% ISB File: MeraaGaaonMeraaDesh_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor}%
\film{Mera Gaon Mera Desh}%
\year{1971}%
\starring{Asha Parekh, Dharmendra, Lakshmichhaya}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Transliterator:David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Credits:David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor \- 3
o bhAbhii aanA zaraa diipak jalaanaa \- 2
(dekho balam hai.n yA koii aur
Dar gaI mai.n ke mar gaI mai.n
ke aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor) \- 2

man uupar niiche, khi.Dakii ke piichhe, a.Nkhiyo.n ke niichhe
baiThii mai.n sochuu.N saa.Nvarii, phir kaa karuu.N mai.n baavarii
bairii balam ho to chup rahuu.N mai.n \-2
duujaa koii ho machaa duu.N mai.n shor
aayaa aayaa \threedots

dhokhaa khaayaa hai, jii ghabaraayaa hai, koii aayaa hai
naino.n me.n naina jab gae, aa.ngan me.n ka.ngan baj gae
mai.n naachii aise, kaThaputalii jaise
naa jaane khe.nchI hai kisane Dor
aayaa aayaa \threedots

sau matadaarii, kaarii kajaraarii, sai.nyaa mai.n haarii
detaa dikhaaii kuchh nahii.n, chhup naa gayaa ho vo kahii.n
ghar me.n chhipaa to jaaegaa paka.Daa \- 2
man me.n chhipaa to phir kyaa hai zor
aayaa aayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay sharamaauu.N ... apanii prem kahaaniyaa.N}%
\film{Mera Gaon Mera Desh}%
\year{1971}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Transliterator:  David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Credits:  David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

haay sharamaauu.N, oe oe
haay sharamaauu.N, kis kis ko bataauu.N
aise kaise mai.n sunaauu.N sab ko
apanii prem kahaaniyaa.N, apanii prem kahaaniyaa.N
baalama kii, baalama kii
haay tiin nishAniyaa.N

##chorus## : haay sharamaauu.N, kis kis ko bataauu.N
aise kaise mai.n sunaauu.N sab ko
apanii prem kahaaniyaa.N, apanii prem kahaaniyaa.N

pahalii nishaanii mai.n huu.N jisakii dIvaanii \- 2
rut jaisii tuufaanii aisii unakii javaanii mastaanii
usake aage phiikii laage haay sabakii javaaniyaa.N
##chorus-##
kurtaa hai niilaa ra.ng paga.Dii kaa piilaa \- 2
ruup usakaa kaTiilaa aisaa hai chhailaa
ruup usakaa kaTiilaa aisaa hai chhailaa, ra.ngiilaa
chaal sharAbii, ra.ng gulaabii
te akhaa.N mastaaniyaa.N
##chorus-##
aa.Nkho.n ko mii.nche dekho saa.Nso.n ko khii.nche \- 2
vahaa.N piipal ke niiche mele me.n sabase piichhe \- 2
kha.Daa hai, nii.nd u.Daaye, chain churaaye
te kare beimaaniyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
