.nkhiyaa.N
patharaa_ii.n a.nkhiyaa.N dekhat Dhuu.NDhat
ekahuu din more ghar naa aavat
khaalii baaT nihaar piyarawaa dekhuu.N baaT tumhaar

jiyaa ta.Dapat hai jiyaa dha.Dakat hai \-2
daras ko tore lalachaataa man hai
haa.N
jiiwan ke aadhaar piyarawaa dekhuu.N baaT tumhaar

saagar uThatii duur tara.nge.n \-2
tairuu.N kahaa.N se bhaarii uma.nge.n
byaakul mai.n is paar piyarawaa dekhuu.N baaT tumhaar

bhe.NT hamaarii ab kab hogii \-2
priit kii jotii mil ke jalegii
Duube sab sa.nsaar jagat me.n Duube sab sa.nsaar

dekhuu.N tab tak baaT piyarawaa dekhuu.N tab tak baaT \-2
dekhuu.N tab tak baaT

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he bha.Nware tuu naa sataa}%
\film{Mera Ladka/ My Son}%
\year{1938}%
\starring{Shanta Hublikar, Ulhas, Mama Bhatt}%
\singer{Shanta Hublikar}%
\music{Keshavrao Bhole}%
\lyrics{Pt Anuj}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

he bha.Nware tuu naa sataa \-2
gu.njan se kyaa kahataa
kyo.n mujhe bahakaataa
he bha.Nware tuu naa sataa
naa sataa
gu.njan se kyaa kahataa
kyo.n mujhe bahakaataa
he bha.Nware tuu naa sataa

phuulo.n kaa lobhii bha.Nwaraa tuu kaalaa \-2
chapalaa ku.Nwaarii gorii mai.n baalaa
aa
chapalaa ku.Nwaarii gorii mai.n baalaa \-2

mai.n huu.N navelii
( mai.n huu.N navelii wo niraalii
jo pakhaanii nishaanii
raanii mai.n alabelii ) \-2

( he bha.Nware tuu naa sataa
gu.njan se kyaa kahataa
kyo.n mujhe bahakaataa ) \-2
he bha.Nware tuu naa sataa
naa sataa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
